Kiya Pak Forex main thread ENGLISH main kerna DRUST huga<>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yes, there is no problem, you can even start a thread in English as well you can also comments in English. There is not any restriction about this.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g brother pak forex ma ap jawab english ma kara ya urdu ma 2no ma ma chal jata hai as ke koye limit nhe ka ap urdu ma kara ya english ma kara
      • #93 Collapse

        jee bulkhul app yaha kohi bhi lang bol saktay ho urdu bhi or english bhi ya kohi limitation nahi hai or app freely kam bhi kar saktay ho
        • #94 Collapse

          yeah! brother mera ya kehna k forex walon ko chaye k jitni threads hain un ko urdu ma show karni chaye qu bhot sy logon ko english kam samjh ati hai so agar urdu ma threads hon tw sab ko asaani sy thread ko samjh saken or easily posting kar saken
          • #95 Collapse

            je ehy sir ma apki baat pay agree krta ho sir ham kasi bhi tarh say thread post kr skaty hy lakin ma apko yahi kaho ga kay hamay urdu ma therad post krni chahiye qk agar ham thread urdu ma post krty hy ot saro ko asni hoti hy posting krnay ma
            • #96 Collapse

              g bilkul ap pak forex forum ma english ma b posting kar saktay ha is baat ki koi problem nai ha ap be fikar ho k english ma post karay
              • #97 Collapse

                Dear you are allowed to make the reply of your thread in the both language in the English and urdu. There is much more better to give the reply in your own world. If you give the properly reply in the English or urdu you can make the good reply in this language and this is very good. Always choice the language which is easy to write for you and you have a good knowledge of words in it
                • #98 Collapse

                  Yes in pakistani forex forum all tradres must should to post their comments in proper english, it has been observed that some traders are posted their comments in urdu or roman urdu, traders must should to avoid this and post their comments as per following of international standard.
                   
                  • #99 Collapse

                    vhai i think forex main english main ya urdu main jis marzi main post ki jae koi fark nahi perta laikin mere khayal se forex main hum ager urdu main post karain for you to boht bahter hoga is usually se boht se logo ko faida hota hai jin ko english amin nahi likhni ati
                    • #100 Collapse

                      Bilkul English main thread karna bilkul durst ho ga aur ye two options hain. English aur Urdu in dono main kar sakte hain hum posting aur is tarah se acha bonus create kar sakte hain.
                      • #101 Collapse

                        dear ye apk apne oper depend karta hay aghar apko english sahi aati hay to ap english main posts karen warna apk liay ye saholat hay k ap urdu main posts kar skte ahin.
                        • #102 Collapse

                          Mere khYal se pakistan foroum me urdu lekna hee teek rahega kioke yaha par sab loog urdu jante hai bahot kam log ese hai jo english sahi tara s jante hai es liye hame yaha par urdu me lekna chahiye.
                          • #103 Collapse

                            Dear me ap ky bat se agree ho ka yeh forum pakistan ka forum hai aur is me threads urdu me karna chahy . Is bat par forum me koi pabandi nahi hai aur ap english aur urdu dono me threads post kar sakty ho aur reply kar sakty ho .
                            • #104 Collapse

                              han ap kar sakte hain lekin english main thoda mushkil hota hai ap urdu main hi karen thread yahan per jinte bhi users work karte hain vo urdu main posts karte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                G han hm is forum par english me bhi thread ko post kar sakty hain lakin zyada behtr ha k hm urdu me thread post karen kyun k urdu har kisi ko smjh a jati ha lakin english kisi kisi ko ati ha isi liye zyada behtr ha k is forum me english thread post karen hm..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X