Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

    Hum Log forex market Mein Jitna Jyada investment Karenge itna hi jyada Hum logo ko profit Milega isliye Hum Logon Ko Jyada Se Jyada investment karna chahiye Phir Hum logo ko is ka bahut jyada fayda Hoga Aur Hum logo ko kamyabi milegi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

      Hum Log forex market Mein Jitna Diya the deposit Karte Hain Hum logo ko uska itna hi Zyada fayda ho sakta hai isliye Hum Logon Ko Zyada Se Zyada deposit Kar Ke trading Karni chahiye Phir Hum logo ko uska bahut hi jyada fayda hoga
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

        forex ka membur banny ky lie jo jo chizen lazmi kharidni hain mesal ky twr py compeutar intarnet ki saholut jub yeh dinon chizen ap ko mel gaen to ab ap ko forex main shamel hony ky lie mazid raqam ki paison ki zarorat ni hy in do chizon sy ap forex ky membar ban sakty hain to mutlub ap ky pas agr 10000 ropy hon to ap forex joain kar sakty hain or is ky ilawa rahi trading karny wali bat to us main ap ki ponch hy chahin to ap lakhon karodon sy shuroe kar lein woh hy ap ki jeb ka sath or agr chahin to hazaron sy shuroe kar lin woh hy ap ki marzi ki bat han jetna paisa lgaen gy utna hi zeyada naffah kmaen gy or jetny kum paisy lagaen gy utna hi kum naffah kmaen gy to yeh har bandy ki apni taqat or jeib ka sath hy jo jetna khurch kary ga utna hi hasel kar ly ga
        • #19 Collapse

          Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

          asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon forex trading main ap ko successful hony k ley bary account ya pasun ki zarort Ni hoi ha balky ap ko knowledge or experience ki zarort hoti ha jis sy ap ache trading Kar k ache earning kar sakty han is k ley demo account best jis sy ap ko knowledge or experience hasil hita ha or wo b risk free loss ka dar ni hota ha forex trading duniya best online business ha is learning k bayar ni karna chae ha pehly jtna ho sakta ha practice karny ta k ap ka knowledge or experience ziada ho ap ache trading Kar saken or earning kar saken or life behtar guzar sakeny forex trading best business ha is learning k bagar kabi na karny
          • #20 Collapse

            Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

            Ji han ap nay bikul thek sawal kia keh Forex kay liay kitni raqam honi chahiay? Forex kay liay raqam ka hisab trader kay knowledge aor experience kay mutabiq hota hay yehni jitna trader ka knowledge hay utni hi trading kay liay usay raqam darkar hini chahiay wasy Forex kay liay kam az kam 15$ honay chayiay kun kay agar trading main loss hota hay to trader iasay asani say bardaxat kar sakta hay aor is loss ko apni mehnat aor knowledge say recover kar sakta hay agar trader ziada raqam lagay ga to loss bhi ziada ho sakta hay jis say trader ko loss recover karnay main boht mushkil pesh a sakti hay lakin agar trader bohat hi ziada tajarba kar hay aor Forex karna achi taran janta hay to woh ziada say ziada raqm Forex main laga kar bohat ziada profit hasil kar sakta hay. Wasay to baz trader bonus say hi trading start kar letay han aor un ko Forex kay liay kisi raqam ki zarorat hi nahen parti.
            • #21 Collapse

              Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

              Forex to aisa zabardast business hay jo kay personal investment kay baghair bhi start kiya ja sakta hay aur us ka sab say best platform Pak forex forum hay, is par posting kar kay bonus earn karen aur phr us ko trading main use kar kay dhair sara profit kamayen.Albatta agar ap ky pas apni personal investment hay to us ka to maza he apna hay aur us say bhi trading ke ja sakti hay.Rahi baat kay forex ko personal deposit say start karny liye kitni raqam ke zarurat hoti hay. Ye to ap ke financial condition aur ap ke tarjeehaat par depend karta hay aur ap ky knowledge aur ap kay experience aur ap ke skill par depend karta hay kay ap kitni investment afford kar sakty hain.
              • #22 Collapse

                Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                Forex trading business mein real account mein trading karne k liye investment ki zaroorat hoti hy aur real account mein investment karne k liye zaroori hy k hum forex trading business ki achi learning knewledge aur experience hasil karain aur demo account par ziada se ziada practice karain aur acha experience hasil karain kiok knewledge aur experience k baghair forex trading business mein kaamyaab nhi ho saktay aur forex trading business mein investment karne k liye hum ko apne knewledge aur experience k hisaab se investment karni cahaiye aur agr forex trading business mein acha knewledge aur experience hasil Hy aur market ko samjh saktay han aur achy analysis kar saktay han aur emotional trading aur greed se Bach saktay han tu ap forex trading business mein ziada investment kar k acha profit earn kar saktay han aur agr knewledge aur experience Kam hota hy aur demo account par practice bhi Kam Hy tu phr Kam investment karni cahaiye kiok forex trading business is traha ka business hy k agr is mein profit ziada hota hy tu loss bhi ziada hota hy kiok forex trading business Aik risky business Hy profit ziada hy tu loss bhi ziada hota hy aur agr knewledge aur experience Kam Hy tu ziada investment bhi loss kar saktay han aur agr knewledge aur experience ziada hota hy aur market ko samjh saktay han tu Kam investment kar k bhi ziada earning kar saktay han is liye investment apne knewledge aur experience k hisaab se karni cahaiye
                • #23 Collapse

