Trade laga ker intezar karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade laga ker intezar karna
    Aksar aisay hota hai kay hum sell trade lagatay hain aur market humaray analysis kay against up ho jati hai tou uss surat mein humain kafi intezar karna parta hai kyun kay trade loss mein hum close ker nahin saktay aur profit hasil karnay kay lye bahut intezar karna parta hai aap nay aik trade per maximum kitna intezar kya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear yahi baat maine apni previous post main bhi share ki hay k hamain intezaar karna seekhna chaye hamain kabhi bhi jald bazi say kaam nai karna chaye for example hamari koi trades lose main ajati hay to ham uska last dum tak wait kartay hain laikin jaisay he haari koi trades profit main jati hay ham say wait karna bahut mushkil ho jata hay isi tarha ham lose ka shikaar ho jatay hain jo hamain kisi bhi surat main nai karna chaye.
    • #3 Collapse

      Gee haan aksar aisa hi hota hai kay hum trade lagatay hain aur market opposite side per movement shru ker deti hai jis ki wajqh sae humain trade kay start mein hi loss hona shru ho jata hai aur trade kay profit mein anay kay lye humain bahut zayada intezar karna parta hai iss lye agar trade kay analysis ker kay aur trend mein trade lagain gay tou humain aise situation face nahin karni paray gi
      • #4 Collapse

        Je bilkul apki baat bilkul sahi kaha ager trade lagaty hai to hamy intzaar karna ho ga lekn aik baat aap dehyaan me rakhy sirf intzaar ni karna apko knowledge aur experience ismtaal karty rahye
        • #5 Collapse

          jab main ny first tym trade lagaya us waqt main ny markete ko achy sy analys kia lekin bphir bhi markete mere anlys k sath nahi cahl raha tha us waqt main ny taqriban 2 ghanty wait kia aur aik hi jaga par betha raha
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Ji bhai hamain koshish karni chaiye ke ham sabar ka daman pakre rakhain aur jald bazi na Karen es hamain loss ka samna karna parta hai jese ke ap na kaha jab ham trade lagate hain tab hamain market analyse karta hai aur hamare khilaaf Chala jata hai aur phr ham es ke up hone ka wt nahi karte aur trade close kar dete hain
            • #7 Collapse

              jee sir jab hum trade laga dety hien to hamain es mien aa ker right time ka wait kerna hota hai jab hum trading kerty hien to hamain wait erna chahye or saber say kam kerna chahye q k sabar he sab say acha haqi or sabar k bina hum kuch kama na sakty hien.
              • #8 Collapse

                G friend ap bilkul thk kah rahy han k agr ap trade laga dathy han toh humy us ka intizar b karna parta agr hum sabr kary gay toh hi humara achy say kam ho ga allah ko b sbr karny waly bohat pasand ha
                • #9 Collapse

                  forex markeet me bohat se log ate hai trading karne kuch tu earn kar jate hai lakin 90% log lose karte hai jo log lose karte hai unki bohat c galtian hoti hai wo forex market ko learn nahi karte jaha tak trade laga ke chor dene ki bat hai tu wo har trader ki apni strategy per depend karta hai ke uska kya plan hai new trader ke liye ya risky hai bohat.
                  • #10 Collapse

                    bhai forex trading main boht adaf ayse sort e hal ko face krn aparhta hai or har trador ki yshi soch hoti hai k hum zeyda lss afford nahi kar skty hain or na he hum apna order close kar skty hain boht adfa aysa mery sath bhi howa hai or main ny aik trade par do do hafty bhi intzar kiya hai k yah aghr profit main close nahi ho rahi tu loss main bhi close na ho
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul Hame trade lagakar jaldbazi nahi karni chahiye banke Hame trade lagakar sabse kam Lena chahiye aur market ko analyse karna chahiye jab aap ko laga ke ab market aapki favour mein nahi jayegi tab aap apni trade khatam kar saktejiaur agar aap ko laga ke market APK a favour mein jayegi to aap apni trade co continue kar sakte hain lekin trade lagake jaldbazi aur emotional Kabhi bhi Na hoa...
                      • #12 Collapse

                        Agar analysis krna sahi traha sy ham ko profit lyna hy yo analysis thek krna chiya agr ham apni galat trade krty hy to phr losss to hoga analyais k again market nai ajti hy agr jaye to us ko break out kehty hy us taime phr ham ko apni trade close kr dyni chiya ham ko us my trade nai lgai rakhni chiya
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade laga ker intezar karna

                          forex mai hamy trade laga kar bonus milny ka intazar karna chahey or agar yai loss mai ja rahe hain to hamy isy close kar dena chahey forex aik international business hain hum is mai jab bager learning ky kam karty hain to hamy loss ho jata hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade laga ker intezar karna

                            forex aik online business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex trading aik aam job ke nisbat bohtat acha business hain is mai dunya ky big mumalik sahmil hain aik business hota hain jis mai hamy office mai jja kar kam karna parta hain lakin forex mai kam karny ky liye kise office mai jany ke zarorat nahi parte

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X