Verification rejected 3 time ! why

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear ap verfication k liye sub se phele all document ki soft copies apna pas rakhao jo k achi tarha scan hoi ho phr step by step us ko website par upload karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes friend now a days insta accounts ki verification bohat mushkil ho gae hae ap apna account verify karne k lea first level main id card notary public se attested karwa kar upload karain and second level main passport send karne se easily apna account verify karwa sakte han
      Kick Out All Spammers :mad:
      Insta Account Disabled By Antifraud Department ??
      Open My Thread And Read It !
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...tting-Disabled
      !!! PAKISTAN ZINDABAD !!!
      • #48 Collapse

        bhai apne account ki detail same nhai daali hogi kabhi kabhi esa hota hia ke ap detail same nahi dete hain forex trading mein verification kelye apke account ki detail apke document se alag hogi to apka form bar bar reject hota rahega...................
        • #49 Collapse

          my6 sdeear mere khiyaal mein agar ap ne durst documents upload kiye hai to ap k sath aisa nahi hona chahiye ap se zaroro koi mistake hoi ho gi jis ko insta waloon ne samj lia is liye ap correct document upload kro
          • #50 Collapse

            Brother verification level bohat he zaida easy hai , first level verification mein aap ko id card agr urdu mein hai tou un ki english translation kerwa ker notary se attest ker k upload kare aap ka first level complete ho jaye ga, or 2nd agr utilities bill upload ker rahe hai tou us ka address ap k id card k address se milta ho , ya wo bill aap k naam ho tab ja ker verify ho ga , otherwise bank statement hai tou wo upload ker dey first time mein ho jaye gi.
            • #51 Collapse

              bhai jan mere sath bhi aese ho rha hai mera bhi second verification level ruka hua hai 2 baar me bhi try kar chuka hon ab dekhta hon ke monday ko kia hota hai i hope ke is baar problem nahi ho gi and me apna account successfully verify kara lon ga .
              • #52 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: newfxboy1298 پيغام ديکھيے
                Dear instforex pe mene acount verification ke liye docs upload kiye 1st level passed hogya or jub 2nd level ke documents upload kiye to woh or 1st level ke documents Id card bhi rejected hogaye kuch din pehle mene 3rd times different document upload kiye lekin phir bhi rejectedho gaye please is problem mein meri help kro
                ap ki verification is liye bi reject ho jati ho gi ke us main koi gakti ho per ab ap us ki verfication na kar eaiyen balke ap new docounment ki verification kervayen
                • #53 Collapse

                  Mere bhi two times verification reject hue halankeh main ne English main translate bhi kar lia tha lekin phir bhi problem tha to in ki requirements ko fill karna parhta hai aur is tarah hum is account ko fully verified kar sakte hain.
                   
                  • #54 Collapse

                    Dear ager ap k passs passport hai to upload karo and bad mai bill adress k sath passpord and driving license and bill b attach karo qk ye last verfication main 3 documants require hothe hia jis k bad ap ka account verify ho jaye ga.
                    • #55 Collapse

                      verification process boht simple hai agr to aap k pass English ID hai to dono side high resolution pr scan kr k send karain aur 2nd verification main apni bank account statement scan kr k bhaij dain problem solve
                      • #56 Collapse

                        main nay bhi recently verification kay liye documents upload kiye hain , pehlay aik dafa reject ho chuukay hain. dua kar raha hon kay is baar accept ho jain wese client cabinet main sari tafseel pari hoi hay required documents ki.
                        • #57 Collapse

                          Asal main ziyada tar rejection in ki nic per hi hoti hia kun keh jab hum NIC ko translate karte hian to un kay miyar kay mutabiq nahi hota hai lekin hamain bar bar upload karna hota hota hai aur is tarah akhir kar accept ho jata hai.
                             
                          • #58 Collapse

                            dear brother........mere khayaal se eysa es lye b ho skta hai k ap jo b document upload kr rhy wo full hd result na ho ..........to dear apny documents ko hi result wali file upload kro ....
                            • #59 Collapse

                              g insta account ka verify bhot taf h es man ap asa kryn k ap apna id card ka pitcher la kr uload kryn scan na kryn or 2nd man ap apna name ka bill jo bhe ho os ka bhe la kr pitcher upload kryn ap ka account approved ho jya g
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                i think ap ka doucments complate nahi ho gaye ja pher ap na doucmants ko scan sahi trah sa nahi kayea ho ga un main koi masla ho ga ap apne douccmants aur account ki detail check kar laye wo to same hain is waja sa be account verify nahi hota hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X