Importance Of Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance Of Trading
    Salam all members mera ye puchna hai ke trading ki kia importance hai agar trading band hojaye ya khatam hojaye to iska kia farak parhega world wide and humare country ke economy pe kia trading ke khatam hone saare countries ki economy destroy ho sakti hai jese ke trading har country ki economy build up ke liye ki jate hai jese ke goods ki tijaarat hai through containers wese hi forex trading bhi digital currencies ki trading hoti jis se humare country ki economy kaafi had tak down fall ho sakta hai to trading is most importatn business in recent times.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother apko aik bat ka pata hona chahy ab all over the world bussiness deals isi trading k zarye ho ho rahi hain beshak shap chang ha magr root aik he ha aur trading khatam krna namumkin ha is se all over the world issues ayen ga jo shaid insan yeh ni chahta.
    • #3 Collapse

      Trading ka ager matlab forex hy to dost ye to sawal he paida nai hota k band ho jay q k business dunya sy kabi b khatam nai ho sakta aor ager iss ka matlb foroum hy to wo band b ho sakta aor nai b ye ake facility hy jab chahy insta band kar dy
      • #4 Collapse

        Bhai jan aisa kuch nai ho ga. Trading kabhi na band hony wala business hai. Ap ko is kisam ki fiker kerny ki zaroorat nai hai. Ap apni learning per aur practice per tawajah dein. Ta k ap kal ko aik achy trader ban sakein. Aik kamyab trader banny ky lie acha experience lazmi hai.
        • #5 Collapse

          jee ha bahi ja asa nahi hosata k trading band nahe kya ja sakta hai q k ye ak business hai q k as ko band karna sab ki bisness ko chinana hai aor ha dost ap as mai tention nahi lena chye q kye band nahi hoga
          • #6 Collapse

            Bhai trading band hona ka sawal hi paida nai hota kiyon k is k sath kafi companies ur business managment k log munsalik hain aur currecy ki up and down ka daromadar bhi trading par hi hai 100% practice karo ziada say ziada trading acha platform hai ye band nai hoga
            • #7 Collapse

              Dear friends trading k khatm hony se kisi mulk ki economy per asar nahin parta. Ye ek currency exchange ki market hai agar ye khatm hi jaye to ham jesy aam log jo isko trade karty hain sirf un per asar pary ga
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AraibSonu پيغام ديکھيے
                Salam all members mera ye puchna hai ke trading ki kia importance hai agar trading band hojaye ya khatam hojaye to iska kia farak parhega world wide and humare country ke economy pe kia trading ke khatam hone saare countries ki economy destroy ho sakti hai jese ke trading har country ki economy build up ke liye ki jate hai jese ke goods ki tijaarat hai through containers wese hi forex trading bhi digital currencies ki trading hoti jis se humare country ki economy kaafi had tak down fall ho sakta hai to trading is most importatn business in recent times.
                Jaise Jaise online come key-value padh rahi hai ISI Tarah Forex trading ki popularity maybe bahut jyada Wafa ho raha hai aur Agar Forex trading market Band Ho Jaye Toh usse bahut Jada nuksan Hoga aur Puri worldpay Asar padega Mere Ghar Mein Forex trading business kabhi bhi Khatam nahi hone wala hai
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Importance Of Trading

                  forex mai hum live trading karty hain hum is mai live or sada urdu mai kam karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Importance Of Trading

                    forex mai trading ke bohat ahmeyat hain hum currency or pairs mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain or apne zarorto ko pura karty hain forex kabe be be band na hony wala international business hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Importance Of Trading

                      forex mai trading ke bohat ameyat hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Importance Of Trading

                        forex kabi be end hone wala bussiens nahi hye jab tak humri need hye kse be cheez ko buy karne ke to os time tak kse be tarha se forex ka bussiens nahi end ho sakta hye jb hum dekhte han ke hum koyi cheez buy karte han to os ke badle me hum apne currecny dete han to wo cheez ko hum buy karte han ye ko buying and saleing haye ye be to asl me forex he hye js country me cheez hum buy karte han to os country walon ko hum apne currency dete han ye world me kabi be nahi end ho sakta hye agr hum kse be country me jate han to on ko apne country ke currency dete han and on ke currency hum buy karte han yehi to forex hye kabi be hum world pr kse be country se jane se ankar to nahi kr sakte han
                        • #13 Collapse

                          Re: Importance Of Trading

                          Trading ki buhat zeyada ehmiyat hai kyon ke ye aik aesa business hai jis se AP apni life change Kar sakte Hain agar AP mehnat karain learn karain emotions ko control karain to ye kaam AP ke liye best ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Importance Of Trading

                            forex main ham trading karty hain or hamy is ka bonus be milta hain ham apni marzi sy time table bana kar be kam kar sakty hain is main hamara koi be boss nahi hota ham cruncy or pairs par trading karty hain yai usa or china jesy bary bary mumalik main tezi sy phel raha hain or pakistan main be lagal ho cuka hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X