One bad attempt can cause big loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    One bad attempt can cause big loss
    Jese ke trading main hum logo ko kaafi diyan se proper management, planning strategy ke sath hi trade karni chaaye agar mistake se bhi hum koi cheez miss kar jaate hain jese ke market ko analyze karna wo agar hum sahi way main nahi karege to us ka hum logo ko bohat hi barha log ho sakta hai and humari trading loss main ja sakti hai iss iye hum aisi koi bhi possible mistake na karen jis se hum logo ko loss milna ka chance ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ma apki bat sy bout itfaq krta hn forex trading ma bout sy asy log hoty hn Jo fqt apni jald bazi ki wjha sy loss ma chly jaty hn asy log amysa forex ma fail hoty hn isliay hmain trade krty huy kbi jald bazi Ni karni chaiy sakoon or cool mind sy krna chaiy forex trading k asolo ko follow krna chaiy hmain loss Ni ho ga
    • #3 Collapse

      yes bhai ap na tek kaha ha k market study and analysis k baghair trade lagana buhut hatarnak sabit ho skta ha es sa bachny k leye humian chahaye k koi bi trade lagany sa pihly humian us pair ka knowledge us k lot size ka knowledge and market k indicators ki study honi chaheye us k baad trade lagany sa profit k chances almost zyada hoty ha
      • #4 Collapse

        yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai kun k ais market mai ye hai k agar ap ais mai ghalti karty hai to ais mai ap ko samjh aa jati hai k ap ne ais mai kis waja se loss kia hai agar ap ais market mai kaam kar rahy hai to ais mai her time soch samjh k kaam karna chaye kun k ais mai jaisy hi ap koi ghalti kary gay to ap ko ais mai loss ho jaye ga aor ap apna hi loss kar ley gay aik ghalti ki waja se.
        • #5 Collapse

          Yes of course forex trading one big attempt means to say kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay or big attempt means to say kay hamain chiay kay bilkul stop loss or take profit limit zaroori lagana chiay.
          Or secondly hamain chiay kay ham jab bhi trading karain apnay Annaylis achay rakhain or market main stop loss or take profit limit zaroori lagana chiay.
          Big attempt means big lot size say hamain parhaiz karna chiay apnay insta forex bonus account per trading kartay huay.
          • #6 Collapse

            jo log forex mai kam karty howe emotions or lalach ko qabo mai nahi rahkty unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or maket ky up down ko dahkty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
            • #7 Collapse

              han g yah to hai hamary iak mistake ham ko bohat loss day sakty hai is q k forex boaht risky hai or hamian her order se pahly soch samjh ka place karna hota hai or agr ham na mazak main koi order place kar dia or agr wo hamara order capture ho gya to us ko nakalny main boaht time lag sakta hai or yah b mumkan hai k hamra account wash ho jay is lai dear lazmi hai k jab ham trade main enter ho to mentally toor per ham fit ho or is market b hamary strategy k mutabik a chuky ho warna mushkal ho jay gy forex
              • #8 Collapse

                theek kaha hai k ager hum forex mien aa ker aik bee mistake kerty hie to hamain es mien aa ker bhut zayada loss ho sakta hai es lye hamain forex mien aa ker big loss say khud ko safe rakhna hot hai or kio bee mistake na kerni hoti hai.
                • #9 Collapse

                  bhai trading me to galtiya hoti e rahti he lekin insan ko koshish jari rakhni chahiye or har nai marnani chaiye ku k jo banda galti nai kary ga wo kese seekhy ga agar ap achy trader bannana chahty he to ap ko apni galtio se kuch na kuch seekhna ho ga or rahi bat loss ki to loss to zindiaga ka hissa hota he ye hi nai hota k sirf profit hi profit ho.
                  • #10 Collapse

                    Ap ki bat blkul sahi he trading me planing or strategy ka saahi hona bhot hi lazmi he tabhi hm apne goals ko hasil kr sakte hn or loss se bachna bhi inthai zaruri he isi liea hme seniors ki help bhi leni chaiea or ek acha work plan bnana chaiea.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      yes dear hamain jub apni training k baad forex ko start karna paarya to hamain is baat ka khaas khayal rakhna chaye k jo ghair zaruri trades hain un say hamain avoid karna chaye agar har chottay baary signals pay ham trades lagatay jayengay to kisi bhi wakta hamain aisa lose ho sakta hay jis say hamari trades lose main ja sakti hay aur usay recover karna bahut mushkil ho jata hay so hamain bari care k sath apnay account ko continu rakhna cahye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X