Trading with little amount
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with little amount
    Dears friends jaisy ap ko pta ha k M4 ma trading k jo signals ha ya indicators ha vo kafi sary ha pochna ye ta k us ma sa little amount waly log trading karty hoye kin awqat ko follow kary monthly weekly ya daily ma chalty rahy please jis ka experience ha vo zra explain karly
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab Bhi Hum yaha par kaam start Kare Toh sabse Pehle Hamare Paas thik achhe wali investment Kaho na bolya the important hota hai jitni achi Hamare Paas investment Hogi Uttara acche se hum market ko message kar sakte hain long time ke liye Yahan Par proper running kar sakte hain market ke basic rules and regulation ko acche se baat kar sakte hain isliye Hum logon ko chahiye ke yahan par kaam ke time par kab Kare aur hesitate Thakare yahan se
    • #3 Collapse

      Little amount bhi agar apny investment ki hui hai tou apka agar trading ka acha experience hai tou ap small amount sy trade ker ky profit hasil kerty kerty acha balance bana lety hain aur phir usi sy trading continue ker lety hain lekin small balance sy trading main risk bhi bahot zyada hota hai
      • #4 Collapse

        Forex market main trading ka start hamesha little amount invest ker ky hi lena chahiay ky start main trading ka knowledge aur experience nehi hota aur loss ka chance zyada hota hai tou start main hi big amount sy trade kerny per bara loss ho sakta hai
        • #5 Collapse

          bhai sub se bset traiading way jo hota hai wo apk account k hisab se mange kiya jata hai jis trah aghr apk account main balce kam hai tu os main hmain trading ko overa ll he slow or kam rkhna parhta hai jis traha hum kah sskty hain k low balnce main hmain low volume k sath trading karni chahye jis k liye hmain time perid bhi shrt set krna chahye ta k hmain loss na ho
          • #6 Collapse

            dear agir aap only indicator signal sy trading krny ka soch rhy hain or profit krna chahty hain to bhai aap kbi bhi profit nahi kr skty kun k woh signal fake hoty hain or hum ko indicator only analysis man use krna chaye
            • #7 Collapse

              Re: Trading with little amount

              forex mai agar hum new hain to hamy km amount invest karne chahey taky agar hamy loss ho jy to zada nuqsan nahi ho ga forex aik international business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain online ke dunya mai forex aik best business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Trading with little amount

                Trading kaisy krni ha ar kab karni ha ye ap k knowledge ar experiance pe depand karta ha new members k pass knowledge ar experiance ki kami hoti ha ar un k account main amount ki bhi kami hoti ha to un ko chay thoray bonus k sath trade karni chahy thori amount k sath trade karny ka faida ye bhi hota ha thori amount k sath ap choti lot ki trade karty hain jis say loss k chance kam hota ha ar han es main profit bhi kam he hota ha
                • #9 Collapse

                  Re: Trading with little amount

                  Dear ap ky pass ager balance thora hai. Lakin ager ap ky pass experience hai to ap is thory se balance se bhi profit hasil ker sakty hain.
                  Ager ap Patiance rahein to ap mt4 mein mojood indicator se bhi achy signals bhi mil jaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading with little amount

                    forex mai agar hum new hain to hamy km amount invest kat ky trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura karty hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain yai aik real business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading with little amount

                      forex may jab hum trading karty hain to is may hum little ammount may bhe trading kar kay is may apnay kam ko run kar sakty hain forex may trading karna karty howay is may is kay tamam roles ka pata hona chahey ta kay wo in ko follow kar saky or is kay tamam roles ka pata hona chahey ta kay is may sahey tariky say trading kar saky or os may loss say buch saky or acah profit hasil kar saky forex ak real or word wide business hay jis may her koi kam kar sakta hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading with little amount

                        Bhai agar aap ki investment thori hai or aap forex trading mai ziada profit kama ker usay barhana chahtay hai to behtar hai kay aap signals or indicators ko daikhay or unki monitoring karey kay kia wo signals theek arahey hai phir un kay mutabiq plan karey matlab pehlay unhey confirm zaroor ker ley, monthly weekly ya daily trading to aap ki apni wish hai kay aap kaisay trading kerna chahtay hai. Thori amount kay saath trading kernay kay liye aap ko time ziada daina chaiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading with little amount

                          Forex trading account main hamesha trading account main amount bari rakhen aur us main jo trading karen to amount kam say kam honi chahye is say trading account main koe bhi problem nahi aye gi aur account bhi safe rahay ga. is liye ager trader trading account main investment say zayada trading kerta hay baray loss kay liye to wo apnay account ko risk main dal raha hota hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading with little amount

                            forex mai hamy ache learning hasial kar ky trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai pakistan mai legal ban cuka hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X