jald bazi man trade na krin loss he mily ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jald bazi man trade na krin loss he mily ga
    dear hum jb bhi trade krty hain to hum ko bohat soch kr trade lgani chaye jald bazi nahi krni chaye market man os time trade ktin jb market achi working kr rhi ho or trade without analyse na krin or trade man aap ko stop loss or take profit bhi use krna hoga or stop loss aap ko apny analyses man dakh kr lgana chaye
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haan bahi jaan ap ne sahe kaha hai kla jald bazy tard naa karen q k hum ko as main loss maly gaa q k agar hum jaldy karen gee tu loss hona ka zyada khtra ho gaa
    • #3 Collapse

      G han jald bazi me ham market ki movement ko be nahi dekty aur condition be market ki hamary knowledge me nahi hoti jes se market ki analysis karna be hamary ley mushkil ho sakta hay es se hamari trading kabi be achi nahi ho sakti aur end me esi trading kar key hamy loss hi mil jata hay.
      • #4 Collapse

        Jis tarah normal life me jald bazi k results aksar ghalt hi niklty hen bilkul usi tarah forex trading me bhi jald bazi ( hurryness) k positive results bahot kam milty hen, q k jaldi me trader apni tamam tar salahiat use nai krta, kafi points jo k bahot zaruri hoty hen wo sarf'e'nazar ho jaty hen jo k at the end loss ki surat me samny aty hen, is liy sabro tahamal se trading krni chahiy.
        • #5 Collapse

          Forex main jo bhe jald baze kerta hai wo humesha loss kerta hai dosto diekho market kahean bhe nahe jati hai kal bhe open the aj bhe open ho gae our anay wlay time main working hours main open milay gee to humean sakoon sy apnay knowledge k mutabik us k technical analysis kernay chahean our pher he us maen trade main enter ho k acha earning ker sagty hain
          • #6 Collapse

            Aap ki baath drust hay lekin agar aapko knowledge and experience hay tho forex trading may aap ko koi problem nahe aathi lekin luck ka be buhut Amal dakhal hotha hay is liay Jo members experience rakhtay hay wo kabhi loss may nahe jathay
            • #7 Collapse

              Je ha bilkul apki baat se me agree karta ho ager aap ne jald bazi me koi trader lgai to aap ko zror lose ka samna karna parr sakta hai iss lye jub bhi koi trade lgaye to pore jankari zehn me rakh kar trade lgaye
              • #8 Collapse

                Assalamo alikum ! jald bazi hmeesha sy nuqsan ka cause ban rhi h .jab hum jald bazi krty hn to koi bhi kam saii triqy sy ni hoo pta .and then in trading we should be very carefull because thori si bhi kootahii loss ka cause bn sktii h .we shuld minimize our loss . we should be carefull in our work
                • #9 Collapse

                  Bil kul them keh rahay ho ap jald bazi main lgai gae trade waqai loss ka sabad banti ha. Baz dfa aisa hota ha k hum market ka sahe jaiza nai letay aur jaldi profit hasil krnay k chakr main loss krwa detay hain. So meray khayal main aisa nai krna chaeay hmain trade soch samjh k lgani chaheay ta k loss na ho
                  • #10 Collapse

                    ak acha trader wo hai jo humesha trade open karny se phly time le market ko read kry chart ko study kare then hi trade kren ager jaldi me lagayengy toh trade close krty hoye time lagega k "itny me loss me kr den ya wait kren shayed market favor me ajaye".
                    • #11 Collapse

                      yes dear ap nay bahut achi baat batai hay k jub ham main say koi yeh chayega k main jaldi say yeh trades lay loon bad main koi acha signal milay ya na milay isi jaldi main agar ham order lay laitay hain to hamain daikhta he daikhtay lose ka samna karna parr jata hay hamain jitna bhia acha signal milay lakin jub tak uski confirmation na milay hamain kisi surat main markeet main enter nai hona chaye q k jald baazi lose k ilawa aur kbhi kuch nai dati hay.
                      • #12 Collapse

                        Trading main hum logo ko koi bhi jald baazi nahi karni chaaye kyun ke agar thori si bhi mistake hui ya kuch focus hata to hum logo ko trade se nuksaan mil sakta hai iss liye humari ye koshish honi chaaye ke hum pura focus trade pe hi rakhen and apna time and proper analysis kren then trade start kren jald baazi main kiya gaya kaam humesha nuksaan hi dilayega hum logo ko iss liye humen proper time deke hi kaam krna chaaye na ke hum shortcuts dhunde.
                        • #13 Collapse

                          Brother apny emotions per control rakhna chaey werna fear, greed,hurry yeh seb hamsri money management ko disturb ker dety hain. Jeldbazi bhi lalach ki wajhan se hi hoti hey. Forex trading koi aik din ka kaam nhen hey is main bar bar aisy chances milty rehty hain is leay jeldbazi nhen kerni chaey.
                          • #14 Collapse

                            dear traders ub koi bhe kam jald bazi main kia jata hy tu us ka loss hota hy issi tarha ager forex trading bhe jaldi main ki jy tu loss otana pary ga.ager kamyab trading kerna chaty hain tu phrr ap phalay trading ke asool sekh lain aur pher soch samjh ker technical aur fundamental ke asolon ko dakhty hoay trade lagain kamyabi ap ke qadam chomy gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Jab Hum kaam kare usko Samjha uske sath sath working Kare long time business code generate karne ke liye Kis Ko samajhna bahut jyada important Hota Hai Itna Jyada hamesh ko samajh lete hain Humara earning karne ka chance ESP Itna Jyada increased ho Jate Hain isliye working to increase Kare planning score be increased Kare aur uske pivot points ko samjh ke Kaise kam Karte Hai Jaise Jaise Humein sublevels ko samajhna Ahsaan Ho Jayega Kambi Ahsaan ho jayega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X