Jitne ziada achi learning baad Mai itne ziada earning!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jitne ziada achi learning baad Mai itne ziada earning!
    New traders ko forex trading k start Mai forex market ko understand karny aur learning karny ke liye bohot ziada mehnat karne parhti ha . Iss mehnat say ke gyie learning ka reward b iss time bilkul b nai milta ha balky bohot baad Mai experience hasil karny ke baad iss learning ka reward milta hai .
    Iss liye jitne mehnat say forex ke learning Karin gaay baad Mai itne achi trading aur earning opportunities mily ge .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai bilkul sai kha apna learning to bht impotant part hai forex hai learning krn to smn main aye ga trade kia hota kese krte or ye sb experience se smj ati hai jitna zeyada time den gy utna faida hoga.
    • #3 Collapse

      Ji bhai pehle learning us ke bad earning ye ap ki bat bilkul thk hay hamain pehle learning karni chaiye us ke bad hi earning ke bare main sochna chaiye kiyun ke jab ap ko sahi se es ke bare main ilam ho ga tab hi achi kamai kar pain gy
      • #4 Collapse

        G Bhi theak k rhy hain Ap aur ye quote sub se best forex m he apply hoti a k jitni zaida learning utni zaida earning o ge agr Ap dekhy to baqi jitny b knowledge hain un m Koi na Koi limit a lekan forex m Koi limit ni is m daily Ap ne touch rehna a forex k sath aur daily learn karna a is liey forex m learning process ko stop ni Karna chiey ta k Ap zaida se zaida earn kr skhy
        • #5 Collapse

          Yes janab aap ne ek achi point boli hai jab hum ziada trading ki learning karte hain to hum ko trading ki achi seekh milti hai and trading ka acha knowledge gain hota hai iss liye hum logo ko chaaye hum starting main trading ki knowledge ko haasil karen then hi trading ko karen acha skills and experience hona bohat laazmi hai trading main jis se hum ko trading main acha profit bhi hasil hota hai.
          • #6 Collapse

            yes sure hamain forex ko join karnay main koi jaldi nai karni chaye q k forex koi chotta mota business hay nai jis main ham thora bahut learn kartay he successful traders ban jayengay hamain is main kaafi time guzarnay k baad he achi earning naseeb hoti hay jub ham forex ko join kartay hain to hamain is baat ko apnay samnay rakhna chaye k ham kis kadar is main earning k kabil hain ohir hamain is main invest karna chaye is main aisay he earning mumkin hay.
            • #7 Collapse

              Yeh baat tu sach hai new traders ko mehnat boht krna prti hai pehly unko yeh business learn krna prta hai,trading mein apna experience show krna prta hai us k baad woh kuch earning k qabil hoty hein.
              • #8 Collapse

                g haan bhai jaan ase tu hai jatne zyada lernig aotne zyada earning hota hai q k jo bhi mahnat karta hai aus ko aus ka phal tu male gaa na
                • #9 Collapse

                  G dear apki bat bilkul theek hai forex me good learning lead to good earning wali bat hai. Is lye hmen apne knowledge ko b improve krty rahna chaey or daily market k lehaz se khud ko Update b rakhna chaye taky hm successful trader bn saken.
                  • #10 Collapse

                    g bilkul apki bat tkh hy dunia ka koi kam ho mhnat pr depend krta hy wo khty hn na mhnat ka phal mitha hota is liy forex trading to international market hy is mn to koi glti ki gnjaish nhi hy phly achy triky sy sekhna chahy phr real trading krni chahy
                    • #11 Collapse

                      Forex business ko learn kar key market ko understand karny me traders ko asaani ho sakti hay es ley agar traders ki learning achi ho gi to us key profit limits me be ezafa hi ho ga, maximum trading ka knowledge aur expernice profit me ezafy ka reason ban sakta hay.
                      • #12 Collapse

                        Bhai hamain forex main zaida sy zaida learning karni chahiyay kue k forex main sb sy important cheez learning he ha jitni zaida achi hmari learning ho ge jitna zaida hmain forex ka knowledge ho ga utni he zaida ham forex sy earning kr sakty hain ye sb hmari trading strategies py depend krta ha
                        • #13 Collapse

                          Assalamo alikum ! G bikul first time har admi difficulty feel krta h .but after the passage of time wh trained hoo jta h .ALLAH QURAN MN PAHRMATY HN "BESHk har mushkil ky after asani h " so we should be confident in our work . first time insan ko smjhty hvy kafi time lagta h but after the passage of time wh expert ho jta h.
                          • #14 Collapse

                            G dear ap ny thk kaha hy hum jetna zeyda learn karin gay otna he zeayda os say faida hasal karin gy hum otny he achy trader ban sakty hain or market ko achi tarha analysis kar sakty hain jes say hum apni trade ko achi profit main leja sakty hain lehaza big trade karny say pehly acha knowledge or demo account par achi practice ky sath sath market ky analysis b achy karin takh ap eik achy trader ban sakin or acha profit erran kar sakin
                            All The Best Dear Friends
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Spacialy for new members un forex trading mein trading kerny se ziyada learning per twajhah kerni chaye. Jo trader jitna ziyada trading ko seekh le ga kal ko wo itna ziyada kamyab trader ban paye ga. Ap jitni ziyada learning ker lain gy utna ziyada earn ker sakta hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X