bhai apki bat shia hai forex trading main news ki boht ahmiyat hai q k har news ka asar forex market par parhta hai jis ki wajah se hmain loss or profit bhi hota hai tu hmary liye zaorori hai k hum apni trdaing arny se pahly har news ko achi trah se chek kar k update kar k trdaing karen ta k hmain market main koi moving na mily hjub hum trading karen
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим