Account Wash honi ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Account Wash honi ki waja
    Dear all forex members main ap say yeh pochna chata houn keh hamra forex account wash qn ho jata hay or os ko keysy roka ja sakta hy
    Es k elawa agr hmara account wash ho jay to keysy recover keya ja sakta hy
    Please help me on this point
    All The Best Dear Friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AcoAcco wash hone ke kafi wajkhaath hay for example agar aap copy past kartay hay tho os yaa agar aap rules ko follow nahe karthay lekin in sab baathon Ka Hal ye hay ke Google par forex trading k baaray may buhut see maalomath mojood hay os ko padhna chaheay
    • #3 Collapse

      Dear baat ya hay k forex trading account k wash hona ki bhot si waja hain iss main ya hay k aap trade ki lot money managment k hasab sa laga hain yani aap money managment lazmi karna aur lot ko koshah karan k choti sa choti ho us sa aap ko profit tu kam mila ga lakan sath he ager lose ho gaya tu wo be kam ho ga jab be aap trade open karan stop lose lazmi set karan tak ja trade lose main ja hay tu account wash hona sa bach ja hay
      • #4 Collapse

        Dear account wash hone ki sab se bari waja ye hai k hamara balance kam hota hai aur ham bari volume ki trade lagana shoro kar dete hain jesa k 100$ k account main 1lot ki trade lagana to ye khamian hoti hain aksar jis ki waja se account wash ho jata hai aur is se bachna hai to balance k hisaab se kam volume ki trade lagani chahiye
        • #5 Collapse

          Forex main account wash hony ki bohat c reasons hain jin main say commom risk management achi na hona impatience big lot size use karna stop loss ko put na karna ye sab chezain hamain loss ki taraf lead karti hain jis say account wash hota hai hamain in sab say avoid karna chahiye.
          • #6 Collapse

            forex tradign mien jab bee hamara account wash hota hai to es ki sab say main reason yeh hai k hum es mien aa ker greed kerty hein or greed ki waja say hum market ko theek say samjh na paty hien jis say hamain loss ho jata hai or yeh loss etna hota hai k hamara account wash ho jata hai.
            • #7 Collapse

              Dear forex me account wash hne ki waja ze ha k ap money managment k rule ko follow ni krte baz oqat ap lalch krte ha aksr ap ko forex ka ilam ni hota or ap bgair experience k market me entry late ha jis ki waja se loss hota aksr ap ko knowledge to hota lkin demo pr practice ni krte
              • #8 Collapse

                Dosto forex trading ma ap ka account tb wash hota hy jb ap ny sai trha sy money ko manage na kia hy or aisy trade lga di ho to aisy ap ko loss ho jta hy to es sy ap ka account wash ho skta hy or agr ap ny jaldbazi sy koe trade lga di hy to aisy b ap ka account wash ho skta hy
                • #9 Collapse

                  Asal main jun hum yahan posts karty hain us k badly main humy bonus milta hai jis k upar hum trading karty hain aur woi bonus hota hai jisy hum ny use karna hota hai agr hum ziada baari lot laga lain gay ya phir lot stop nhe karyen gay to hum ziada loss main chaly jayen gay aur hmara bonus minus hona shuru ho jay ga aur wo karty karty wash ho jay ga phir ap trading us month nhe kar payen gay us k ly zaruri hai k ap sath sath apna bonus recover karyen profit k zariye ya phir ap ziada baari lot na lagayen k nuksan na ho
                  • #10 Collapse

                    dear ham sab jantay hain k forex bahut he easy aur bahut he hard business hay jis main hamain earnin k sath lose baray lose ka bhi khatra hota hay hamain forex k business ko apnay knowledge say karna chaye agar ham sab is k rules ko follow nai kartay hain to hamain kabhi bhi is main success nai milay gi aur hamaray andar lalach ajayega us lalach k zariye hamara acount aik din zarur washed ho jayega so hamain is main bari care k sath kaam karna chaye jis say hamara account bhi washed na ho aur hamain earning bhi hoti rahay.
                    • #11 Collapse

                      Insta forex ka bonus account tab hi wash hota hy jab ap koi mistake kartay han is mein jald bazi mein trade open karna money management na karna emotional ho kar trading karna aur ziada risk se trading karna is traha bonus account wash ho sakta hy aur agr Wash ho jata hy tu account mein planning se trading kar k ap apne loss ko recover kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        friends account wash ho nay ki jo waja mara sat hohe hay who to juld bazi hay wasay jo waja hay who mara khyaal main to 1) markit ko puri tharah say study na kerna 2) zaheen main bahot sara profit soch ker trade lana 3) lalach ker ka kaam kerna 4)aor juldi main kaam kerna ya who waja ho sakti hay jis say hummra account wash ho jana k chance bher jatay hain
                        • #13 Collapse

                          aik to dost humery pass knowledge kum hota hai forex ko hum achy say siekhty nahe hai our pher oper say hum us main greed k sath trade kerty hian jes ki wja say humen her month account wash ker dity hain ap ager through out money management k sath trade keren gay to pher humera account kabhe bhe wash nahe hhoo ga
                          • #14 Collapse

                            Ji bro account wash hone ki sab se bari waja ye hai ke ham forex ke rule follow nahi karte jese ke kisi ke post ko copy pest krna ya phr zada kamai ke chakkar main ham itna loss kar dete hain apna ke peche account main balence na hone ke jitna bach jata hai aur phr hamara account wash ho jata hai to en cheezon se bachna bohat zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex mai jab hum trading karty howe koi galti karty hain ya hamara deposit km ho jata hain to hamara account wash ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota loss ko avoid karny ky liye hamy apne galtiyo py gur karty howe kam karna ho ga pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain or yai kabe be band nahi ho sakta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X