lalch na krin loss ho jay ga
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalch na krin loss ho jay ga
    dear bat yah hai agir aap profit krny ka lalch krty hain to aap aap ki loss ho skta hai aap ko chaye k agir aap ko kam profit milta hai to aap ko os ko bhi accept krna chaye kun k zuada lalch krty hain to aap ko zuada loss ho akta hai kam profit mily or aap ka account save rhy to yah ak acha profit ho skta hai
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki bat thk ha lalach he insan ko dibo la jata ha dear forex trading aik aisa bussiness ha jis main apko stateforwd chalna parta ha ap thora bht ghlt hn ga ap doob sakty hain is lia lalach krny wala hamesha dobta ha. Han mehnat kren aur phr apni mehnat se earn kren magar dosron ko daikh kr lalach ni krna chahye. Thanks
    • #3 Collapse

      bai agreed with you laluch k chakar ma aksar trading pans jati ha our baad ma kafi nuqsan k sat band krna parti ha ya acount ko wash kr k hood ba hood band ho jati ha isi leye jitna bi profit mily us pa guzara kr lena behter policy ha zyada faidy k chakar ma zyada nuqsan sa bachy
      • #4 Collapse

        G Han Dear Loss And Profit Dono Har Business Ka Hissa Hy. Aisa Tou Mumkin Nai Ke Huim Kahein Ke Hamey Loss Nai Ho Ya Agr Loss Hga Tou Hum Work Nai Karenge Han Aisa Mumkin Hy Ke Hamey Loss Kam Ho. Agar Profit Kam Hota Hy Tou Loss Bhi Kam Ho Aur Aisa Jab Hoga Ke Jab Hum Aik Planning Ke Sath Long Term Work Krke Thora Thora Profit Jama Krke Kxh Earn Karsekin Jis Me Lalach Aur Jalz Bazi Nai Ho.
        # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
        • #5 Collapse

          hanji hassan bhai bilkul thek keh rahy hain ju forex ain lalch karta hai uss ko hamesha loss he hota hai iss leay app nay aik misal bhe suni ho gi k lalch buri blaa hoti hai is say hamesha bach k rehna ahheay aur iss say bachny k leay app forex main target bna kar kam karna chahieay phir app k mind main lalch nhi ayy ga.
          • #6 Collapse

            G bilkul forex ko pehli cheez sikhai jati hai would ye hai keap greed na Karen kyon jab AP greed Karen ge to blunders Karen ge aur AP achi trading karte karte loss kar jayen ge is mein experience gain Karen aur then work Karen AP earn Karen ge
             
            • #7 Collapse

              g han bhai jaan jub humy kam bonusmilta hai tohumy mayoos nahi huna chaye is sy ye hoga k ap is bonus sy bhi achi earning kar payegy. aur apki konowledge main bhi izafa k humkese trade karain. aur us main profit haasl karain
              Click On Name And Visit My Journal
              Naseer953 Trading Journal
              • #8 Collapse

                Bhai ap ne thek kaha hy yeh to hum sub ko pta hy k lalach buri blaa hy per phir bhe hum sub log lalach me aa jaty hen or zada k chaket me apna sub kuvh luta dete hen trading me ager ap apna target set ker len to lalach se bach sakty hen
                • #9 Collapse

                  G bilkul forex ko pehli cheez sikhai jati hai would ye hai keap greed na Karen kyon jab AP greed Karen ge to blunders Karen ge aur AP achi trading karte karte loss kar jayen ge is mein experience gain Karen aur then work Karen AP earn Karen ge
                   
                  • #10 Collapse

                    Ji bhai es main koi shak nahi ke lalach buri Bala hay agar ap lalach Karen gy ap ko loss ka samna karna pare ga hamain chaiye ke ham lalach na Karen aur small size ke lot lagain aur big lot se trade na lagain
                    • #11 Collapse

                      lalach ki wajah se ap ko loss hojata ha forex main loss ke bohat zayda reasons hain or jaha pe mentions hain wo bohat hi perfect hain humain inko avoid karna chaye or inko follow karte hue hi hum forex main kamyabi hasil kar skte hain high leverage Forex main bohat risky ho skti hai islye apne capital ke lehaz se hi leverage ko rakha jaye to sahi hai
                      • #12 Collapse

                        Re: lalch na krin loss ho jay ga

                        forex mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders bonus milty he lalch mai jaty hain or overconfidence mai trade karty hain to hamy loss hi jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy lalch ko avoid karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or lalch hamara sub sy bara dusman hain
                        • #13 Collapse

                          Re: lalch na krin loss ho jay ga

                          forex mai lalch hamara sub sy baar dusman hain hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: lalch na krin loss ho jay ga

                            G Dear apne sahi kaha hai k lalach karne se aksar loss he hota hai akasr aesa hota hai k logo ka capital kam hota hai lakin wo lalach main akar bari lot ki trade lagate hain to aese main aksar loss he hota hai is lye jab b trade karen soch samjh kar kam volume ki trade lgain aur daily base pe thora thora kar k earn karen greedy mat bane
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalch na krin loss ho jay ga

                              Han g yah bat theak hai k ham ksi b jaga per lalch nahe karna hota . q k ham janty hai lalch bury bala hai is lai ham ko is se door rahnay ki zaroorat hai.. mazeed bat jo forex ki aty hai to wo to ham janty hai k bohat risky kam hai or is main agr ham lalch karty hai to loss k chance bohat zyda ho jaty hai. or yah b mumkan hai k ham apna account b wash karwa dain yah mumakan hai. to simply lalch na krain or agr ham chahty hai k hamara her order profit main excute ho to lalch se door rahain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X