Agr kisi k pas english i.d card na ho to kya us ka account verifi nahi ho skta

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    my dear agr aap k pas english id card nahi hai tou aap ka account verify nahi ho sakta Q k urdu id card acceptable nahi hai is k liye aap ko chahiye k aap apna passport id scan kar k upload karen.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jii nahi bhai jan aisi koi bat nahi hey aur ager ap key pas English id card nahi hey to koi problem nahi hey ap apna urdu wala id card English me translate karwa kar notary public sey stamp karwa kar upload karen ap ka account verify ho jay ga.
      • #63 Collapse

        Bhai ho sakta hai lekin us k liye ap ko id ka translate certificate bnwana pry ga kisi govt say manzor adary say phir ap ka id accept ho jai ga
        • #64 Collapse

          You have the no English ID Card.you are translate in the English you are upload the documents. Hopefully that you are verify the account.
          • #65 Collapse

            Agar aap instacabinet wali website par jayen to aap ko documents ki aik list mil jaye gi, jis main yeh likha howa hy keh aap ko first level aur second level verification key leye kin kin documents ki zaroorat hy. Aap ko us hisab sey documents ko send karna hy aur phir us key bad hi aap ki first aur second verification ho sakti hy.
            • #66 Collapse

              Jnab mai apko btana chahoo ga k insta forex ki temrs and conditions k mutabik insta forex account ko verified krnay k liye CNIC card ka english mai hona zroori hai Q k urdu CNIC acceptable nhi hai or 2nd level k liye domicile ya phir official bank statement ko b send kiya ja skta hai or account ko verified kr sktay hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #67 Collapse

                nahi kbhi b nahi ku k insta walay jiss id card ko verification k lye manty hain wo hai smart id card jo k pakistan me nadra k office say banwaya ja sakta hai aur ye ek english me hota hai card ya pher hum apna passport b upload kar sakty hain.
                • #68 Collapse

                  ary bhai ye koi masla nahi hain agr aap ka i d card urdo mian hain to mera bhi i d card urdo mian hi tha mgr aap agr us ko english me teraslit kr walo gye to aap ka ye masla bhi hal ho jaye ga aur aap forex pr aaram se kam kr sakte ho .........
                  • #69 Collapse

                    nahi aisa nahi hai k agar apk pas english id card available nahi hai tou ap ye kam nahi kar sakte hai ap apne id card ki jagah smart card use kar lain or usey attach kar lain ya phir ap apna pass port attach kar lain is se bhi apka account verify hojata hai urdu ko apko english me translate krwana parega jo thora mushkil process hai better ye hai k ap smart card ya pass port use karain
                    • #70 Collapse

                      nagi dear ase nahi hy mare urdu ma id card hy or mana us se he ke hy tu mare ho gy hy is k liye zaroi nahi hy english k ap urdu wale se be verity kar sakt ho or 2nd ma koi be utilre bill se kar sakt ho
                      • #71 Collapse

                        hu skta ha bhai iska bara ma pareshna na hu agr pak id card english am nahi ha to pareshan huna ki zarorat nahi ha ap yah kara ka agar apka id card urdu ma ha to usa hi bhej da apka account verify hu jai ga kiyu ka ino na naya aik sysytem shuru kia ha jsi ki waja sa apkaid card agr urdu ma b hu to verify hu jata ha si lia si ka bara ma pareshan na hu ap
                        • #72 Collapse

                          aisa nhi ha k verify hi nhi hoga. verify is wja se na ho skta ha k ap nei apka id card sahi tareeky se upload na kiya ho. wasy to urdu mein b chal jata ha wagarna ap english mein notarize b krwa skty ho.
                          • #73 Collapse

                            aisa ni ha agar english id card na bhi ho to account verify ho jata ha urdu id card k sath ap english main apna domicile ya bank statement send kar sakty hain agar ye bhi ni hain to ap apny name ka utility bill send kar dain verify ho jaye ga
                            • #74 Collapse

                              nai bahi g esa nai hota agar ap ka pass english nic nai hai tu ap apna account ko pasport par b verification karwa sakty ho or agar ap k pas wo n nai hai tu bhai g ap apna nic card ko english main transfer kawa kar verify karwa lo
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                agar english id card na b ho to urdu id card send kar dena chaye urdu id card par b insta ka account verified ho jata hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X