Loss honay k baad jazbati na hon

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honay k baad jazbati na hon
    Forex trading main loss trading ka aik important part hai traders ko jab loss ho to unko jazbati ho kr trading na krain blky achi trha soch smjh kr trading krain ta k wo ap y loss ko asani sy recover kr skain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul sai kaha bhai apne loss main trade ho to upset ni hona chahye its a part of life ups and downs zindgi ka hisa hain or jb tak hmen loss ni hota hmen kch v sekhne ko ni milta is liye hmen positive rahna chahye
    • #3 Collapse

      Ji janab aksar yahi hota hai ham trading mai jazbat mai akar apna kafi nuksan kar lety hain jis ki waja say hamara sara ahtmat tot jata hai hamy mind say kam lena chaiya na k jazbaat say
      • #4 Collapse

        Loss honay par kabi bhi jazbati nahi hona chahiye balky ap ko chahiye apny emotions ko control rakhain loss hony par ap ko chahiye kay mistake ko analyse karain aur us ko correct karain taky ap next kabi loss na karain aur apnny loss ko recover kar sakain.
        • #5 Collapse

          Ha g loss Bhe forex ka hisa ha aias le agr loss hi bhe jie to bulkal jazbati ni hna chye bulke sabr se kam krna chye or sath sath wo galti jis ki waja se loss hoa ha aias pr control krna chye ta k future me loss sw bcha ja ska
          • #6 Collapse

            Forex main aam tor pe ye hota hai ke insan loss ke bad jazbati ho jata hai hamain chaiye ke ham sabar se kaam Karen aur jaldbaazi na Karen es se hamain bohat nuqsan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              G brother ao nay achkbat ki hy gab loss ho gata hy to hun gazbaty hl gaty hain aur loss recover n chakar main acount wash kar dety hain as leye behter hy n sich samagh kar trading kareb aur loss ko reciver karen
              • #8 Collapse

                g ha bahi jan ap sahi kahte hain k loss hone k bad hum ko balkul bhi jazbaty nahi hona chhiy agr hum jazbaty hon gey tu as main hum ko hi naksan hai aor as liy hume jazbaty nahi hona chhyi
                 
                • #9 Collapse

                  Dear member forex trading ek esa business hay jis may sab say ziada zarori cheez knowledge and experience hay loss har ek business may hotha hay lekin forex trading k liay buhut mehnat ke zaroorat hay our Jo loss ek member start may kartha hay wo waqt k sath sath cover ho jata hay
                  • #10 Collapse

                    G bilkul apki bat tkh hy loss ky bd hmy jazbati nhi hona chahy loss to hr bisenes ka hisa hy is liy loss hota hy to recvor b hojata hy lkn jazbati ho kr kbi b bri lot ya br br trade na kro monymngmnt use krni chahy or displne k sat kam krna chahy
                    • #11 Collapse

                      G forex trading business mein loss business ka hisaa hy aur forex trading mein loss ho tu emotional nhi hona cahaiye aur emotional ho kar trading nhi karni cahaiye kiok agr emotional ho kar trading kartay han tu aur mistake ho gi js se aur ziada loss ho sakta hy market ko dekh kar samjh kar aur analysis kar k trading karain is traha hi apne loss ko recover kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        yeh bat theek hai k forex mien ager hamain loss ho jae to hamaines mioen aa ker hergiz bee jazbati na hona chaye q k jab hum jazbat mien aa jaye gay tu hum next time bee apna loss ker lain agy es lye hamain belkul be jazbati na hona chahaye.
                        • #13 Collapse

                          forex trading aik businss hai or es business main loss bhi hota hai or sub ko he hota hai tu kbhi bhi loss se ghbrana nahi chahyr loss k bad sub se jo zarori amal hai wo yahi hota hai k hmain loss ki wjah ko talash kiya jay ta k hum apna loss ko recover kar saken aghr hum jazbti ho kar bari lot k sath apna loss recover karny ki karty hain tu os k bad hmara ccount was hony k chances bar jaty hain tu aysa nahi krna chahye
                          • #14 Collapse

                            Yes bilkol ham ko losss hony k bad jazbati nai hona chiya balkyha sbr k sath shai sakon k sath ham ko aoni trade krni chiya hamnko chiya k ham apni trade bhot zeada phly analysis kr k phr sahi us ko dykh k kisi k sath mashwara kr k kry wasy ham apni trade na kry nai to bhot loss hoga agr ham jalf bazi kry gy our loss ho jaye to ham ko sbr krna chiya jald bazi nai krni chiya hamy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              loss aik alug si chiz ha or trader ku aggressive bilkul bhi nae honna chahye. ager traer apnay hosh or hawa man hu ga tu apna loss recover kerny k liye strategy bana sakta ha forex business man.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X