Thread ki types.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Thread ki types.
    Dear member, jeb hum forum per koi thread kcreat kerty hain ya kisi post ko reply kerty hain to usko ISCA method key zeriey test kia jata hey ager to hamri post ki quality bahut behter hey aor forex trading knowledge se bheri hoi hey to us per humain 50usd tak bhi bonus mil sakta hey. Ager post ki quality itni achi nhen hey per hey forum rules key mutabiq to us per bonus bhi normal milta hey. Leken ziada masala woh post kerti hey jo forum key rules key khilaf ho jaisy copy paste ki gai ho to woh post account bhi bann kerwa sakti hey. Hum post ko teen qismoon main bant sakty hain. 1st excellent, 2nd normal, 3rd fake post.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear pak forum pe jab bhi ham koi theard ya post lren to hamen iss baat ko mind men rakhna chahiye k ham always hi quality post kia kren
    Agar hamare theards aur postes men acha knowledge aur quality nhi hogi to hamen kabhi bhi acha bonus nhi mille ga isliye hamen koshish krni chahiye k ham pak forum pe acha knowledge share kren ta k hamen iska bonus bhi acha mill sake
    • #3 Collapse

      Hum forum pe bohat se types ki posts kr sakte hain thread create krne ke liye lekin jo thread hum create kr rhe hain wo to the topic related of trading hona laazmi hai kyun ke be tuka thread kisi kaam nahi hoga jab humare thread main achi information hoti hai to uski quality khud hi automatic increase hojati hai and hum logo ko uska bonus bhi acha milta hai jab humari post achi hoti hai hum logo ko us pe ache comments and likes bhi mil jaate hain jis se us post ki value aur achi ho nikharti hain and uska hum logo ko ek alag hi faida hasil hota hai to hum logo ko in sari baaton ka diyan dena chaaye.
      • #4 Collapse

        Je ha apki baat bilkul sahi hai ager hamary post aur hamary thread ke quality achi ho ge to hamy zyada se zyada pasand kia jaye ga aur thanx mily ge jiss se hamy zyada bonus milny ke tawaqa hai
        • #5 Collapse

          Re: Thread ki types.

          humain is main treads ka use karna hota hay is main kafi threads hoti hain jin ka hum nya reply karna hota ha is main boht say log threads ko genrater karty hain or is main kafi posts ayse hoti hain jis ko delete kar dia jata hay kun kay us main acha data nai likha hota hay or kuch kafi technical threads hotin hain
          • #6 Collapse

            Re: Thread ki types.

            yes sir humain treads ko dakhta huwa or inn ka replay dana hota ha agr hum achi post daliye gye toh humain acha bouns mila ga or agr hum copy past wala kam kariye gye toh humera account bane hona ka haatraa be ho sagta ha humain chaiye k hum achaye sy kam kariye or zada sy zada knowledge provide kar paye beginner k liya iss sy un ko be faidaa ho ga or humain be faidaa ho ga
            • #7 Collapse

              Re: Thread ki types.

              forex forum par bohat sary threads hay aur humary pass jis trha ka knowledge hay humay usko share hamesha usi threads types main karna chahiye ta keh agar koi banda knowledge lena chahy to usko uski desire cheez us threads ki type main asani kay sath mil jaye aur humay chahiye keh esmain knowledge ko barha kar kam karen
              • #8 Collapse

                Re: Thread ki types.

                thread ke mutalif iqsam hai forex aik online business hain hum is mai live thread karty hain hum aik din mai 4 thread kar sakty hain forex mai hum live or sada urdu mai posting be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international or legal business hain
                • #9 Collapse

                  Re: Thread ki types.

                  forex aik online business hain is main posts or threads ki bohat si qism hain hamy is main informative or alla qualities ky threads reply karny chahey pher hi ham is main acha profit hasila kr ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain yai aik world wide business hain is main hamara koi be boss nahi hota
                  • #10 Collapse

                    Re: Thread ki types.

                    forex aik online business hain ham is main live or sada urdu main trding karty hain hamy is main achy alla profitably or informative threads reply karny chahey pher hi ham is mai kamyab ho sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain or loss sy bach sakty hain is main hamara koi be boss yai teacher nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Thread ki types.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilse9212 پيغام ديکھيے
                      Dear member, jeb hum forum per koi thread kcreat kerty hain ya kisi post ko reply kerty hain to usko ISCA method key zeriey test kia jata hey ager to hamri post ki quality bahut behter hey aor forex trading knowledge se bheri hoi hey to us per humain 50usd tak bhi bonus mil sakta hey. Ager post ki quality itni achi nhen hey per hey forum rules key mutabiq to us per bonus bhi normal milta hey. Leken ziada masala woh post kerti hey jo forum key rules key khilaf ho jaisy copy paste ki gai ho to woh post account bhi bann kerwa sakti hey. Hum post ko teen qismoon main bant sakty hain. 1st excellent, 2nd normal, 3rd fake post.
                      Forum pehar member apni Soch ke hisab se hi posting karta hai aur friends banata hai jo members se mehnat se kaam karte hain aur accha bonus banana chahte hai vah forum par quality wali post Se Karte Hain
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Thread ki types.

                        forex aik real business hain hum is mai thread kar ky bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara busienss hain hum is mai kam karty hain to hamy kise be fix jaga py jany ke zarorat nahi hote forex aik bohat bara business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai pakistan mai legal buisness ban cuka hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Thread ki types.

                          Dear friend ap na buhut hi achi information share ki ha lakin ye nahi bataya k ISCA keya ha our us ka check karny ka tareeqa keya ha agar ap k pass time ho to please ye bi share kar dena ta k muj jaosy our bi kafi sary members ko pata chal jaye our per usi hisaab sa post ua thread ker leya kary thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Thread ki types.

                            Dear ma ne ese member dekhe jin ki post average thanx bhe kam quality bge average.un ka bonus 30 percent or posts or ese bhe dekhen jin k thanx boht quality achi or post bhe zeyada leken bonus 10 percent or posts.leken dear hamen posta achi karni chahiye es ma koe shaq nhn leken bonus ka hisab forum ko hi pata he.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X