Slow and steady wins the race
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow and steady wins the race
    Dear friends
    Khas ker new members k liye. Ager hum rozana aik target tye ker lein k itni posts kerni hain. Aur rozana ka kaam roz kerein. To maheny mein bahut achi posts jama ho jain gi. Aur aik time mukhtas kerein training k liye. Aur us ki pabandi kerein.
    Thanks.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul sahi kaha me to issy role follow karta ho ku ke hamy andaza ho hai ke ager hum itny post daily kary ge hamary post ke tadad bohat ho jaye ge aur ager hum post ke quality achi kary ge to hamy achy khassy thanx bhi mil sakty hai
    • #3 Collapse

      dear traders ye bat bilkul thik hy hy khe slow and steady wins the race. ager ap ka account chota hy tu phrr ap chotti chotti trades lga ker thora thora profit bnain trade jub open krn tu lot size equity ko dakh kr lagain phrr ap ko faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Slow and steady wins the race

        forex mai hamy ache learning ky bad ahesta sy trading karne chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hota
        • #5 Collapse

          Re: Slow and steady wins the race

          G brother ap nay bht ashi example de ha forex main trading karny walay wahi kamyaab hoty hain jo daily ki bunyad pe posting karty hain ashay traders wahi hoty hain wo apny mind main ak plan bnaty hain ar phr usi plan ko hasil karny k liay mehnat karty hain bht sary traders daily ki bunyad pe posting nahi karty hain ak main ziada post krty hain phr kai din karty he nh hain so thore posting karo but karo daily
          • #6 Collapse

            Re: Slow and steady wins the race

            Boss jab ham forex mien slow kaam kerty hien tu haamin as mien feda mil jata h as lyee hamain as mien slow kaam kerna acha h jab ham as mien lalach kerty hien tu hamain a smien profit zayada n mil sakta h aur hamara account wash b ho jata h as lyee mien as mien her bar slow kaam karo ga aur as mien her cheezx ko dakh ker bad mien hi trade open karo ga.
            • #7 Collapse

              Re: Slow and steady wins the race

              Dear forum member apki baat theek hey forex trading main jaldbazi nhen kerni chaey keon keh jeldbazi main hum analysis ko bypass ker jaty hain jiski wajhan se trade loss main jati hey. Sakoon key sath analysis kia kerain aor trade open kia kerain loss key chances kem hoty hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Slow and steady wins the race

                اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
                Dear friends
                Khas ker new members k liye. Ager hum rozana aik target tye ker lein k itni posts kerni hain. Aur rozana ka kaam roz kerein. To maheny mein bahut achi posts jama ho jain gi. Aur aik time mukhtas kerein training k liye. Aur us ki pabandi kerein.
                Thanks.
                Assalamualaikum Forex trading Mein waise To Sab Ko Hai Sabar se kaam Lena chahiye Koi Khaas Karke Jo Hamare juniors hai yeah the new users hai Tumko Apne mind Mein Yeh Baat lazmi rakhni chahiye ke Ahista Ravi behtareen hikmat a Amli hi aur Agar juniors is Baat Ko samajh Le aur Sabar se kaam Le Tu Woh Billa Subah Forex main Prophet Haasil kar sakte hain Shukriya

                اب آن لائن

                Working...
                X