Loss is easy.success is difficult.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss is easy.success is difficult.
    Loss is easy.success is difficult. We can not avoid loss but we can avoid success because loss is easy and happening all the time while success is extremely hard and beyond reach.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    har kaam m successful honay k liay mehnat ki to zaroorat hoti hai kuch bhe is dumiya m aapko baghair mehnat k milna buhat mushkil hai woh bhe sirf luck se mil jayega to mil gaya warna mehnat karna laazmi hai
    • #3 Collapse

      Bilkul janab Forex trading mein loss buhat easy hai lekin humain success k liye kafi hard work karna parta hai aur apna kafi time Forex k liye spend karna parta hai tab kahin ja k humain is business mein success milti hai.
      • #4 Collapse

        brother jesa k sb jante hain k forex ak profitabale business hai per ye business hai b boht risky is main boht loss hone ka dar hota hai forex main kamane ka kam chance hota hai jb k loss hona ka kam chance hota hai
        • #5 Collapse

          duniya ka koi b kam ya business hy os my ap ko mehnt ki zrort hoti hy isi trhan forex my b ap ko hardworking skills or knowledge ki zrort hy tb he ap forex my successful ho sakty hy or tb he ap achi trading kr k profit gain kr sakty hy is k ilawa ap kuch ni kr sakty so forex ko ap jitna time do gy ap ko utna he faida ho ga .
          • #6 Collapse

            yes dear hume business me loss hasil karne ke liye hard working nai karte hai humari little mistakes se hume easily loss ho jata hai jab ke trading kar ke profit earn karna mushkil hai is liye hume tarding ko learn kar ke tarding karnic haiye ta ke hum achi tarding kar ke achi earning kar sake
            • #7 Collapse

              salam! mere qabele ehtiram doston forex trading marketing ki ek esi trading website he jo ap ko kafi munafa deti he as a part time job r mai ap logo ki bat se itifaq kar ta hun wese mujhe is bare mai ziada nhi pata q k mai to bs is mai posting karta hun baqi kam mera friend kar ta he r ap logo ka shukria is k bare mai inti knowladge dene ka.
              • #8 Collapse

                brother har bandy kay thought diffrent hoty hain , han ya manny wali baat hy kah forex main loss bht jaldi ho jata hy or profit bht kam is ki aik sub sy bari waja ya hy kah ham main patience nhi hy jis ki wja sy ham los sutha lety hain
                • #9 Collapse

                  forex main kuch bhee possible ha kabhee loss to kabhee profit lakin jis trah ap ko profit muskil kagata ha usee trah ap loss ko bhee difficult banaiy apnay knowledge or experience ka saath jitna knowledge strong ho ga utna he account manage kerna easy ho ga forex ka provide kiay howa tools say bhee help lay sakta hain loss ko kam kernay main stop loss ka use zaroro kia keirne trading main.
                  • #10 Collapse

                    G han mere bhai mai aap ki baa se agree karta hun loss to koi bhi kar sakte hai aur is k liye aap ko mehnat ki zarorat nahi parti per success hasil karne k liye aap ko mehnat karni parti hai aur learning bhi is bhi koi bhi yaha nakaam hone k liye nahi aaya hai is liye humain mehnat karni chahain is se hum acha earn kar paye ge.
                    • #11 Collapse

                      g han mery bhai aap bilkul thee keh rahy hen men ap ki bat sy 100% agree karta hn forex trading business men loss karna to boht asan hy pr success hasil krna boht muskil hy q kly loss karny ky liy koi mehnat nahi karni parti sirf ghaltian krni hoti hen jb ky success ky liy hard work krni parti hy
                      • #12 Collapse

                        bhai dekho har cheez main pehla kadam rakhne ke lie humain thora intzaar karna parta hai or gharmi or dhoop bhi bardasht karni parti hai ayse hi trading main pehle loss ke hi baad humain profit hoga mere bhai
                        • #13 Collapse

                          zahri si baat ha ap ko losss bht hota ho ga or ap ko loss k lea learning nhe karni parhti is lea ap ko loss easy lgta ha or profit hasil karny k lea ap ko hard work karna parhta ha is lea ap ko profit hasil karna difficult lgta ha
                          • #14 Collapse

                            It is hard to renounce easy success. We will not be able to avoid injury, but the damage is easy at any time, even on very difficult and inaccessible is a success, because we can avoid.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              I agree with you, you are pointing out a very important proposal ... in forex trading to get successs of experiences and work, but for the loss of only a small error could be.
                                 

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X