Trade with experience

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with experience
    Dear friends mein ye batana chahta ho k ager ap ko itna experience ho giya hai k ap ko waqee hi lagta hai k ap ab aik profitable trade laga sakty hain to lagain.
    Ager ap ky ander confidence nai hai to ap beshak abhi trading na kerein.
    Balky ap mazeed posts aur demo per practice ker k seekhein. Ta k ap aik kamyab trader ban sakein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji dear jab hum dekhlen han ab hum trading ke kaabil hogaye hain and ab humare pas trading ki achi skills hain jis se hum trade ko profit side le ja sakte hain and pura focus apni trade pe de sakte hain to hum logo ko yaqeeni trade start kar leni chaye and agar aap ko lagta hai abhi aap ke pas us amount ka experience nahi hai to aap demo ke zarye wo experience haasil karen and learning continue rakhen.
    • #3 Collapse

      Ham trade only kr bhi apne experience k sath sakte hain agar hamen experience nhi hai ti ham kabhi bhi without experience k kamyab nhi ho pate hain isliye hamen zaruri hai k ham always continue practic krte rhe q k practice hi hai jiss se ham apni skills ko day by day approved krte jaen ge aur ham apni trades ko behtar banate jaen ge so hamen ye koshish krni chahiye k ham apni trades ko jitna mumkin ho sake behtar bna len
      • #4 Collapse

        bhai experience hi aik aisi chez hai jo insan ko kamyavi dilati hai q k experience wala banda hai ache currency pair p trade lga sakta hai or profit bi le sakta hai.or experience k liye zarori hai ap forex p zeyda se zeyda time den apna ta k ap k knowledge main izafa ho.
        • #5 Collapse

          AP koi bhi kam le lo jub tak aapky pass experiance hai aap kabhi bhi nakam ni jo ge forex bhi issy tarha hai jub tak aap mehnat ni karo ge apko kabhi kamyaabi ni mily ge aur apko lose he ga
          • #6 Collapse

            humay dekhna chaiye humaray paas kitna experience hay hum kitni best trading kar saktay hain decision lenay kay baad real trading ko
            start karna chaiye apnay aap ko aap khud analyze karain jo strategy aap ne seekhi usko demo pe test karain aik best experience gain karnay
            kay baad aap best trading perform karain gay esliye experience kay sath trading start karain..
            • #7 Collapse

              Dear ap ne experience k title dia hai to mere khayal se trading main experience ki buhat zayada ahmiat hai . trade open krnay krnay k liay chand aik batain agar ap ko maloom hain to ap trade lga sktay hain.
              Leken experience se ap ko pata chal jata hai k ap ko kon c trade Kb lgani hai, sell main lgani hai ya buy main. Aur kis scale pe lgani hai ye ap ko sb experience se pata chal jay ga aur ap achi trah trade kr sktay hain.
              • #8 Collapse

                g han bhai apki bat shia hai laken hmain apni trading k liye confedence hmary know;edge or leraning ki base par he milta hai es liye hmain chahye k apni trdaing tab tak na karen jub tak apko khud k har analysis par yakeen hai or ap sure hain k ap ny market ko sah follow kiya hai jis main jo bhi galiti hogi wo apki wjah se nahi hogi tab trdaing karen warna na karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trade with experience

                  hamy acha experience hasial kar ky ache planing kar ky trade lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real business hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade with experience

                    Jai ho sir Agar Hame experience nahi hoga to Jab Hum trade Karenge tab Hame bahut jyada loss hoga Tu Hame chahiye Ke Hum Apne experience a trade kare aur Agar hum nahi Yakeen Ho ki hum accha trade kar Payenge tabhi Hum trading Kare thanks
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade with experience

                      Jab banda trade nayii nayii shru krtaa hy tw wo loss e krtaa hy kio ky wo chart dy kr ghabraa jata hy yaa phr asa b hskta hy k wo first time trading shru krtaa hy tw wo jab pehly pehly chart dekhtaa hy tww jtna bhi usy indctn pata ho wo naya naya koi ghlti kr e jata hy lekn jab wo purana hjata hy experienced hjata hy wo phr wo sahii smjhta hy trading.
                      First LEARN Then You Can Remove The "L"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X