Crude oil ke trading per news ka effect Baqi markets say bohot ziada Hota hai .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil ke trading per news ka effect Baqi markets say bohot ziada Hota hai .
    Waise tu forex ke har market say relevant news ka iss market pe bohot ziada effect Hota hai lakin Crude oil ke trading per news ka effect Baqi markets say bohot ziada Hota hai .
    Crude ke market Mai kam karny Waly traders ke liye fundamentals per nazar rakhna aur iss k mutabiq trading karna bohot he ziada zaroori hobjata hai app ka iss baray Mai kiya khayal hai ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Crudeoil ki trading bahot hi riakr hoti hain hamen crideoil pe nazar rakhna bahot hi zaruri hota hai hamen crudeoil oul k liye technical k elawa fundamental analysis ka krna bhi bahot have zaruri hota hai q k jab tak ham crudeoil pe fundamental analysis nhi lren ge to uss waqt tak ham kabhi bhi achi trading nhi kr paen ge
    Q k news k effects crudeoil pe waqae bahot ziada hote hain jiski waja se hamen kafi loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      G Bhi Ap ke bat theak a oil ke news ka effect boht zaida a is Ke waja ye a k world m subtle zaida use oil ka a aur Jb is Ke shortage o jati a ya supply ka issue Ha jata a to ik dhm is Ke price zaida o jati a aur Jb oil k contract o jaty hain aur supply zaida o jati a to us k bad is Ke price towards down start o jati a
      Oil ke trading k liey is k contract ko lazmi follow Kia kary
      • #4 Collapse

        yeh bat apki theak hai apki is bat sy ma bhi agreed hun ky oil ko news ati hai ya any sy oehly bhi oil kafi fast ho jata hai aor oil py trading bhi kafi difficult hoti hai yeh to 5min ma aik dollar move ley leta hai aor retrace bhi kr jata hai apko ma btata chalun ky sub sy risky market hai ye forex trading market lkn sub sy risky instrument trading ka crude oil he hai
        • #5 Collapse

          G bhai cruid oil ka asrat forex market pa fori or bhat zayda hotay hain lehaza jin ka choty acount hain in pa trading krnayvse guraiz krain .
          Cruid oil ki news be bhat hi effective hoti hain or hamain in ka baray analysis achay se krna chahye q ka is ki variations bhat hi zayda haun loss b ho sakata ka hamara acount hi wash kr jaen .
          Lehaza hamaib SL or TP zrur set krna chahye.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            bhai apki bat shia hai or main apki bat se sehmat karta hun forex trading main over all markets main news boht effect karti hain laken oil ki market main news any se boht zeyda effectibve hota hai es liye hmain oil ki trading main fundamntal analysis k sath trading karni chahye or hmain har country ki news ko bhi update karty rhana chahye ta k hmain ilm rahy es bary main

            اب آن لائن

            Working...
            X