100000 units akhir kesay?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    100000 units akhir kesay?
    Akhir swal ye paida hota hai ka ek aam sa shakhs be 10000 ya 100000 units kesay khrid sakta hai.
    Dosray lafzon main ek karobar krnay wala shaks ya mulazmat pesha shakhs 100000$ kesy khrid sakta hai.yahan broker ke traf se deye jany wala shandr meknizm hamari mushkil asan kr deta hai jisay leverage ka name dia jata hai.
    Leverage interest se kafi muktlif hai.leverage broker ki taraf se d jany wali raqam ko asani se khareed o farokht kr sajty hain. Aam tor per brokerb1:100 ki leverage detay hai.
    Means koi b shakhs 1000$ se 100000$ ki currency khreed sakta hai.
    Isi trha koi b shakhs 100$ se 10000 UNITS khareed sakta hai.ek pip ki qeemqt 1$ ka brabr hai.
    Broker ki taraf se d jany wali raqam leverage or trader ki taraf se d jany wali rqam margin kehlati hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai ap ny levearge ko boht achi trah se expalin kiya hai or hmain asan lafzon main es ki ahmiyat k bary main smjhaya hai leveeage wo point hota hai jis main hum apny account main amoojod balnce k sath osko set kar skty hain es ka matlb yah hota hai k hum kam paison yah k kam bonus point par boht bari currency ko khraeed or farokht kar skty hain or yah broker ki traf se hota hai jesy k ap ny batya k leveage ko pahly aik he point main set kar diya jata tha alken ab es main changing karny ki bhi ijazt hai ab har trador apny account k hisab se es ko kam yah zeyda kar skta hai

    اب آن لائن

    Working...
    X