Kiya forex trading ko business keh sakte hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya forex trading ko business keh sakte hai ?
    Bilkul forex trading ko business keh sakte hai balke agar na be kahe tu ye ik complete business hai jo same osi tarha manage ke jate hai jes tarha dosre type businesses ho han difference buhot hai dosre types businesses mai aor es mai lekan kaam same he tarha ka hai matlab management es mai be management kirdaar ada karte hai aor dosre types businesses mai be ....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul ye dunya ka buhat bara business hai jis mein AP buhat kuch earn kar sakte Hain lekin is mein buhat zeyada mehnat hai is mein AP ko experience chahiye hota hai jis ke Bina AP earn nahi kar sakte is mein knowledge AP ki key hai lehaza mehnat Karen earn karen
    • #3 Collapse

      Of course forex ik business hai jes mai dosre businesses ki tarha investment ke jaate hai aor pir aos investment ko manage kiya jaata hai agar koi ache tarha manage kar paya tu profit hote hai aor agar koi fail hojata hai tu loss hojate hai es leye eske business kehne ke baat nahe hai balke ye hai he ik complete business
      • #4 Collapse

        G my dear biklul.is me koi shak nai hai k forex aik business hai or is me aik business ki sab khobyan or khamiya b mojood hain.Yani k is me loss b hota hai or profit b.Ye ap per depend krta hai k ap is business ko kasy handle krty hain or kis trhan successful trader bnty hain.
        • #5 Collapse

          Dear friend forex trading ko ak busnes kah sakty hain aur yeh hay bhi ak busnes qu k as main hum sell aur buy karty hain aur busnes main profet aur loss bhi hita hy aur as busnes main bhi asa hi hy
          • #6 Collapse

            g han bhai jan ham forex forum ko bissnuss hi kih sakte hen q ke ye he hi bahut bara bissnuss ye ek dunia ka bahut bara bissnuss he is se ham achi khasi earning hasil karte hen aor jis se earning hasil karte hen usy bissnuss hi kaha jata he aor kashif ki tarahan apna soch ko khrab nhe kia ja sakta
             
            • #7 Collapse

              jee dear aap ki bat thek hai yah ak complete business he hai is ko job bhi nahi samja ja skta kun k yah forex trading business hai is man hum ko khod apni marzi sy kam krna hota hai or apni marzi ka profit bhi krna hota hai is man hum zuada profit bhi kr skty hain or kam bhi profit is man ho skta ha
              Removed by Moderator
              • #8 Collapse

                forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain hum is mai kam akr ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                • #9 Collapse

                  Forex trafing ko business sirf keh nhen sekty beljeh yeh business hey. Forex trading market dunia ki seb se beri market heh aor is main her chez main trading ki jati hey. Is main ager kuch earn kerna hry to kuch isko dena bhi perta hey air jo hum dey sakty hain woh hey time jitna time dain gey utna hamara experience berhy ga.
                  • #10 Collapse

                    mery point of view main to main us ko forex business he kahoun ga us main app k pas knowledge our experience ho ga wohi us main kamyab ho ga our ap nay diekha ho ga k us main her trader ki earning different hai us ki yahi purpose hta hia k us main jo jitna hard work karta hai wo itna he earning kerta hai
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                      Bilkul forex trading ko business keh sakte hai balke agar na be kahe tu ye ik complete business hai jo same osi tarha manage ke jate hai jes tarha dosre type businesses ho han difference buhot hai dosre types businesses mai aor es mai lekan kaam same he tarha ka hai matlab management es mai be management kirdaar ada karte hai aor dosre types businesses mai be ....
                      je forex trading aik aisa business hai jo generations may chalta hai na siraf ye k ik family ka ik Banda kary ar bas khatam nhi ye life long business hai ar apny bacho ko b seekhana chahye
                      • #12 Collapse

                        g haan bhai jaan ham forex trading ko businss kah sakte hain q k ye hai hi ik busniss as pe jo bhi kam karte hain woh sab smanjh aik bisnis hi karhen hain
                        • #13 Collapse

                          g han bhai jan ap ne bahut theek bat kahi he ye hakeet he ke pak forex bissnuss hi he q ke jahan se bande ko earning ho to sirf bissnuss se hi hasil hoti he bhai jan sun len ye bissnuss he aor real bissnuss he aor dunya me bare bissnuss ke mukable me khara hone wala bissnuss he.
                           
                          • #14 Collapse

                            G Dear forex trading ek bussness he hai aur ye legal b hai aur is main apko shoro main bahut mehnat ki zarorot hai iske rolls ko samjhna technical anylis ko samjhna market k trend ko samjhna jab ye sb apko samjh a gayi to ap is main acha profit le sakte hain aur is main sabar ki bahut ehmiat hai kabi b jaldbazi na kia karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              yes dear ham isay keh bhi saktay hain aur hamain kena bhi chaye k forex aikmbusiness hay agar yeh businesss na ho to hamain is main achi earning bhi na ho hamaray liye jis tarha pak forum aik nemat hay jis say hamain thori c mehnat say earning hoti hay waisay he instaforex aik bahut acha business hay jis main ham apni invest say bonus say mehnat kark earning kartay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X