Daily average movement per trade adjust karain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Daily average movement per trade adjust karain
    Aap jis pair mein trade karna chah rahay hain tou aik baat ko mind mein rakhain kay woh pair kitni movement ker chuka hai aur kitni mazeed movement ker sakta hai jaise agar aap EURUSD pae trade karna chah rahay hain aur woh 80% movement ker chuka hai tou aap uss pae trade na lagain balkay kisi aisay pair pae trade lagain jo kam sae kam 50% sae zayada move na ker chuka ho ta kay aap ki trade apnay trend mein ja kay TP ko hit karay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul hamen koi bhi trade lene se pehlay ye zaruri hai k ham kissi bhi pair ki everge movement nikal lia llren ta k ham uss pair ki movement k motabiq hi apni trades ko open lr saken
    Jab ham kissi pair ki everge movement nikaal lete hain tab hamare liye iss pair pe trade ki adjustment kafi aasan ho jati hai isliye hamen koshish krni hai k ham apni trades ko behtar tor pe adjust kr saken aur apno trades ko better tareqe se run lr saken
    • #3 Collapse

      dear agar aysa hona start ho jaye tu yakeen maane ap boht kam waqt mai seekhne aur smjhne k bad forex trading business mai earning karne k kabil b ho jao gy aur sath sath mazeed acha earn karne ki zarort b osi waqt paish aaye gii jab ap smjho gy aur seekho gy lehaza ap mehnat karo ta k ap ko loss na ho aur ap jaldi aur achii eanring karo
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum dear members main aap logo ki baat karta hoon Hame and daily average movement of the market trading avail Karni hoti hai so that is ke liye aapko mystery in indicators mil sakte hain relative strength index moving average indicator daily moving average indicator Yeh aapko market ke baare mein Kafi acchi predictions provide kar sakte hain learning strong Karni Hogi picking power aapki Jyada Hogi to aap ko jaldi Cheez Hai understand karne mein kafiee help milegi
        • #5 Collapse

          Gee haan bhai aap nay bilkul theek kaha hai agar hum daily kay time frame chart per trading karain aur uss ki average movement per trade karain tou uss sad humain acha profit ho sakta hai aur loss kay chances bhi kam hotay hain aur iss kay lye zaroori hai kay aap apni trades mein calculations zaroor show kya karain
          • #6 Collapse

            Re: Daily average movement per trade adjust karain

            forex mai hamy daily market ke movement ko dahkna chahey hamy is ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum market mai run kar sakty hain or acha profit gain kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain
            • #7 Collapse

              Re: Daily average movement per trade adjust karain

              Ye bht achi bat ki ha bhai ap ne very informative ha.lagta ha ap aik experience trader haen mein bhi esi pe kaam krta hn daily average movement bht hi useful strategy ha aur kafi acha profit daiti ha.q k agr pair mein average poori ho ge tu hm us se faida ni utha paen ge aur trade next day pe aa jaye ge.es k lye ap ko early morning trade lagani hoge.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Daily average movement per trade adjust karain

                Bhai main aap ki iss post say mutafeeq hun kun k jab hum log iss per amal kerthy gain too iss say bahoot fayda hota hay oor jaldi hi aap ko bouns mal jaata hay oor noksaan honay ka indasha bi kam ho jaata hay.

                اب آن لائن

                Working...
                X