Trading skills ko hum kesay better bna sagty hain kisi k pas plan hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading skills ko hum kesay better bna sagty hain kisi k pas plan hay?
    Dosto forex main hum us time tak aik successful trader nahe ban sagty hain jab tak humery pas aik trading plan our skills ko behtar nahe kerny ka plan nahe hota hai us time tak hum us main loss he kerty hain our na he hum us ko achy say learn ker sagty hain kion k app ko her kaam aik sequence maen kerna hota hai app directly ager learning k bagheer demo account main practice start ker dain gay to us ka koi faida nahe ho ga app ko take profit stop loss our support and resistance ka nahe pata ho ga to pher trading ki practice ka bhe koi faida nahe ho ga to humesha her kaam apny time pay he acha lagata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear trading skills ko behtar karny ka sirf ek formula hai aur wo hai learning. Learni g k baghair apki trading skills kabi b imrove nahin ho saktin. Aur is maqsad k lye ap seniors se mulaqat karen internet per material search karen aur Youtube to best hai trading sekhny k lye. In sources ko zarur istemal karen
    • #3 Collapse

      Dear member ager hum forex trading main kisi bhi expert trader ko milain ya kisi bhi trading expert se raey lain to woh humain bataty hain key hum sirf aik pair key expert hain aor sirf aik hi pair main trade kerty hain ager hum unki advice ko man lain to hum bhi skilled trader ben sakty hain.
      • #4 Collapse

        Trading ka lete kafi sari skills hain jin main ap amal kr ka kamyab ho sakty hain.
        In main se chand ek ooints main yahan btaon ga jo ka new traders ka leye faida mand hn ga.
        1.trading ka knowlege ho
        2.market news ka ilm ho
        3.mulki halat ka pata ho.
        4.mulk ki import export ka bary ilm ho ka khsary main ja raha ya faida main.
        5.acadmy se training lain ya ksi private school se training lain.
        6.ksi expert trader se help lain. Us ka experience se faida uthayen.
        • #5 Collapse

          Bhai trading skills ko behter banany k do traqee hain.
          Aik to ye k ap ko pehly forex k bary mein knowledge hasil krna ho ga. Us ky liye mehnat ker k kahien se bhi knowledge hasil kerna ho ga.
          Dosra ye k hamein jitni ziyada ho saky practice kerni chaye. Jitni ziyada practice kerein ge. Utna ziada experience aye ga. Is se hamary skills behter hon ge.
          • #6 Collapse

            Hum trading ke skills ko tab hi increase kr sakte hain jab hum logo ko paas trading ki achi education learning honi chaaye jis se hum logo ko kaafi had tak achi help milti hain jab tak hum demo main trading ki practice continue rakhte hain hum apni alg alg strategies try krte hain ke kia ye trading ke doran achi chalegi ya nahi to in cheezon humare pas acha skill aata hai and experience haasil hota hai to learning se hum seekhte hain and practice se hum mazboot bnte hain to in cheezon pe hum logo ko dailt basis pe work out karna laazmi hai.
            • #7 Collapse

              Tiara forex market Mein trading City score improve kar sakte hain aap ko pata hona chahiye camera rating scales in proof karna chahte hain koun instaforex Gunasekar small volume of lot size decorating Karte Rahna hoga.
              Hame chahiye ke Jawan forex market me trading Karan Johar long term trading karne chahiye aur skills improve karne ke liye strategies call test Karta Hai regular tarike se.
              Apne trending market Mein different strategies visualise karna chahiye Azad Market ranging behaviour arranging market Mein Hame different types of strategies possible eyes Karke small volume of lot size ki ghatna skills improve karna chahiye.
              • #8 Collapse

                Agar ap chahty hain kay apny skills ko improve karain to ap ko chahiye ap demo par practice karain wahan par practice he nahi balky ap achi achi planning karain aur strategies bana kar kam karain jab ap strategy banay gay ap ko skills increase hongi ap ka experience bhi gain kary ga is liye skills ko improve karny kay liye ap demo par achi tara practice karain ye best way hai
                • #9 Collapse

                  Yes dear trading k lia plan hona bht zroori ha huma tub hi skills hasil ho skta ha jb hum forex ma plan kr k chala
                   
                  • #10 Collapse

                    Ager apny successfully trader bunna hai to apko market se agay ke sochny pare ge tabhi aap kamyaab trader bun sakty ho iss ke lye AAP kisse ke bhi help le sakty ho
                    • #11 Collapse

                      Ap ny tk khaha ha ky hm jb tk planning kr ky km ny kray gy tb tk hm skill hasil ni kr sakty is leay hm sb ko chaheya ky hm market ko plan kr ky he k. Krty ha to business my khafi acha profits hasil kr sakty ha hm sb
                      • #12 Collapse

                        Dear ap ki bat bilkul theek hai do trading Ko Hum Kis Tarah Mitra bana sakte hain trading skills Ko Hum Is Tarah Se bhtar bana sakte hain hum KO is ma kafi zayda mahnat Karna ho go tab ha kar hum apni skills KO bahter Bana saktay ha or zayda say zayda earn kar saktay ha
                        • #13 Collapse

                          Yes dear skills ko hum behtar bna skta ha ager hmare paas acha plan ha aur hum iss tarah forex ma sucess haasil kr skta ha
                           
                          • #14 Collapse

                            Dear hum ek ache trador ban sakt hain lakin hum main sachi lagan aur chahat to to agr hum apna thora sa los krwane k bad demo karte hain khuch gain karne ki lagan rakhte hain to hum sab khuch kar sakte hain thora time zarooor lagta hai bas mehnat he sab khuch hai aur yehi mehnat he hamen kamayaab trador bana sakti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yap my trading fellow jab tak hum forex market main aik step wise kaam nahe keran gay tab tak hum us main kabhe bhe ache earning nahe ker sagty hain humean forex main mehnat kerna ho gee hum forex main ache earning kerna chahty hain to pher humean phelay forex ko learning kerna ga pher humean us ka experience hasil kerna ho ga pher he hum us main real money easily earn ker pain gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X