Forex trading main emotions kia bala hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main emotions kia bala hai
    Dear forex trading main aap ko pata hona chiay kay Emotional feelings two types kay hotay hain.
    1. fear
    2. greed

    .
    • fear jab bhi aap ko ho ga to aap apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat achay Annaylisis kay bawjood entry nahi lain gay
    • greed jab ho ga to aap lot size increase kar dain gay with out properly strategy entry point
    • greed or fear dono he trading kay liay khtarnak hain insta forex account ko blown off kar daitay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good aap ne bot bara example dia hai forex trading main loss honay ka.
    Or greed or fear ko ham control kar saktay hain.
    Agar ham money management ko follow kartay hain apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat.
    Is liay hamesha lot size small rakhain baki greed and fear auto per khatam ho jay ga.
    • #3 Collapse

      Emotions basically hmary jazbaat ko kehty hen.ye emotions hmary positive bhi ho sakty hen aor negative is tarah k hmary halaat hongy emotions bhi wesy hi hongy, magr hm ny bury halaat me negative emotions ko kill krna hota he aor sazgar halat ya yuun keh len k trading me profit gain ho jay to bhi over act nai krna, over trading nai krni ,zeyada bari lot nai lagani , ye emotions loss ka moojib ban sakty hen.
      • #4 Collapse

        Ji bhai forex main emotions ki bohat ehmiat hoti hoti hai jese ke ap ne dekha hoga jab hamain loss ka samna karna parta hai to ham mayoos ho jate hain hamain chaiye ke hamari emotions fear honi chaiye tabhi ham agy kch kar pain gy
        • #5 Collapse

          Ap ney emotions ki types ko bahut acha berief ker dia hey ager inko control na kia jaey to yeh trade main problem paida kerty hain. Fear ki wajhan se trader aik acha trend milny key bawajood bhi sahih fiasla nhen ker sakty aor lalach to waisy bhi aik buri adat hey aor tradng main iski koi gunjaesh nhen hy.
          • #6 Collapse

            Forex trading main hum logo ko chaaye ke hum apne emotions pe jitna control paa sakte hain control rakhen kyun ke emotions ki waja se hum kabhi bhi proper trader nahi ban sakte hain and fear ka point dekha jaye to fear ap ko weak bnata hai ap ko wo kaam karne se rokta hai aap chah kar bhi dar main trade se faida nahi utha paoge agr aap ki analysis achi bhi hogi and market apke favour main aane ke chances rakhti hogi lekin aap iss dar main hoge ke kahin loss na hit kr jaaye aap stop loss laga lete hain and ziada lalach and greed ye bhi humesha hum logo ko loss ki taraf hi le jayegi to hum logo ko apne emotions ko control karna bohat hi laazmi hau.
            • #7 Collapse

              g apki bat tkh forex trading mn emontions bht importnt hn is liy hmy apny ometions b cntrol krny chahy hm jitna b emotions ko control krn gy utna hmy fada hoga or market ko analys krna bht importnt hy analys krn phr trust k sat trade lgy gltian na krn jb hm gltian krty displne nh bnaty tbi hm loss ki trf jaty hn is liy forex mn hmy ahtiat sy kam krna chahy
              • #8 Collapse

                ,, long time kam karne ke liye Hame sabse Pehle Apne imotional score watch karna chahiye Agar Hum Yahan Par emotional Sky Saath kaam nahi karte Hame Apne motions ko control Mein Rakhna chahiye time ke sabse market ke hisab se Hame Jada angry nahi hona chahiye Jitna Zyada Hum Yahan Par angry Honge Hume market ko samajh Na Itna Mushkil ho jayega Zyada Se Zyada planning career planning ke sath kaam kare
                • #9 Collapse

                  Ji bhai emotion apko pata hoga jazbat hoty hain ye tu trading ka ek hisa hai jab ham kush hotu hain tu apne emotion par kaboo nai rakh paty ur loss kar bethty hain emotion ko kaboo mai rakhna chahiya kisi bhi trading mai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main emotions kia bala hai

                    forex trading main loss honay ka.
                    Or greed or fear ko ham control kar saktay hain.
                    Agar ham money management ko follow kartay hain apnay insta forex bonus account per trading kartay waqat.
                    Is liay hamesha lot size small rakhain baki greed and fear auto per khatam ho jay ga.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main emotions kia bala hai

                      Bihar Sharif Pakistan 1st main Agar Hum kaam karte hain to Hamein Apne emotional par hai kaam karna hoga agar humne emotional par kaam nahin kiya To Ham Pakistan Forex mein bahut jyada lost Ka Shikar ho sakte hain isiliye mein chahiye kya main Pakistan Forex Main Jab Bhi Apna trading karna ho ya posting karna ho to Hame Apne emotional par control karna hota hai agar humne control nahin kiya To Ham Pakistan Forex main bahut Bade nuksaan Ka Shikar ho sakte hain isiliye hamein chahiye Hamen Pakistan Forex Main Apne emotional control karna chahie aur kisi se Hamein bahut jyada profit ho sakta hai aur Hamein bahut jyada knowledge bhi Hasil ho sakta hai thanks

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X