jab forex ko start kiya jaye tu

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    g han bhai jan is main invest krny ki koi limit nahi he isko hum 50$ se b start kr skty hain is main hmain 1000$ tk ka account open kr lena chahiye aghr hmary pass wafar miqdar main raqam he to usy phir b is main slowly slowly kaam krna chahiye or 0.01 se ziada ki lot nahi khreedni chahiye q k ye lalach he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      bro ap ka sawal bohet he acha he ager ap forex me worikng kr rha hey to araam se kry or mind se kry as se ap ko los b naye hu ga or ye ek bohet he acha bunsess hy
       
      • #138 Collapse

        dekhen agar ap aik samjahdar admi chicken aur amarket ko samjhte ehn aur agar ap understanding aur experiece rakhete chicken in order to simple khayal ze ap ze behtar is actually sawal ka ajawab apko koi fish nahin de sakta yani jitna insaan khud janta he or she all of us ke poor woh faisla kare in order to zayda behtar hota he or she, han mashwara bhi sirf achi nahin balke zaroori cheez he or she.
        • #139 Collapse

          dekhen agar ap aik samjahdar admi poultry aur amarket ko samjhte ehn aur agar ap knowing aur experiece rakhete poultry to be able to easy khayal se ap se behtar is really sawal ka ajawab apko koi fish seafood nahin de sakta yani jitna insaan khud janta she or he most of us ke bad woh faisla kare to be able to zayda behtar hota she or he, han mashwara bhi sirf achi nahin balke zaroori cheez she or he.
          • #140 Collapse

            foreign exchange aik wasee kaam he or she aik aisa kaam mera khiyal he or she ke is actually me personally expense ki koi fish hadh nahi he or she tu jo naya investor aaye aur all of us ke paas raqam bhi wafer ho -us ko kiya mashwara dena chahiye ke wo kitne ammount ze accounts open up kare aur buying and selling ki percentage kiya honi chahiye.
            • #141 Collapse

              g bhai forex per start karne k liye hummay ache say he learning karni chaiey is mai humay problem ka b samna hota hai per is mai humay mehnat b karni chiay
              • #142 Collapse

                my dear friend ap ne achi baat ki hae maen bhi yehi samajhta hoon aur is cheez ko recommend karta hoon k jab bhi trading ko start karne ka irada ho to pehle demo account per khoob achi tarah practice kar leni chahiay.
                • #143 Collapse

                  forex aik wasee kaam he aik aisa kaam mera khiyal he ke is me investment ki koi hadh nahi he tu jo naya trader aaye aur us ke paas raqam bhi wafer ho -us ko kiya mashwara dena chahiye ke wo kitne ammount se account open.
                  • #144 Collapse

                    jan forex ko start kiya jaye to sab sy pehly iski study ki jani chahye or phir mazi ky logon ki galtiyon sy sikha jaye to phir is ko demo account sy practice kar ky start ki jani chahye
                    • #145 Collapse

                      hello dost ap ka sawal to theek hai lakin yeh bt k ap khud sy invest krna galat hai q k forex ap ko yeh moka bhe syta hai k ap posting kr k apna bonus khud he bnao or usi bonus sy ap apni trade kro to khud sy q invest kiya jy jb free main kam ho raha hai........
                      • #146 Collapse

                        g bilkul main bilkul thk hun ap sunao kia ho rha hai main ap ky sawal sy agree karta hun kiun ky hm ko pta hai ky hm ko is kam ky lia experance ki bht hi zarurat hai is lia min smjjtr
                        • #147 Collapse

                          assalam o alaikum g han bhai jan jaisa k forex aik inter national trading business hai or yahan ap jitni invastiment lagaen ga agr ziada lagaen ge to ziada profit hoga or kam lagaen ge to kam profit earn hoga or loss bhi ho sakta hai or loss or profit to koi bhio business hai us k sath sath hi hota hai ye aik karobar ka hissa hai
                          • #148 Collapse

                            new trader ko hamesha invesment kam karni chaie ta ke us e agar loss ho to kam se kam ho agar us ka itimad or knowledge or experience ziyada ho jae to phr jitni marzi invest kar le.
                            • #149 Collapse

                              bhai jis bhai kay pass wafer paisy hain aur forex trading karna chata hay wo meri is ko yahi request hay kay wo is business kay bary main proper learning hasil kary is main practice kry tub hi wo is business main success ho sakta hay wasy kam kia to is kay paisy waste ho sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                dear wese to is main investment ki koi limit nahi hai lekin ap ko apne forum ki limit yani 250$ tak hi pehli dfa investment karni chahie yeh aek reasonable amount hai or ap yahan se kafi achi earning kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X