Indicators perfect nahin hotay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators perfect nahin hotay
    Forex trading mein kuch indicators range mein market kay lye hotay hain aur kuch indicators trend batatay hain aur indicators previous data ki base per indication daitay hain lakin indicators future mein predictions per madad kartay hain aik fibbo ko dekh lain kay her waqt same level nahin hota resistance ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai indicators per bilkul bhi completely depend nahin karna chahyea aap apnay market kay analysis ko analysis mein indicators ko shamil zaroor karain lakin sirf indicators per hi depend na karain iss tarah sae aap ko loss bhi ho sakta hai humain indicators sae sirf help leni chahyea aur agar hum analysis ker kay trade lagain gay tou profit zaroor ho ga
    • #3 Collapse

      forex trading main jitny bhi indicatrs hoty hain wo hmain 100 percent sure result nahi dety hain un main hmain apny analysis bhi karny hoty hain or jo tradors apny indicators ks ath apny analysis ko bhi use karty hain wohi apni tading main acha profit eran karty hain es liye apni bhi aik trading startgy ko set krna chahye jis ko ap indicators ks ath follow kar skaen
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Me apki bat say agree hun k koi bhi indicator perfect nai hota lekin indicators market ki direction btatay hain forex men jo different indicators use hotay hain har aik ki apni afadiat hoti ha aur kisi na kisi shape men hmain rasta btatay hain. Hmain indicator pay andha dhund trust nai krna chaeay lekin forex trading k doran in ki help zarur leni chaheay ta k kam az kam aik acha order open ho skay.

        اب آن لائن

        Working...
        X