Forex mian loss ko recover kerny ka aik acha procedure kia?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mian loss ko recover kerny ka aik acha procedure kia?
    Dear friends main app k sath aj apna experience loss ko recover kernay k barey main share kerta hoon jes say app ko ager bonus account live main loss ho jata hai to us ko ap nay kesay recover krna hai
    aksar ap nay diekha ho ga k ager aik baar kisi bhe trader ko loss ho jeay to pher wo himaat har jata hai our akheer kaar account wash kr dita hai us k behind aik reason hai dosto last month mera account 235 usd say 60 tak loss main chala geaya tha but main nay usko recover kia tha.
    humeri mistake kia hoti hai k humean aik din ager loss 50 dollar ka ho jata hai to hum usi din main us ko recover bare lot k sath kernay ki koshshs kerty hain lkin easa kerna possible nahe hota hia jab tak app aik do din rest k bad nahe recovery karen gay kabhe bhe nahe ho gee our humesha app ko money management ker k he loss recover kerna ho ga bare lot k sath kabhe bhe loss recover nahe hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading me loss ko recover karny ka sab se acha procedure traders ka ye ho sakta hay key wo apny loss recovery ka daily target raken, kesi 1 din me loss recovery ki strategy hamesha fail ho sakti hay magar kam se kam target ki loss recovery bahot hi asani se pori ho sakti hay aur jald traders apna all loss recover karny me kamyab ho sakty hey.
    • #3 Collapse

      Dear loss and profit both are part of forex trading business lekin apne loss ko recover karnay k liay aap ko buhut mehnat karna padhte hay aap jis Chez par order place karthay hay os Kay baaray may aap ko chart par Nazar rakne hothi hay os ka baadh trading Karne chaheay
      • #4 Collapse

        Jee haan app ki baat theek hai hum forex main loss ko recover aik din main our bare lot k sath kabhe bhe recover nahe ker sagty hian humean humean us main patients ka muzahira kerna ho ga pher he us main jo hum nay loss kia ho ga us ko recover ker pain gay our our pher us main humean us k oper profit bhe ho ga
        • #5 Collapse

          g apny bht achi bat share ki hy forex trading displne sy kam krna chahy loss to har bisnes ka hisaa hy forex trading mn b esa e hota hy hmay loss sy bchny k liy or loss recover krny ky liy chahy k moneymngmnt use krn or bar bar lalch kr k trade na lgay lots size ka khyl rkhna chahy stop loss or take profit use krna chahay
          • #6 Collapse

            Ji ap ki bat kafi had tak theek hai ke hamain apna loss ko recover karne ki jaldi nahi karni chaiye hamain chaiye ke ham ek poori planning karni chaiye aur slowly slowly small lot se trade laga kar apne loss ko poora Karen yehi behtar hai hamare liye
            • #7 Collapse

              Brother iski wajhan yeh hey keh jeb loss hota hey to emotion ko hum control nhen ker paty aor loss ko recover kerny ki khatir mazeed loss kerwa baithty hain.loss ko recoer key liey rest bhi zarori hey kekn jo seb se zarori hey money manegment key sath trade lagana strong trend per.
              • #8 Collapse

                G forex trading business mein agr loss ho jata hy tu us ko recover karne k liye sabar see kaam lain aur market ko dekhna cahaiye k market kise din ap k fever mein aa jati hy aur ap us loss ko recover kar saktay han aur loss ko recover karne k liye kabhi bhi emotional nhi hona cahaiye aur ziada risk se trading nhi karni cahaiye kiok agr ziada risk se trading karain gay tu aur ziada loss ho sakta hy
                • #9 Collapse

                  forex mien hum apny loss ko recover ker sakty hie mager es mein hamain bhut zayada care kerna hyota hai jab hum es mien aa ker theek say market ko samjh lety hien to us waqt he hum trade open ker dian other wise wait kerna he behter hai.
                  • #10 Collapse

                    bhai hum is main trade karty waqt kam lot k sath karain ta k is sy humy lost kam ho aur agar lost ho bhi jata ha to usi din ap trade na kary is sy humy aur pressure aa jata hai aur hum mazeed lost kar dety hain is sy sahi hai k ap is ko aik din rest k baat kam lot k sat apna lost recover karain.
                    Click On Name And Visit My Journal
                    Naseer953 Trading Journal
                    • #11 Collapse

                      Baht hi zaberdast post ki hai ap ny. Akser log asy hi kerty hain. Asal mein jab hamein loss hota hai to hum nervous ho jaty hain. Ap ki baat teek hai k loss k baad koshish kerty hain k bari lot laga ker apna loss recover kerny ki koshish kerty hain. Lakin mery khayal mein bhi ye treeqa bikul ghalat hai. Is treh ager phir loss ho to ap ka account khali bhi ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        G Dear ye apne bat thk kahi hai k agar hamare ek do trade main loss ho jata hai to ham log tens main a kar bari lot ki trade laga dete hain apni loss ko recver karne k lye aur is main ham apna aur b loss karwa bethte hain jab k aesa mumkin nahi hai agar us din market apko samjh nahi de rahi to ap ek do din k rest k bad market k sahi trend ka wait karen aur phir apna loss cover karen
                        • #13 Collapse

                          procedure bahut asan or simple hai wo ye k apni mistakes ko ignore kren or learn kren un se or avoid kren future me esi mistakes ko or ak plan bnayen money management ka or sath hi apni skill ko acha banayen wo ap chart study ko improve kar k hasil kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            Dear fiends forex trading me loss ka risk to hy he is me koi shak ni hy per hm log is loss ko recover ker k extra bhe earn ker skty hen is ka procedure hy k ap apny loss ko manage kren daily kuch percentage ko aram aram se recover kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex main loss say bachy ka sab sy bra hal ye hai k k app mney managemnet ko kabhe bhe na bholai ager forex main ager app indipendend trader anna chahty hain tu ap ko forex main professional trader ban kar kam karna cheay aur professional trader woh he banta hai ju iss main rules aur regulation k sath kam karta hai otherwise forex main app success nahi ho sakty.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X