Anylsis ka kamyab na hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Anylsis ka kamyab na hona
    Brothers trading m Anylsis k begair guzar ni a lekan lekan ehsa b hota a hum anylsis b karty hain lekan humy zaida tr loss he hota a to Ap Kia smjty hain agr Anylsis fail o rhy hain to Kia Kia jay ta k ainda hum loss m na jay
    Aur kesy Apny Anylsis ko strong bnaya ja skta a
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear baz aoqaat hamare analysis fundamental ki waja se bhi fail ho jate hain but jab ham continue apne analysis ki waja se loss kr khe hote hain to iska matlab hai k hamare analysis theak nhi hain iss se ye sabit hota hai k hamara experience kam hai aur ham achi tarah se market ko analyse issi liye nhi kr pa rhe hain
    • #3 Collapse

      Dear analysis ki base par he kamyab aur achi trading ki ja sakti hai ap up ya down values ka analysis karny k bad he apni value set karty hain aur yeh zaruri nhe hota hai k ap ny jo analysed kiya hai same waisa he ho ga us sy kaam bi ho sakta hai aur ziada bi ho sakta hai agr ap ziada tar loss main ja rahy hain to phir ap sahe tarha analyse nhe kar pa rahy hain ap ko kisi sy madad laini chaye kisi sy samjny k ly
      • #4 Collapse

        Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading main hamain annaylisis jo hotay hai.
        Hanary technical ya fundamental analysis karnay main daily chart per Annaylis karnay chiay daily time frame per jo ham trading kartay hain.
        Hamain apnay insta forex bonus account per trading mai. Kisi kisam ka koi bhi loss honay ka khadsha nahi ho sakta.
        • #5 Collapse

          ap jub bhi analuse karain to apny hi mind main aik graph bana ly k agar markete yaha tak gayi is tym tak to is main main loss nahi karun ga aur usi planing k sath chaly lekin analys blkl hi achy sy karain ap kamyab hungy. thanks
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            sub se bri waja hy experience hum mehnat kerty ni hen or chahty hen 1 dim me he ameer ho jain jese jese experience berhta hy analysis thek ho jaty hen
            • #7 Collapse

              Ap trading ki analysis market ke basis pe karte ho to aap ko pehle market ko analysis karna bohat zaroori hai kyun ke bina market ki maloomat ke aap ko kabhi bhi ek proper analysis nahi haasil nahi ho sakti hai iss liye aap koshish kro trading study ko ache se dekho learning kro strategies and analysis pehle demo account main check kro practice kro then aap usko amal main laao live trading main.
              • #8 Collapse

                Dear apki trade apny analysis ki waja say loss main jati hay analysis ka darost na hony ki waja apka kam knowledge or kam experience hota hy es ly lay apko chay kh instaforex ka knowledge zeyada sy zeyada hasal keya jo or demo account par trade sy apna experience barhaya jay or market ky up down pr nazar rakhi jay ken wajohat pr eysa hota hy jb apko market ki achy say samj a gai to apko loss nahi hoga inshallah
                All The Best Dear Friends
                • #9 Collapse

                  jab hum forex mai bager learning ky analysis ko use karty hain to hamy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota agar hum forex mai kamyab hona chatey hain to hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe or analysis ko use karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    dear analyses aap tb he achy bna skty hain jb aap k pass experience hoga to agir aap forex k bary janty nhai aap k pass forex ka koi knowledge nhai to phir aap analyses krty hain to aap ko loss he hoga agir aap k pass knowledge nhai to aap khod analyses na krin ksi trader k analyses ko fallow kr lua krin
                    Removed by Moderator
                    • #11 Collapse

                      wasay hota ye hay agar aap kay analysis aik dafa khrab hojaen iska matlab ye nahi hota kay again loss hoga again analysis theek na
                      hon aap ko dekhna chaiye agar regular base pe analysis theek nahi tou fundamental zor bohat hay market mei ya phr aap kay analysis
                      sahe tarah ho nahi rahay aap ki kahin na kahin koi mistake hay jiski wajah se analysis mei masla araha hay..
                      • #12 Collapse

                        forex trading main analysis ko bahtr use na karny ki sub se bari wjah hmara lake of knowledge hai jis ki wjah se hum apni trading ko bahtr tariky se nahi kar aty hain es liye hmary liye zarri hai k hum apni trading ko aghr bahtr tariky se karna chahty hain tu hum apni trading main achi traha se analyis kar k trading karen knowledge k su apk liye asan ho jta hai analysis karna
                        • #13 Collapse

                          Re: Anylsis ka kamyab na hona

                          forex mai agar hamary analysis kamyab na ho to hamy isy review karna chahey in ke 3 types hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain or yai pakistan mai be legal ban cuka hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                          • #14 Collapse

                            Re: Anylsis ka kamyab na hona

                            forex mai analysis ke bohat ahmeyat hain hamy in ko use kar ky kam karna chahey hamy inhy weekend py learn karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Anylsis ka kamyab na hona

                              forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy hamy analysis ko use karna chahey analysis ke forex mai bohat ahmeyat hain hamy kabe be inhy ignore nahi karna chahey forex aik real or kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X