                  Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                  apne bht achi or informative post ki hai ....jo k new members k ly bht faiday mand hai..

                  hamy or mere jesay new members ko trading krny me bht faida hu ga ..ji bilku kisi b kisam ki

                  trading krny k ly hamy market ka analysis bht zarori hai investment b soch samjh k e krna chahiay.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                    Forex trading business mai traders ko bohat si baato ka khayaal rakhna parta hai. Forex trading mai trader ko apnay account balance kay barey main bohat concern hota hai. Jitna account balance acha hoga utna he trading achi hogi kiyu kay traders hamesha account balance kay ser pay he trading ker patey hain. Forex traders kay liye achay account balance say muraad yeh nahi hoti kay 1000 ya 2000 dollars bulkay acha balance 100 $ bhi ho sakta hain. Forex trading kernay kay liye learning, knowledge aur experience ka hona bohat zaruri hai kiyu kay balance acha honay say ziada behtar hai kay experience acha ho takay small balance say bhi achi trading ki jaa sakey aur achi earning haasil ki jaa sakey kiyu kay asal target achi earning he hota hai.

                    Personal investment account kay liye pehli investment 500$ aik achi aur aisi investment hai jiss say apnay account ko acha start Dia jaa sakta hai. Uss balance say safe aur secure earning ker kay apnay balance ko barhaya jaa sakta hai. Jab aik acha account balance bann jaey tou uss kay baad withdraw ki taraf Jana chaiye
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                      forex ke trading main experience or knowledge ke bad jo main chez hai who ap ke investment hai agr ap ke trading main experience ke sath invest achi hai tu ap success hain jese ap ne kaha ke market ka trend sell main hai or ham sell kr lete hain laken market up jana shuro ho jati hai tu ap tab hi bach sakte hain jab ap ke investment achi ho ge us time main ap log lose se bach sakte hain simple sa method hai trading ke liye ke agar ap ke pas 100$ hain tu volume 0.01 per rakhen or agar ap ke investment 200$ hai tu volume ap 0.02 per rakhen ese tara se chalte jaen tu ap trading main lose se bach sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                        G han Pakistan forex forum ak aysa busines system hy jis me hmain kisi kisum ki money investemnt ki rurat ni hotti jb k hmain es me sirf mehnutt ki and time investemnt ki zrurat hotti hy jitna hum mehnut k sath es me kam krain gay utna hi hmain zaida bonus milay ga or hmain zaida bonus sy trading me faida hotta hy or es sy hmain confident hasil hota hy
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                          porex py jitne raqam lagao utnee kam hai magar gabrayan nahi forex py raqam dalny k liaye apko forex form dia gya hai yeha ap daily posting kr k bonus kamayn or trade kryan
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                            Assalamu Alaikum dear friend ke liye koi bhi Rakh ki jarurat Nahin Hoti Forex ke liye bus mehnat ki jarurat hoti hai aur Forex form Mein knowledge or experience ki jarurat hoti hai agar hamare pass knowledge experience aur mehnat karne ke liye man Hota Hai To Ham product ko use karne mein Kamyab Ho Jaate Hain thanks
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                              Ji hain dear friends aap na bilkul teek kaha ka forex ma experience or knowledge ki bohat zyada zarurat hoti hain is ka bagar hum koi be kam nahi karsaktay or is mahnat ki be bohat value hoti hain forex ma hum km sa km investment sa start lay saktay hain is ma hum 10$ sa be start kar saktay hain or 200$ sa be start kar saktay hain lakin hummay itani investment karni hogi ka agar hummay loss be ho jay to hum us ko easly recover kar sakay or agar hum investment nahi kartay to hummay first apni mahnat sa kam karna hita ha or us ka through earning kani hoti hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex ka leye kitni raqam ki zrurat hai?

                                Forex trading ke liye aapke pass kam se kam aap ek Dala se bhi start kar sakte hain lekin start Mein koshish karen ki apni pocket se Kuchh money invest na Karen Kitna Mera experience has taught Mein pop Forex forum per Jyada posting Karke Jo bonus Milta Hai use se start karen aur A5 ka knowledgekit Karen Jab aap ka knowledge Kafi ho jaega aur Kafi knowledge gain kar lenge to Uske bad aap aap apni pocket se Paisa invest kar sakte hain lekin Pak Forex forum Pakistan mein ek Achcha platform hai is a weekly basis per Jo bonus lete hain start Mein Mere Khyal Mein Usi se aap trading start karen aur trading $1 se bhi start ho sakti hai aur Jaise Jaise aap senior bante Jaaye tab aap Upar Badi trading Karen yah Badi trade lagaen start mein aap ek Dal Do Dala se be start kar sakte hain Shukriya

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X