Indicator aur time frame ????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicator aur time frame ????
    Dear aap senior trador apni apni rai batain k konsa indicator sab se best hai aur konse time frame main trading karni sb se profitable hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jahan tak mera khayl hai to hamen trading k liye h4 ka time frame hi use krna chahiye yahi time frame hamare liye best hota hai ham iss time frame se bahot hi achay results le sakte hain
    Aur jahan tak indicator ki baat hai to hamen indicator base pe kabhi bhi trade nhi leni chahiye hamen always hi indicator k bagair trading se best results milte hain hamen chahiye k ham moving evereg ko use kia kren ye indicator hamare liye bahot hi best hai iss se hamen best results milte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Indicator buzzer the important hote hain kaam mein help karne ke liye Yeh hai main market ki original position ke baare mein information provide karte hain Hame guide Karte Hain Ki Hum Nahi Yahan Se Kaise kaam karna hai investment Kitni Karni chahiye aur Market ki movement Kitni Speed ke saath ho sakti hai aur uski current position aaj kal kya chal rahi hai Jal Hamare Paas Yeh saree information Aaj Aayegi uske baad hum market Mein easily Management kar sakte hain

      اب آن لائن

      Working...
      X