Loss is easy.success is difficult.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    Forex ak mehnat talab kaam hay is may apko din raat markrrt par ngah rakni parti hay ta kay ap ache trading kar sakay is may ap ye nhe keh saktay kay aj apko profit he ho ga ayssnhe hay apko apnai money ko dektay howay trading kar ni ho gi.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      g bhai new trader sa yahi kahu ga k loss karna bhut asaan ha lekin profit karna mushkil isliye hum sab ko such samjh kar trade karna chahiye agar apko waqai forex ma trade karna ha tw sabar or itmenaan ka sath trade karnay apnay andar exprience laye ki kabi loss hi na karay............................................. .......................
      • #438 Collapse

        • #439 Collapse

          g han bhai jan ap sahi keh rahe ho main apki baat se agree karti houn forex trading business mai loss karna bohat easy hai but is business mai successful hona bohat difficult hai.
           
          • #440 Collapse

            dear forex aik aisa business hai jis mai humain bohat zyada mehnat karni parti hai then hum is business mai success hasil kar sakte hain but is mai loss hone mai koi mehnat nahi karni parti.
             
            • #441 Collapse

              Brother you are ask really great question Brother apne boht hi acha question kiya ha ke hum success boht hi mushkill se gain karty han per loss boht hi asani se is liye hume chahiye ke hum apne success ko apne experience ko apni knowledge ko rozana ek bar demo account per practice karty rahen take humari success kamzoor na ho bulky ziyada hoti rahe.
               
              • #442 Collapse

                trading krna asan kam ni ha loss to asani k sath ho jata ha agr ap rules ko follow na kry aur greed k sath business start kry then ap k loss k chances zda ho jaty ha lakin agr ap success hasil krna chahty ha to ap ko bht kam krna ho ga is k ly mahnat krna ho gi interest lana ho gi skillfull hona ho ga enough knowledge bi hona chahy ap ko is k bary ma then ap phr ja kr successfull ho skty ha trading ma ...
                 
                • #443 Collapse

                  G han ap ne sahi kaha ha is business me hmen loss tu asani se ho sakty hain lakin is busienss me success bht mushkil se asani se hasil akr sakty hain isi liye hmen chahye k hm is busienss me loss k waqt hmeshah sbr se kam lee kar kam kiaa kareen
                  • #444 Collapse

                    Forex trading main agar aap experience rakhtay hain to aap ko markey kay trend ka patta ho ga agar aap oss main loss karwana chahain to aap ko bahut aasani say loss ho jay ga aur agar aap oss main profit kammanay ki koshish karrain to aaap ko iss main mushkil ho ge
                    • #445 Collapse

                      jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey
                      • #446 Collapse

                        Agar hum ney forex main aana hy to hamain loss ko accept karna ho ga aur is ko avoid nahi karna ho ga. Loss profit key sath sath chalta hy aur as compared to profit loss aksar ziada ho jata hy. Hum loss sey nahi bach saktey lekan loss ko recover to kar saktey hain. Is key leye hamain apna experience banana ho ga aur apni learning aur practice ko barhana ho ga.
                        • #447 Collapse

                          Yeah guyz this posg is really appreciable for very informative information that have been given in post,, loss krna apnk liye easy hota hai jb k apko profit earn krny main boht mushkilat ka saamna krna prta hai.. but never lose your hope..
                          • #448 Collapse

                            salam dear
                            forex trading main loss tu easy hota hai because ap es se avoid nahe kar saktay but we can avoid success loss jo hai wo asan hai jop keh her her waqt happens hota rehta hai while success main apko bahut mehnat ki zarorat hoti hai practice ki aur learning ki tu he ap business main successfull ban saktay ho...
                            • #449 Collapse

                              My dear friends mere khayal main forex trading market main loss bohat easy ha but success bohat hi difficult ha. forex main agar app loss karna chahin to wo bohat hi easily ho jata ha but profit to bohat mushkil se hota ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading akk asa business hai jiss main humara loss aur profit 50 50 hota hai iss leya hum iss main loss se nai bach sekte lakin jha tak swal success ka hai to hum hud apni success ko chore date hain kun k hum rules k mutabik trading nai kerte lakin jo be hai hume iss business main her uss baat per amal kerna chahiya jo k humare liya profitable ho :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X