Kiya Pak Forex main thread ENGLISH main kerna DRUST huga<>
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    janab ya pak forum ki quality han k hum is ma urdu or english dono ma hi thread ker sakty han or ya bohat acha ha hamary lia is ma koe language ki pabandi nhi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      waisay to pakistan forex forum mai to ap urdu aur english both languages mai postings kar sakty hain magar apki bat sahe hay urdu language mai postings karny se har kisi ko samajny mai asani rahy gi
      • #48 Collapse

        dear es main koi fix nai hai ap urdu main karo post ya englishs main its juust upon you jis main apko beher lagy usi main karni chaey forex main apko jo langvege sahi sy ati ho usi main posting kar lani chaey
        • #49 Collapse

          G han yeh pa forex forum hy es es ma ap agr chaen to english use kren ya phr urdu es say koi frq ni parta han aik bat hy k zida tr thread urdu ma he aty hen hen un ka rply b urdu ma he kia jata hy aur kuch log english ma b thread dety aur rply krty hen yeh ap par hy k ap jis trah pasand krty hen
          • #50 Collapse

            Dear aap ny boht acha thread kya hai or boht achi call ki hai ky urdu mai hi thread or post honi chahya . mai aap ki iss baat sy 100 percent agree karta ho . yhh pakistani forex forum hai or yhh hamay aisi facility dyta hai ky hum iss ko urdu mai bhi type kar skty hai . jo ky mai smjhta ho aik trha sy bari opportunity hai wo jin ko english nhi atti ho . yhh english ko kmm smjhty ho . mai khud bhi personally yhi bolo ga ky humay pakistan forex forum mai urdu mai thread or posting krni chahya .
            • #51 Collapse

              g bahi han aap ka swal boht hi acha lga forex trading my agr hm posting inglsh my kry to bo thik hay ag narmal triky sy kry to bi bhtar hay lekin posting aap ki achi honi chahiay wo inglsh my ho ya narmal ho aap ki posting ashi honi zrori hay wsy to forex inglsh my hi behtar hay
              • #52 Collapse

                boht say logo ko eng thek say samajh nahi ati achi baat hay k thred urdu main ho or answer iska ap jis langug mian dayna cahay ap day saktay magar apki baat aglay banday ko samjh ania chaye aysi wording use karni chahy
                • #53 Collapse

                  is mn hm English mn b kr sakty hain or Urdu mn b behtar ho ga ap sab Urdu mn karein ta k jinko English samjh nai ati ha unko b apki bat samjh asky is liye ye b ap k oper depend karta ha k ap kitni asaani se apni bat oroun tK PHNCHA SAKTY HAIN
                  • #54 Collapse

                    g bilkuk hum einglish me thread kr skte hen aur ye sub se behter he han thori unko mushkil hoti he jin ki ennlish thori wek he but it is no prblem ager humurdu me bhi hread open ya reply kren to koi humen rokne wala nhi he
                    • #55 Collapse

                      dear ap english mai b use kr skty ho but urdu is best
                      • #56 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hamdani پيغام ديکھيے
                        Assalam.o.Alikum Meray khayal may thread agar urdu may karan to bathar hay kun kay zada thar log english sahi nahi samjtay is leya urdu may bohta acha hay
                        g ha forex mai hum english mai b possting kar sakte hai liken mare kahyal mai urdu bhot best hai q k har insan english nai janta hai forex mai hum urdu mai ya english mai jis mai hamri marzi hai posting kar sakte hai muje to urdu mai posting karne ka easy lagta hai
                        • #57 Collapse

                          jee han bilkul. aap apna thread english main bhi post kar saktay hain. zaroori nahi ke aap roman urdu main hi post karein. agar aap ki english achi hai to aap apni posts english main bhi kar saktay hain.
                          • #58 Collapse

                            pakistan ma to maray khial sa fourm pa posting urdu ma ki ja sakti hy kiu k pakistan ma ziada language urdu hi boltay hy koi hoga jo english ma karta hy ga bahar hal ap urdu ma posting kar saktay hy is ka koi masla nai
                            • #59 Collapse

                              my dear brother main ic bat say agree krata hon kay forex trading business main traidng kernay kay liya ap ko thread english main he kerni chiya. kun kay ic say ap ka experience knowldge or pratice improve ho ge. so be careful.....................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Pakistan forum es liy best forum hai k es ki thread Urdu main hai English main nahi hai jis ki waja sy har koi easily thread ko read b kar sakta hai or os ka reply b kar sakta hai or posting ki speed b achi hoti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X