Kiya Pak Forex main thread ENGLISH main kerna DRUST huga<>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai pak forum per hamain chahiye k ham apni urdu zuban mein thread post karain taa k read karne wale ko faida ho aur vo hamari thread se knowledge gain kar sakay. agar ham english mein thread post karain gay tau kaafi members ko thread samajh mein nahi aye gi is liye meri nazar mein aisi thread ka koi faida nahi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Year dear aap chaho to english main bhi thread post kar saktty ho is main koi restrictions nahin hain urdu main agar thread post karen to boht achi baat hogi q kay ye aik urdu forum hai aur is py urdu main thread post karengay to ziada behter hoga janab
      • #63 Collapse

        mere khayal main agar hum thread english ki bajae urdu main den to bahut behter hy kun k forex pe bahut se ase log bhi hun ge jo english ko na samajte hun is lie thread urdu meain daina chahye ta k har ksi ko thread ki achi trah samj k reply kar saken han lekin agar thread urdu meain ho ya english main ho is se koi khs fark nahi parta
        • #64 Collapse

          dear it is depend on you that how you want to do the post if you will do the post in the English then do it it is the not any kind of the matter ,otherwise if you want to post in the Urdue then you can post it is on you
           
          • #65 Collapse

            english main ya urdu main jis marzi mainfprm urdu main hi banya gya hai bhai esi leye bhai es main say urdu main postng kary bhai na kay english main post ki jae koi fark nahi baaz ukaat itni mushkil threads huti hain jinhe log belkul reply bhe nhi kerte,Forex 1 esa business hai jis main har qasam k log trading kar rahy hai kai log is main English main posts karty hain or kai log Urdu main
            • #66 Collapse

              I am a news trader and i am not using indicators because i can earn some good amount from news trading. and news trading is very good from indicators because if you will follow to news.i think that we should not try to leave the FOREX because of the losses...BUT we should try to get the maximum learning of it...So we could be the experienced trader
              • #67 Collapse

                ji haan bhai yai to aap per depand kartaa hai kay aap thrad english mai karen ya urdu mai karen aap ko jis zubaan mai bhi thek lagtaa hai aap os mai post kar saktay hain or zyadaa tar to aap wohi zubaan use karen jis mai aapko asaani ho
                • #68 Collapse

                  g ha bhi jee english ma krna durost hy hum ko is par kam krna cehy dill lg kar pher hum ko koi prob lam nhi ho sakty hy is par hum ko ya bohat se saholeat data hy
                  • #69 Collapse

                    nae daer forex kae pak forum pae english mae threed karna seh nae ha q ke kafi logo ki english week ho gi onhe es ko smjnae mae mushklat ka smna karna par skta ha
                    • #70 Collapse

                      yes bilkul ye humare apne watan ka pak forex he to yaha only urdu hi bolnni chaye q k english to her forex me hoti he yaha urdu honi chaye ha bich me chote mote word keh sakte ho ap englis hke jese me ne uper word kaha he is tarha
                      • #71 Collapse

                        Aksar log mainy dekha hai es main engls main postng karty hain jo kay rules kay khalf hota hai wo phir bhi es main english main post kar rahy hoty hain bhai main yehi khna chta hn ye fprm urdu main hi banya gya hai bhai esi leye bhai es main say urdu main postng kary bhai na kay english main
                        • #72 Collapse

                          mera b yhi kyal hai k yeh aik urdu forum hai is lehaz sy threads b urdu men hi honi chye.jesy k agr koi forum english men ho to us men hm urdu use ni kr skty isi terhan urdu forum ka b yhi rule hona chye k urdu men hi her bat ho.
                          • #73 Collapse

                            Jee bhai jaan is mein koi problem nahi hai chahy post ya thread English mein ho ya Urdu mein hmara maqsad baat dosron ko samjhana ya btana hai is mein koi harj nahi jaisy ap chahaen kar sakty hain
                            • #74 Collapse

                              Assalam o alaikum.. affirmative you're right i accept as true with this threads knockout urdu might he post kerna zyada behter hy taakay har koi he reply ker sakay ya ager thread English might he post kerni hy to please try and use simple and intelligible English words..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                ap forex forum ma english ma b post kar sakte hain lakin agar ap urdu ma karian too zeda best ha q k pakistan ma zeda tar log urdu ko samjate hain is lia agar ap urdu ma post karian too ma nai samjata k log ap ko post ko like na karian or is par amal na karian faraq sirf ya ha k yaha par zeda tar log urdu ma hi kam ko pasand karte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X