loss k bad aap ka mind kua khta hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss k bad aap ka mind kua khta hai??
    dear aap sub janty hain k is business man ksi bhi time loss ho jata hai aap mujy yah btaye k agir aap ko loss hota hai to os k bad aap ka mind kua khta hai aap ko jo loss hwa hai woh kun hwa hai os man aap ki mistake hai ua os man broker ka qsoor hai agir loss hota hai to aap recover krny k luy aap k pass koi plan hota hai?
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen trading men loss only hamari mistakes ki waja se hota hai forex hamara khud se kabhi bhi loss nhi krta hai aur na hi hamara broker loss krta hai
    Q k agar ham apne account men koi trade open na kren to hamen auto pe kabhi loss nhi hua hai hamen loss tab hi hota hai jab ham koi trade open krte hain isliye hamen koi bhi tade opopen krme se pehlay achi tarah se analysis kr kene chahiye ta k hamen kam se kam loss na ho aur hamen apni mistakes pe gor krna chahiye ta k ham apni mistakes ko tradiing se door kr saken
    Jab ham apni mistakes ko control kr kete hain then ham kafi had tak apne loss pe control kr llete hain
    • #3 Collapse

      Agar loss ho jo tou mera mind tou kehta hai kay uss ko recover karna chahyea aur small lots ki trade kay sath uss ko recover karain aur jaldi na karain aur agar loss ko recover karnay mein jaldi karain gay tou iss mein aap ko mazeed loss ho ga jis sae aap ka account bhi wash ho sakta hai
      • #4 Collapse

        Ager hamy lose ho jaye to dill to pta ni kia kiya kehta hai lekn hamy dill ke ni mind ke manny pary ku ke mind apko nuqsan ni puhnchaye mind chahye hota hai experience knowledge aur har trade ke news ke lamha khabar tabhi wo kisse baat par agree karti hai
        • #5 Collapse

          jab bhe mujhy loss ho jata hai tu main tu preshan nahi hota hun aur jiss galti ki waja sya mujhy loss hota hai main uss ko daikhta hun aur phir us ko sahi karny ki koshish karta hun k mujhy ayind loss na ho loss aik tra say app ko lesson sekha k jaty hai next time galti k leay ager app ko loss na ho tu ap ko market ka expereince nahi ho ga ess leay ham ko preshan nahi hona chaheay jab bhe loss ho jay.
          • #6 Collapse

            dear lose do kisam ka hota hay aik lose hota hay lagataar honewala aur dusra lose hota hay jo kabhi kabhi hota hay agar to hamain lose lagataar ho raha hay to hamain ya to wo kaam chore daina chaye ya us kay baray main mazeed knowledge hasil karay aur agar hamain kabhi kabhi lose hota hay to is main hamain apna mined set rakhna chaye q k agar thora bahut lose na ho to hamain anewalay profit ki bhi koi kadar nai rehti hay so lose ho ya profit ho hamain har haal main fresh rehna chaye lose hona aur profit ka hona life ka hissa hain laikin life ka dubara ana na mumkin hay.
            • #7 Collapse

              Dear .ere khayal mein tou loss bhi forex ka hisa hai aur iss sae tension nahin leni chahyea aur cool mind ho kay loss honay ka sabab talash karna chabyea apni mistakes note karni chahyeain aur unn mistakes ko overcome karnay ki koshish karni chahyea ta kay hum apnk trading mein improvement ker sakain
              • #8 Collapse

                Jab main new tha to Jan bhi loss hota tha to yahi kejta tha ke ye market buri hai is mein AP ko loss hi ho ga lekin ab Jan kuch experience ho gya hai to main apne loss see seekhta Hoon aur us to theek karta hoon
                • #9 Collapse

                  Bhai hmen loss apni waja se hota hy hamesha forex kbhi bhe khud ba khud loss ni kerta ksi bhe memeber ka jb hum bina so hy bine market k trend ko dekhy trade kerty hen to hem phir loss he hona hy
                  • #10 Collapse

                    Loss ke baad kaafi log pareshan hojate hain ke unko loss kyun hua hai and trading se unka lagao phir khatam hona start hojata hai iss lye jab bhi hum logo ko loss hojaye to humko chaaye ke hum us loss ki waja ko find karen and loss ko recover karne ke liye hum loss ki waja jo hai us pe work karen apni ki hui galti se seekhen and jitna ho sake ek achi analysis create karen jis se hum loss ko prevent kar saken.
                    • #11 Collapse

                      iski top reason greed he hai hmy loss tb he hota hai jb hm lalch kerty ha wo islye k jb hm thory pips pkr lyty hai tw lalch ki wajas e hm phr tradekerty or hmari trade phs jati hai jiski wajas e loss ho jata hai forex asan nhi hai agr hmy ni ata hoga tw hm ismy loss kerlygy islye phly isko seekhna lazmi hai or forex me greed se avoid kerna lazmi hota hai
                      • #12 Collapse

                        Re: loss k bad aap ka mind kua khta hai??

                        forex mai kam karty howe jab hum koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey forex aik online business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band ba hony wala real business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: loss k bad aap ka mind kua khta hai??

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain forex mai hamy weekly target bana kar kam karna chahey fore mai hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky kam karna chahey
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: loss k bad aap ka mind kua khta hai??

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832405 پيغام ديکھيے
                            dear aap sub janty hain k is business man ksi bhi time loss ho jata hai aap mujy yah btaye k agir aap ko loss hota hai to os k bad aap ka mind kua khta hai aap ko jo loss hwa hai woh kun hwa hai os man aap ki mistake hai ua os man broker ka qsoor hai agir loss hota hai to aap recover krny k luy aap k pass koi plan hota hai?
                            Assalamualaikum bhai Forex trading mein bahut Sare logo ko loss ka Samna karna padta hai zahir hi si Baat Hai loss hone ke baad mind thoda upset ho jata hai but ek acche trader Ki Nishani Yeh hoti hai ki woh next time Ek acchi strategy banata hai aur apne Pichle Galti Ko Nahi revise karta aur apne loss ko recover karne ki try karta hai Shukriya

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X