News ka market par impact
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News ka market par impact
    Aslam o alekum dear members main ap sab say yeh pochana chata houn keh forex factory main jo news ati hain en main impact ka sign be hota hay to hum yh keysy jan jakty hain kh jo news any wali hay oska market main kes side par impact jay ge keya es say market up jay gi ya down gai gi
    Kindly guide me kh hum kes tarha ki news ko market up karny wali samj sakty hain or kes tarha ki news ko market down karny wali
    Thanks
    All The Best Dear Friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhi Jo log trading krty hain aur forex k sath attach hain forex factory un k liey ik favorite website a aur Jo b un Ke news hati hain 90% un ka impact hota a lekan kisi time khuch b o skta a is liey Ap Jb trade lgay to Pely lazmi dekhy k news ka impact start huwa a ya ni Jb practically trend change o tb he us pair pr trade lgay, kbi b ankhy band kr k kisi b pair pr trade na lgay
    • #3 Collapse

      Dear brother forex trading main kafi cheezon ka asar hota ha isi traha forex trading main news ka bhi bht gehra asar hota ha even than maximum Traders ki yehi strategy ha keh apni trading news ki bunyyad pa krty hain aur yeh kafi kamyaab strategy ha. Thanks
      • #4 Collapse

        Dear forex trading main news ka kafi impact parta hai.
        Aap ko pata hona chiay kay forex trading main ham jab bhi trading karain hamain apnay insta forex bonus account per annaylisis larnay chiay.
        Or secondly aap ko pata hona chiay kay forex trading main news trading agar karni hai to aap ko chiay kay aap apnay insta forex bonus account per trading karain.
        Or market main hamesha stop loss or take profit limit zaroori lagana chiay.
        • #5 Collapse

          Dear jaisy ap ne baat ki hai news ki to ais mai ye hai k hum jab ais market mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k hum jis pair par trade lagany ja rahy hai aus se releted koi news aa rahe hai ya nai kun k kai dafa ye hota hai k hum market mai trade lagaty hai aor hum ko pata ni hota aor aus time news aa jati hai jis ki waja se market kafi zayda move kar jati hai aor ap ne dekha ho ga jab news aati hai to aus time market technical ko follow ni kari hai aor aus time aisy hi move karti hai ais liay aus time khyal rakhna chyae.
          • #6 Collapse

            Ji han kisi bhi mulk ki currency per is mulk ky halat ka bara aser hota hai. Jab bhi kisi mulk halat kharab hoty hain to us mulk ki currency down ho jata hai. Is liye jab bhi koi khaber ati hai to us k foran baad ap trade lagain to ap ko faida ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Dear forex trading main news boht he aham hai ku ky news sy he hmain pta chalta hai ky next time markeet kia krny wali hai es liy news ka maekeet par boht impact hota hai
              likn kbi kbi news ky bad b market main koi chang nhi ati likn phir b news ko follow krty hovy trading krain
              • #8 Collapse

                hamy news ko daily dahkna chahey q ky yai hamy marekt ky up down ky mutaliq aga karte hain hamy inhy ignore nahi karna chahey hum news py trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain yai aik international business hain
                • #9 Collapse

                  bhai news ka trading par bohat impact hota he lekin agar pa ko news dekhne ka experience he to ap bohat acha kam kar sakty he or bohat hi achi profit bhi hasil kar sakty he lekin agar ap ko news ka experience nai he to ap ko chahiye k ap news par kam hi dehan de or apny se senior se bat chit kary ta k ap loss se bach sakty or profit hasil kar saky.
                  • #10 Collapse

                    forex treading m news best point hy q k jb news reles hoti hy tu market m boht acha scendl ata hy r wo tread order krny ki sahi timing hoti hy es liy hmy treding m news reles ka wt krna chahiy ta k big profit earn kr saken .
                    • #11 Collapse

                      Dear ap ki bat theak hay hamen forex trading mein news bahut zyada effect karti hain market py aor jo forex factory ki news hain market py bahut zyada effect karti hain bahut sy traders forex factory ki news py hi trading karty hain forex market mein technical analysis k sath fundamental analysis ka hona bahut hi zarori hay fundamental analysis ki waja sy baz aoqat technical analysis fail ho jaty hain
                      • #12 Collapse

                        G han bilkul bohat gehra impact hota hai kui kay forex mn hony wali tabdelii ya kui bhi zruri information jo kay tamam members kay lea kanna must hoti hai forex forum humy news kii shakl mn hi deta hai eslia humy sari newz ko parhna chaiye aor unko follow karein ager un men kui cheez aesii hai kay jo humri job ky lia best hai us point ko note krein.. Aor apni posts and tajrbay ka hissa bnaaein..
                        Mehnat Me Azmat hai
                        • #13 Collapse

                          Re: News ka market par impact

                          forex mai news ke bohat ahmeyat hain hamy inhy rozana dahkna chahey pher he hum market ka acy sy tajzia ky saky gy hum is py live trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar sakty hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: News ka market par impact

                            Dear forex mai jab ap seekh aur smjh k kam karo gy tu ap ko idea ho jaye ga k ye bsuiness ap kese kar skte ho forex aik behtreen business hai jaise jaise ap mehnat karo gya p acha ko rewar db boht acha ho skta hai es liye ap ko tension nhn leni bal k ap ko seekhna hai smjhna hai ta k ap ko ide aho jaye....

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X