Loss say gabraa kar forex trading choor daina ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss say gabraa kar forex trading choor daina ?
    Profit aor loss kesi b business ke two important parts hote hai kabe loss be hojata hai agar management teek na ho aor jab management teek ho tu profit be so forex mai profit aor loss ke concept be same others businesses ke tarha hai agar ap fail hojate hai trading mai aor loss hojate hai tu kabe be gabraa k trading nahe choorne chaheye balke sabit qadme say mehnat say har situations ka muqabla karna chaheye....
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex men hamen profit k sath sath loss bhi milta hai agar hamen loss ho jata hai to iska matlab ye hai k abhi hamara experience kam hai aur hamen ziada mehnat ki zarurat hai
    Agar ham loss ki waja se trading chor den ge to na to ham apna loss recover kr saken ge aur na hi ham next time k liye profit bna paen ge
    Isliye hamen zaruri hai k ham trading ko left na krwn balke stop kr den aur practice krna start kr den jab hamare pass achi skills aa jaen then hi hamen start lena chahiye
    • #3 Collapse

      lse say ghabra kar jo trading ko chore jatay hain unhain is life main kisi bhi business main kamyabi nai milay gi forex trading bahut hard business hay is main lose ka samna har wakt rehta hay lose hamaray uper saye ki tarha rehta hay hamain is say bach kar kuch earn karna parta hay yeh sab hamain starting knowledge main bataya jata hay laikin agar ham baad main lose say ghabra kar isay chorain to hamain pehlay say he join nai karna chaye.
      • #4 Collapse

        Loss say gabraa kar forex trading choor daina tu give up hai yane ap hard situations ka muqabla he nahe kar sakte ap mai wo potential he nahe hota agar ap loss k baad forex ko choorne ka soch rahe ho q k insan taab he kamyab hota jab wo har type situations ko face kar k pir be sabit qadam rahe aor jesi be cheez say gabraee nahe
        • #5 Collapse

          G dear apne bilkul sahi bat kahi hai k forex main loss krwane k bad forex chorni nahi chahye balke comeback karni chahiye aur iske lye behtar hai k ek bar loss karwane k bad demo pe practis karni chahhiye ye hamari bahut help kar sakti hai chezo ko anylis krne k lye techical chezo ko smajhne main aur market k rulss ko samjhne k lye
          • #6 Collapse

            dear ap ne bilkul theek kaha main ap ki bat se fully agree krta profit or loss forex ke important parts hai ye business he kuch essa hai ager ap ke pass good management ho tu ap forex per profit earn kr paye gyen other wise forex ek risky business hai jitna profit hai utna loss bhe hai
            • #7 Collapse

              Loss se ghabra kar trading bilkul nahi chorni chahiye kyon ke ye business hai or is mein loss ya profit chalta rehta hai hmain loss se seekhta chahiye aur knowledge base trading karni chahiyr tab ham achi trading kar sakte Hain
              • #8 Collapse

                G dear ap ne boht hi achi bat ki hai k forex me b loss and profit k concept aik jesy hain aur hm strong money and risk management k zariye se loss ko na sirf control kr sakty hain bl k cover b kar sakty hain.Isley hme chaey k hm ziada se ziada hard work krn money management ko learn krn or is k rules ko skhti se follow kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss say gabraa kar forex trading choor daina ?

                  forex main boht say log loss ki waja say ghbra kar kam ko chor chukay hain is main agr kam karna hay to kafi mehnat say kam karna ho ga kun kay agr humain success hasil karni hay to practice say kam karna ho ga kun kay kahin ba kam karty hain to mehant to karna parti hay agr hum loss face karty hain to hi agy profit hasil ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss say gabraa kar forex trading choor daina ?

                    Profit and loss her buisness ma hoty rehty ha lakin us ka ye matlab hergiz nahi ha k loss ki waja sa buisness hi chor dy bal k hona chaheye k apny loss k wajohat ko note karna chaheye k next time un wajohaat sa bachna ha per loss kam hona shoro ho jayega our profit zayada hoga

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X