Technical analysis k baghair agar mai trading karo tou?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Technical analysis k baghair agar mai trading karo tou?
    Technical analysis buhot he important hote hai forex trading mai aor khas kar kesi b new trend ya old trend ko judge krne mai so agar ap forex trading bina technical analysis k karengay tu trades ki surety nahe hoge k ye apko profit day sakege balke apke trading just luck by chance k gird gomege es leye ache aor profitable trading k leye zarore hai k ap technical analysis aor techniques ko zaror seeke...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear technical analysis hamare liye bahot hi ahm hote hain aur trading men technical analysis ka hona bahot hi zaruri hota hai
    Hamen chahiye k ham technical analysis lazmi kia kren q k jab tak ham tecntechn analysis nhi krte hain tab tak ham kamyab nhi ho patr hain isliye hamen technical analysis krna bahot hi zaruri hote hain
    Hamen trading krne k liye market ko analyse krna parta hai aur analysis k liye hamare pass experience ka hona zaruri hota hai isliye hamen zarur sekhna chahiye aur baaden forex ko jojoin krna chahiye
    • #3 Collapse

      trade ki profit ki surety khatam hojay gi jab aap achay analysis keye bagair he trading karo gay achi trading aik planning kay saath mumkin hoti hay aur best planning mei aap ki strategy aur aap kay analysis hotay hain mean aap kay analysis aur strategy pe jab trading hoti hay aap prorift mei hotay ho eliye technical analysis zaroori hain aap ki trading kay liye..
      • #4 Collapse

        G Dear Ye to hai techical anylisis k bina trading blendly hai to sab se pehle techical anylisis ko anylis karna chahiye ache se un pe practis karni chahiye aur phir real account main trad karni chahiye lakin us k lye bahut mehnat ki zaroort hai chezo ko samjhne aur unka sahi istmal ki salahiat honi chahiye khud ko improve karna chahiye
        • #5 Collapse

          Technical analysis trading k leye nehayat he zarore hai aor esko seekna kese b trader k leye zarore ban jata hai jab wo profitable trading kar chahe q k technical analysis k zareye ap market ki conditions ko bakhobe judge kar sakte hai kesi be pairs mai trends ko identified kar sakte hai es keye baghair technical analysis k trading buhot dangerous ho sakte hai
          • #6 Collapse

            Yes my dear you are right. Technical analysis or fundamental analysis dono hi bohot important hain agr koi aik pr hi depend krta ha to wo kabhi b successful trading nai kr sakta hai.Isley dear ye boht hi zarori hai k ap koi order lgane se pehly technically b check kar len k kia market ka ye hi trend hai ya nai.Taky ap trends k against orders na lagen jo loss ko waja bn sakty hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              forex mai analysis ke 3 types hain jab hum in ko use karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain or agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota technical analysis ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy isy ignore nahi karna chahey

              اب آن لائن

              Working...
              X