Forex main profit bnana asan nahi hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main profit bnana asan nahi hai
    Forex trading aik bohat ziada risky or difficult business hai is main profit bnana asan nahi hai is k liye traders ko bohat ziada hardworking krna hoti hai agar traders bna knowledge k trading krain gy to unko loss he hoga
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ji bhai ap ki bat 100% right hai forex main profit banana asan nahi hai bohat mehnat karni parti hai aur time dena parta hai mere khayal main esy asan banaya ja sakta hai agr ham esy apna aim banae aur apni poori mehnat se esy circulate Karen
    • #3 Collapse

      G friend ap bilkul thk kah rahy han k forex say profit hasil karna asan ni ha humy is bohat zayada hardwork or mehnat karni parti ha phr kahi ja k humy us ka profit milta ha agr humary pas knowledge ni ha toh hum trade kar rahy han toh humy loss hi ho ga
      • #4 Collapse

        Je haa apki baat bilkul sahi hai Pakistan forex aik hard working online platform hai jiss se ham sari month mehnat karty hai aur uss ka phal hamy aik acha khassa bonus se milta hai ager hum aur zyada mehnat kary aur market ka jaiza lete rahy to hamy pta chalta rahy ga ke market kiss side move kary ga aur kiss trade kary to hamy profit ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

          forex mai hum kam karty hain or acha bonus earn karty hain hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market k rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

            Assalamualaikum Ja Sake Hum Jante Hain Forex online trading business bahut hi accha source of income hai Magar yeah bahut hi jyada Mushkil aur risky bhi hai isliye Forex market Mein account open karne se pahle Forex ki Mukammal maloomat aur experience car owner bahut jaroori hai.
            • #7 Collapse

              Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

              Yeh bat ap ki theek hai k forex mien jab hum log kam kerty hien tu hamain as mien aa ker profit banana asan na hota hai jab hum as mien aa ker hard work kerty hien or as mien dil say kam kerty hien tu ham as mien earning hasil ker sakty hien aur aik behtreen trader bee ban sakty hien es lye hamain as mien achy say kam kerna hota hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                G jnab ap na tek kaha ha k forex trading main profit bnana koi itna san kam nhn ha laikin agr ap iss kam main experienceced hain ap ko trading ka knowledge ha tu tab ja k ap acha profit kama skta hain alaikin ap ziada earning tak he kama skta hain jab ap mehnat krta hain bgair mehnat k ap ko ziada earning nhn mil skte so earning in forex trading iss not too much easy
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                  Forex trading business agr acha profitable business hy tu forex trading business aik risky business bhi hy forex trading business mein profit earn Karna buht mushkil hy aur profit earn karne k liye mehnat aur hardwork karna parta hy mehnat aur hardwork kar learning knewledge aur experience hasil karna parta hy learning knewledge aur experience ho tu hi profit earn Kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                    Forex trading aik bohat ziada risky or difficult business hai is main profit bnana asan nahi hai is k liye traders ko bohat ziada hardworking krna hoti hai agar traders bna knowledge k trading krain gy to unko loss he hoga
                    Assalam-u-alaikum ji bhai apne bilkul thk farmaya forex trading main profit hasil karna bohat hi zyada mushkil hai kiun k forex trading ek bohat hi zyada complicated or riski business yahan kab khn konsi movement ho jay iska koi idea nahi lga skta shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                      Ni aisa khna mere khyal see galat ho ga kyun ky koi bi kaam tab Tak mushkil hota hai jab Tak ap k pas us kaam ka koi knowledge koi experience na ho ek dfa jab AP US kaam ko krny ka irada kr Lyn to phr apko us kaam men interest hone lg jata hai jis se ap us kaam ko ek to jaldi seekh jaty Han dosra ap us kaam men bohat jald ache ho jaty Han profit gain krna mushkil niha forex men agar mehnat kren ge to the kaam apko sb see ziada easy lgy ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                        theak hey ke jo bhe as bussines me new ata hey to os ko bohat sare masle hote han and agr hum apne mind ko as pr rize kr lete han ke yahe bussines me ne karna hye and as pr he mj ko kamyab hona hye to as me phr mehnat and acha knowladge hasal krna and as ke mehnat krna hum start kr dete han as se hum day by day kamyabi ke tarf chalna start kr dete han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                          G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain hum is mein profit hasil karna aasan kam nahi hain apko is mein zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hainn apko is mein agar zada knowledge hain to ap is mein earn kar sakte hain apko is mein zada mehnat karni chahye tab ja kar ap is mein earn kars akte hain apko is mein zada knowledge hasil karna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                            Forex main trading kar k profit earn karna itna asan nahi ha forex ak aisa online business ha jis main profit k sath sath loss k bhi utna hi chance hota ha forex main trading k liay ap ko hard work experiance ar ashay knowledge ki zarort hoti ha ar second lalich ko kabhi apny mind main na any dainy lalich ap oo hmesha loss ki trf he lay jay ga forex main trading karny say pehaly ap ko market ka analysis larna bht zarori hota ha market ko analysis kiay bgair ap kabhi bhi ashi trading nahi kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main profit bnana asan nahi hai

                              g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai ke forex tadning main profit bana asan nahi hai as main ham ko bohat hi zyad mihnat karny ho gy tu hi ham a smiin profit bana sake gee as main ham ko chahiy hai kee ham as amin ache se kam kare aor dil se kam kar as main mihnat ho kar kam kare

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X