G dear ap ne thek bat kahi hai Loss ho jaey to big lots se mazeek Risk leny ki bjay smjhdari se money management k sath small lot use krty hoey loss ko recover kia ja sakta hai. Is k lye zarori hai k ap pehly market ka analysis krn taky apko koi chance mil jaey profit bnany ka. Tab small lot se trading start krn or balance k hisab se hi risk reward ratio ko follow krty hoey trading krn to loss asani se recover ho sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим