Judgement sae apnay confidence level ko boost karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Judgement sae apnay confidence level ko boost karain
    Apnay confidence level ko boost karna hai tou uss mein judgement bahut zaroori hai koi bhi extra judgement sae apnay confidence level ko boost mer sakta hai jaise kay jab koi apnay aap ko judge karta hai kay uss ki strategy workable hai ya nahin uss ki strength kya hai aur weakness kya hai uss ki trading ki quality kya hai tou jab aik trader ye tamam cheezain observe ker leta hai tou automatically woh apnay aap per confident bhi ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen judgement krna hamare liye bahot hi important hota hai hamen apni privious trades ko bhi judgement lrna chahiye air hamen continue apni stragties aur skills ko bhi judge krte rehna chahiye
    Hamen apni stargteis ko test krne k sath sath hamen apni stargteis aur skills ko time to time approved bhi krte rehna hamare liye bahot hi faida mand sabit ho sakta hai
    • #3 Collapse

      G han traders ko ye judgement khud hi karni chaye key us ka confidence level trading me ketna hay, traders ka confidence es level ka hona zarori hay key wo without indicator use key market trend movement ka andaza laga saken, traders apna confidence level micro account ya cent account me investment kar key increase kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        Je haa apki baat bilkul sahi hai ager hamy kamyaab trader banna hai pehly strategy par nazar rakhni ho aur iss me AP apny friends ke help bhi le sakty ke aya unho ne kiss side trade lgaye hai to unhay lose ya profit howa hai aap apni sari power lga ker aur akele me Beth ker apny zehn ko ghumaye aur apna knowledge experience luck ka istimaal kary aur zror kamyaab raho ge
        • #5 Collapse

          Jee ap nay bilkul theak baat ke hai kay humain apna confidence level apni judgement sy boost karna chiay,aur hota bhe asy he hai.lekin ye judgements sirf choti choti trades sy nahi hoti.ap previous trades sy kafi kuch dekh kr seekh sakty aur demo account par kam kr k apni trades ka analysis karain k ap ny ye kis had tak theak kia ya kesy kia jata to theak hota,us sy ap ko kafi aitemad mily ga k kis tarha ye karny sy ap theak trading kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            bhai bilkul thk kha apne but ye sb quailties insan main tbhi ati hain jb self beleive hota hai khd p or self blv tb hi ata hai jb hmara trade k baray main knowledge or experience acha hota hai tbi trade profit mai kr patay hain.
            • #7 Collapse

              Dear members agar aap forex market mein trade karnay sae pahele kuch time kay lye market ko judge karain gay tou aap ko market ki movement ki samajh lag jaye gi aur aap ko trade laganay mein aasaani ho jis sae market mein aap ka confidence level bhi ouper jaye ga aur aisi trade sae aap ko profit bhi ho ga
              • #8 Collapse

                g hna bhai paki bat shia hai or main apki bat se gare krta hun forex trading main aghr khud k pass confednce ho tu hum apni trading main acha profit eran kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni leraning ko itna strong kar lemn k hum apni trdaing main khud confedent ho jaen k hmain ab es trading main loss nahi hoga cah aprofit mily ga
                • #9 Collapse

                  Re: Judgement sae apnay confidence level ko boost karain

                  forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ky mutabik confidence ky sat kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain yai kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Judgement sae apnay confidence level ko boost karain

                    Dear aap NY bahoot tafseel say batai ki log aapna confidence bahaal rahnain k liye aap aapni judgment karain ky aap kahan kahan strong hain oor kahan kahan aap week hain iss judgment ky baad aap ka confidence aa hi jata hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X