It is wise to decide on...
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    It is wise to decide on...
    It is wise to decide on the size of the trading lot and exposed risk in advance.
    Do a simple math: calculate the worst possible situation, e.g. 10 consecutive losses in a row; then see if your account will survive and if there be something left to move on. And, although 10 losses in a row is a very unlikely scenario,, you cannot deny it...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    itni samaj hona ak trader ke lie boht hi zrori he ke woh konsi lote me trade karte hue eanring achi kar skata he or phr account ko safe be rakh skata he agar loss ho jata he toh so usko chahie ke woho analysis karna seekhe or phr money management ko samaje or hamesha usko applye kre
    • #3 Collapse

      It is the wise to the persons on decide on your luck agar ap pakistan forex forum trading par work karty ho
      • #4 Collapse

        Forex trading bohat acha busniss hy jis mai maire khayal sai ek dafa join ker liya us nai is mai sai koch na koch tu zaror gain kiya hota hy is liya ap be is mai achi terhan seekh ker gain karo
        • #5 Collapse

          is main humain full focus say kam karna ho ga ta kay humain trade main achi earning hasil ho skay practice kar kay hard work kar kay trade main kam karna ho ga ta kkay humain loss km say km ho
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            I think keh aap ko 50 pips tak wait krna chaheye aur phir us key bad strategy ko change krna chaheye. Is key sath sath aap ko time frame sey bhi help leni chaheye aur candles ko bhi use krna chaheye takeh aap market ka trend samjh sakain. Koi bhi decision lenay main ziada jaldi nahi krni chaheye.
            • #7 Collapse

              sir baat ya kay agar ham forex pay tarding krty ha to uskay liye bs apkay pas experince hona chahiye qk agar apkay pas exeprince hota tab hi ap risk lay tarding kr sakty ha jis say apko profit bhi ho sakta ha bs apko risk lena chahiye lakin experince hona chahiye
              • #8 Collapse

                Agr ap es market mai lot size ko select krba hai tou ap money management KY rules ko follow kray gy tou ap es market mai zada say zada profit ko earn kr sakty ho. Aur har bra ek achi lot size select kr sakty ho.
                • #9 Collapse

                  Trading sey pehlay hamain apney mind main yeh rakhna hy keh forex aik risky business hy aur is main kisi bhi waqt small mistake ki waja sey loss ho sakta hy. Is leye hamain aisi planning karni hy keh loss bhi ziada na ho aur profit bhi ho jaye. Agar loss ho bhi jaye to hum is qabil hon keh loss ko recover kr sakain.
                  • #10 Collapse

                    Trading main lost ka fasla humra balance karta hy agher humr pass balance zyda hy to hum ak sy zyda lost open kar sakty hy aur agher humra balance hy hi ata ka hum dosri lost opne karn to humra account wash ho jay as lay apny account ki equity ka hasb sy trading karn
                    • #11 Collapse

                      Ye to account ko ap nay khud manage kerna ho ga app ko lot size ko khud control kerna ho ga pher he ap us main say long term chal k he us main acha earn ker sagty hain our successful trader ban sagty hain
                      • #12 Collapse

                        g bhai forex trading koi asaan business nahi hai is mien apko agar kamiyab hona hai to apko phir is mien bohat ziyada mehnat karna hogi aur isko apko deeply seekhna hoga.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          is forex main mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi aur kam par focus kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur greed ko avoid kar k hi hum market main achi trade karny k kabil ho saky gay

                          اب آن لائن

                          avatar Ayn
                          avatar Hooram
                          avatar Sadd5
                          Working...
                          X