Learning with different experiences

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learning with different experiences
    Forum pe hum khud ki learning ke sath sath hum dusron ke share kiye hue ideas posts and un ke experiences se bhi learning kar sakte hain zaroori nahi hai ke hum sirf self study pe hi believe rakhen some times hum logo ko dusron ki baaten bhi analyze kar leni chaaye and then usko as a study aap apne way main use kar sakte ho just like trading analysis indicators signal kyun ke forex main zaroori nahi sirf aap apni hi analysis pe depend karen aap dusro ko bhi dekhen trend main kiya chal raha hai professional ki raaye len and usko as a good source of learning main istemal karke aagey barhe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jab aap Forex Mein learning kar rahe hote hain to aapke paas experience Kaho na last me ho jata hai aap apne analysis par depend kar sakte hai Kisi bhi professional coaching kar sakte hain aapko market Mein kaam karne ke different methods ke baare mein batayega aapko ye bhi batayega ke apne market Mein investment karne ke liye signals ke sath Kaise kam karna hai us signals ki information aapko Kahan Se Mil sakti hai yeh sab kuch aapko market se milega
    • #3 Collapse

      Different experiences tou agar ham forex market main use kerna shuru ker dain tou phir loss hi hota hai jo bhi trade kerni ho apny experience ky hisab sy kerain ky apka continuely jo experience increase hota rehta hai apko usi per trade kerni chahiay
      • #4 Collapse

        G han agar other experienced members ky ideas jo forum main share hoty hain agar ham unko achi terha study kerty rehain tou kafi acha experience hasil ker sakty hain but isky elawa bhi hamain forex ko bahot achi terha study kerna chahiay ky forex trading bahot bara risk hai jis ko control kesy kerna hai yeah experience hona bahot zaruri hai
        • #5 Collapse

          bhai self blv tbi ata hai jb hmray pass forex or trade k baray main knowledge hota hai hmen chahye k hm market ki moment ko smjen or aik best currency pair p trade lagaen jis se hm ko profit ho loss se bach saken.thanks
          • #6 Collapse

            Forex trading forum par daily basis par new members enter hothay hay our lernning stage par log mukhalifat zario say knowledge hasil kartay hay lekin mere khyal may YouTube par buhut faida mandh videos mojood hay jis say Banda asaani say buhut kuch seekh sakhta hay
            • #7 Collapse

              forex trading main jub hum trading karty hain tu hum tak tab tak achi trading nahi kar skty hain jub tak hmari learning achi nahi hoti hai es liye hmain apni trading k liye apni leraning ko incraese krna chahye or leraning k har materil ko achi trah se use karna chahye ta k apko har point main achi trah se expiernce gain ho jay or hum apni trading ko profitable bna saken
              • #8 Collapse

                Re: Learning with different experiences

                hum internet py babypips py learning hasial kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain or hamy daily demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary experience mai azafa hota hain or ache learning ky bad hum jab real account mai kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Learning with different experiences

                  Forex main learning k bhot sary ways hain jaisy.....
                  1.Read seniors posts
                  2.practise in demo account
                  3.Conversation with seniors
                  Beothers waisy to forex k hawaly say learn karny k bht say method hotay hain jin main say kuch ka main nay upar zikar kia ha seniors ko chahy juniors ko apnay knowledge ar experiance say trade k bary main guide kia kariny ar un mistakes k bary main btya kariny jin say loss hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Learning with different experiences

                    hum apny seniors ke tips ko follow kar ky kamyab ho sakty hain hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty or demo account mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain lakin agar hum is mai bager learning ky forex mai kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Learning with different experiences

                      dear hamain har ik cheez ko follow kartay huvay learn karna chaye aik he method pay learn nai karna chaye agar ham aisa kartay hain to markeet k rules to change hotay he rehtay hain phir wo hamara learn kia huva sab kuch bekaar ho jayega aur ham phir kisi na kisi k mohtaaj ho jayengay isi liye hamain learn karnay k liye har ik method ko touch karna chaye k jub kabhi hamain lagay k ham koi mistakes kar rahay hain to hamain apnay knowledge ko smnay rakhtay huvay har ik cheez ko chaeck kartay huvay hamain apni ghalty ka aehsaas ho jayega aur ham ziada mistakes karnay say bach jayengay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X