Forex trading k baray Mai ghalat fahim!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k baray Mai ghalat fahim!
    Aksar log Jin ko forex trading ka acha knowledge nai Hota hai woh forex trading ko betting type ke cheez samjhty hain aur iss ko proper business samjh kar nai karty hain.

    Lakin forex trading ko ager proper money management Kay sath Karin aur trading Mai ziada greed na ho tu forex trading bohot he proper business ha . Aur forex ko proper business ke trah say he karna chaiye . App ka khayal ha ??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear members forex koi game ya bet nhi hai aur na hi ismen iss qisam ka koi scene dikhai deta hai hamen chahiye k ham forex k liye mehnat kren aur isse selhne ki koshish kren jo log forex k liye mehnat kr lete hain un logon ko forex ka bahot hi acha knowledge mill jata hai joss se wo bahot hi achi earnings le sakte hain
    Aur jo log forex ko nhi sekhte hain un uogon k liye forex aik game hi hoti hai
    • #3 Collapse

      Bilkul dear na ya koe game hai orr na koe orrr chez ya aik business hai jid ko ko achi tara samjhy gy to achii tra samjh ae gee ni serious ly gy to loss ho gas is leye jin ko achii tara ni pta ya is ky bary mai knowledge ni hai on ky leye ya game he hai
      • #4 Collapse

        g han bhai paki baten bilkul thek hain ir main apki baton se garee krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu es main hmain aik real bsuiness ki trah smjhty howe trading karni chahye jub tak hum forex main aik professonl ki trah nahi guide karty hain tab hmain os main acha response nahi mil skta hai es liye hmain apni trading main greed ko avoide kar k trading karen tu acha profit milny k chances bhi hoty hain
        • #5 Collapse

          g haan bhai jaan ham ko as forex forum main koi bhi ghalat fahmaly naa rakhe q k as main ham ko kise bhi ghalat fahmaly main nahi rahna chahiy hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading k baray Mai ghalat fahim!

            kuch traders forex mai ager learning ky kam karty hain or unhy loss ho jata hainor yai log is ko fake kahty hain forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment be kar sakty hain or hum is mai trading be kar sakty hain forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X