Ik currency pr ik pair k sath down ja rhi a to dosroo k sath b down ja skti a
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ik currency pr ik pair k sath down ja rhi a to dosroo k sath b down ja skti a
    Dears trading m common sense ka use b boht aham a agr hum ik currency pr trade karty huwy usy buy karty hain aur us ke value down hona start o jati a to aur kisi b currency k sath us ko buy Na kary normally agr ik currency down ja rhi a to wo sub pairs k sath down he o ge is liey Jb b trade lgay to is bat ko lazmi mdynazar rakhy. Aj jesy
    USD maximum currency k against down gai a
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Iss trah hona bilkul mumkin hai aur traders ko chaiye ke woh iss baat ko lazmi khayal rakin tu in ke trading per acha effect ayie ga.
    Jo baat app nay mention ke iss ke base per aksar traders trading b karty hain. Dollar ke overall up ya down janay ko check karny ke liye traders aksar dollar index ko check kiya jata hai.
    • #3 Collapse

      Nahi dear aisa nahi hota aap ko forex trading ka basic knowledge hasil karna chaiay.
      Aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain patience ka muzahira karna chiay.
      Jab tak hamain forex trading ka basic Technical knowledge nahi hoga.
      Hamain apnay insta forex bonus account per pata hona chiay kay trading main
      Eurusd
      Usdchf hai.
      Do currency pairs hain agar usd week ho ga to.
      Eurusd bullish or
      Usdchf bearish move karay ga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g han apki bat shai ha or main apki bat se agree karta hun forex trading main jub hum trading k liye market ko dekhty hain tu market main jis currency ki value down hoti hai wo jis bhi corrency k sath oska pair hoat hai wo os main bjhi dwon he jati hai es trha hum kah skty hain k over all he hmain wo pair market main down he mily ga

        اب آن لائن

        Working...
        X