Jab bhi hum log trading karte hain to hum ek proper plan and goal ke according hi trade karte hain and koi na koi strategy set krte hain market analysis jo bhi trade se pehle hum logo ko analysis process krni hoti hain hum karte hain lekin ek key point hai jo hai money management kabhi kabhi hum profit ko haasil karne ke chakar main money ko proper way main manage nahi karte hain aur high amount ki trading order place kar dete hain in case profit mila to acha rehta hai agar loss ho jata hai to humare pas backup amount nahi rehta hai jis se hum us loss ko recover kar saken iss liye chahe profit ho ya loss hum logo ko manage karke rakhna chaye money ko.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим