Behtreen market analysis key bad be loss ka ho jana

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Behtreen market analysis key bad be loss ka ho jana
    Expert traders market ka acha expernice rakty hey aur esy hi 1 expert trader key trade ko me ne copy be kia, apni behtreen market analyzing key bad be es trade me loss ho gia to es ko ham kia name den gey?

    mery khayal me ye luck hi hota hay key market key behtreen analyzing key bawajood be trades big loss aur us key bad account wash ki taraf chaly jaty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Amoomi taor pr aisa hota nai he k chart ko follow kia jay aor analyse bhi achy se kren aor phir bhi loss ho magr q k ye trading he is me baz dafa kam ullat bhi parr jat he , to aisy moqon pr loss bachny k liy safe trading krni chahiy, aisa krny se account wash nai hoga kam az kam trading stop to nai hogi na,
    • #3 Collapse

      Dear aapke analysis jitni Marzi best Ho Jaaye forex market main aap ko pata hona chahiye ki aapko forex market Mein loss or stop loss Hamesha aap ka hit hoga.
      Lekin aap Kya Leke stop loss hitting ki ratio Shayad less Ho Jaye Lekin aapko forex market Mein huge amount of losses Ka Saamna.
      Forex market main aap ko Maloom hona chahiye ke aapko stop loss weight Ho Gaya aapka take profit Limited Hoga apko Apne instaforex bonus account ke upar Kafi accha income Hasil ho sakta hai agar aap forex market me trading Karte Hain To.
      Aap ko pata hona chahiye Ke Jab aap forex market Mein trading karte hain to aapko long term trading Karni chahiye Apne instaforex bonus account se.
      Apko Jitna Marzi forex market mein experience Hasil ho jaye aur jitni Marzi aap ke best analysis Hoon aapko forex market Mein losses zaroor Honge
      • #4 Collapse

        Nahi bahi ye Luck nai hoti. Mery khyal se to Market me boht si Hide news b hoti hain jo k show nai hoti hain.jis waja se hmara analysis ulat daiti hain. Islye behatr yehi hai k hm Good analysis k sath sath Market k sudden changes k Imkanat ko b samny rakhe k agr koi hide news aa gai or market trend k against chli gai to hmari mansoba bndi kia hogi? Behtr hai Stop loss zaroor set kia jaey kisi b Unexpected changes se bachne k liye.
        • #5 Collapse

          Bilkul sahi kaha apny ager koi senior member trade lgata hai aur har cheez apky fever me ja rahi hote tab bhi apko lose ho jata hai mere trade lgana aur profit earn karna iss me luck ka bohat amal dakhal hota hai online business me 1min me bhi kaya plat kati hai
          • #6 Collapse

            Asal main forex par bnday ko jitna bi expierence ho jay na wo kam hai aur agr ap ki expert ko copy bi kar rahy hain na to zaruri nhe hai k agr us ny benefits lia hai to ap bi lo gay yeh hota hai k us daffa us tarha sy ziada munafah aya ho ap jb waisi stragty istmal karo to ap ko nuksan ho jay yeh to trading ka asool hai kbi nuksan ho jata hai aur kbi faida ho jata yeh to apni kismat par bi hai aur dusra market ka kuch pata nhe hota k kahan tak punchsy
            • #7 Collapse

              Aksar aisa bhi hota hai kay ap market ko achi tara analyse karty hain aur ap ko good trade bhi milti hai lekin phr bhi loss hota hai ya ap experts ko copy bhi kar lain to loss hota hai aisa is waja say hota hai ham trade karty waqt uski management nahi karty ham volume size position levels ko check nahi karty risk manage nahi karty jis say loss ho jata hai kiyun kay experts apni trades apni strategy se manage kar lety hain ham ye mistake kar dety hain is liye un ko copy na karain ap khud apni trades khud k analysis say karain aur apni mistakes ko door karain.
              • #8 Collapse

                insan jo bhi kam karta hai us main uska luck agar sath nahi dy gi to ap s main kamyab nahi ho paye gy. life main ap us waqt tak success haasil nhi kar sakty jab tak ap ka luck sath nahi dy ga. forex main bhi blkl isi tarha sy hota hai.
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  forex mai jab hum investment karty hain to jab market down ho jate hain to hamy loss ho jata hain or hamara sara paisa tabha ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy acha knowledge or experience hasial kar ky analysis ko use karty howe or market ky up down ko dahkty howe investment karne cahey pher he hum kamyab hon gy
                  • #10 Collapse

                    bhai forex trading main jub hum apny knowledge ka achi trah se use kar k trading karen tu hmain pher bhi lsos ho jata hai q k baz dafa humary sub he analysis achy hoty hain or hum khud bhi confident hoty hain trading main laken loss hmain market main trend k change hony se bhi ho jata hai es liye hmain har trah k point ko achi trah positivty k sath karna chahye ta k kuj bhi change na hos kay
                    • #11 Collapse

                      g dear forex market mn koi b chez 100% nhi hy kitna e bra trader kio na ho loss zror krwata hy sb analys glt hojaty hn kch hmari traders ki b gltian hoti hn kion money mngmnt ky sat nhi chlty planing nhi hy technical 20% hy baki 80% hmari planing displne emotions moneymngmnt hy in chzn ko add kr ky 100% bnya jata hy taky loss sy bcha jay is liy hmari trades kch loss mn chli jati hn
                      • #12 Collapse

                        Re: Behtreen market analysis key bad be loss ka ho jana

                        agar hum analysis ko use karty howe kam kary or market move kar ky down ho jy to hamy loss ho jata hain lain hamy is mai market ko balm nahi dena chahey hamy ache learning hasial kar ky confidence ky sat market ke movement ko dahk kar investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #13 Collapse

                          Re: Behtreen market analysis key bad be loss ka ho jana

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                          Expert traders market ka acha expernice rakty hey aur esy hi 1 expert trader key trade ko me ne copy be kia, apni behtreen market analyzing key bad be es trade me loss ho gia to es ko ham kia name den gey?

                          mery khayal me ye luck hi hota hay key market key behtreen analyzing key bawajood be trades big loss aur us key bad account wash ki taraf chaly jaty hey.
                          sometimes Aisa Bhi Hota Hai ke apne trading karne ke liye pura plan Bataye kaise banaya jata hai lekin aapko Phir Bhi Laut Ho Jata Hai Iski wajah se Hoti Hai Ke market Sabhi Baje volatile ho jati hai kis situation ke liye stop loss behtareen option hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Behtreen market analysis key bad be loss ka ho jana

                            bhai jesa k ap janty hain k business ka name jahan par ajay wahan ap ko profit k sath sath nuksan bhe karna parta hai ager ap nuksan nahi karen gay tu dosra bnda kesy earn kary ga asa he forex markeet main ju bhe traders ki investmnet hoti hai unhi say trader ko ko profit dia jata hai farz kro ap ko uss trade main loss ho hai aur koi asa trader ho ga jiss ko uss trade main profit hoa hoga es lay business pesa sirculation ka name hai es main ap ko nuksan bhe sath sath karna parta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Behtreen market analysis key bad be loss ka ho jana

                              Loss r profit to life ka hissa hy agr ap kisi ko copy kr ry hyn to ye ap ki galti hy q k ap apny ap ko kch nai smjhty. Ap ye smhty hyn k m nai kr skta kch b es leay ap dosru k analysis ko dykhty hyn. Jo bra trader hota hy wo trade lambi krta hy r money management k motabiq krta hy r agr loss ho ra ho to us ko handle krna aata hy. Bhai trades loss nai dati agr ap money management k sath chlyn to.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X