Trading main tension laina.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading main tension laina.
    Dear members forex trading main tention laina aisa he ha jaisa keh apny ghar ko khud apny hathon se aag lagana. Is lia trading ko relex aur cool mind se kren agr loss hi jaye to koi tension ki zaroorat ni khud ko mazboot banaen aur pareshan hony ki bajaye mehnat kren aur apna loss recover kren bas itni bat ko zehn pa sawar mat hony dain. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Tntion ham ko tradimg my nai lyni chiya hamy ayk hi bar soch smjh k aoni trade lga lyni chiya us k bad ham ko phr us ka tp our sl lga dyna chiya our ohr ham ko trade nai dykhni chiya jab tak hamar tp our sl hit nai ho jaty in my sy jab ayk hit ho jaye to phr ham ko market my dobara ghor krna chiya next trade k liya
    https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
    • #3 Collapse

      Trading Kay doran bohot ziada tension laina trading k liye acha sabit nai Hota hai . Ziada tension ke waja say emotions per control kafi ziada khatam ho ho jata hai jis ke waja say trading k liye analysis b mushkil ho jata ha aur trading Mai achi decision making nai Hoti jis ke waja say mazeed loss ho sakta hai .
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: rizwan5560 پيغام ديکھيے
        Dear members forex trading main tention laina aisa he ha jaisa keh apny ghar ko khud apny hathon se aag lagana. Is lia trading ko relex aur cool mind se kren agr loss hi jaye to koi tension ki zaroorat ni khud ko mazboot banaen aur pareshan hony ki bajaye mehnat kren aur apna loss recover kren bas itni bat ko zehn pa sawar mat hony dain. Thanks
        Credit score kabhi bhi tension le kar trading nahi karni chahiye Kyunki jump traders tension le kar trading Karte Hain To wo trading full concentration se nahi kar sakte aur unko loss ho jata hai
        • #5 Collapse

          G bhai forex ma teshion lana asha he jesy ap ny apna ghr khud he apny hatho sy kharb kya ha treading krty ap full fresh mint ky sth ap kry ap ky mint ma koi teshion nii honi chyie agr ap keai teshion ma treading kry gy to ap ka mind kahe or traf ho ga or ap ko loss bhi ho skta ha
          • #6 Collapse

            Agar kabi trade men loss ho jaye to tension nahin leni Q kis tarah apka loss to recover nahin ho ga lekin tension ki waja se apko mazeed loss ho sakta hai. Q k aesi surat men ap market ko thek tarah se analyse nahin kar saken gay aur mazeed loss ka shikar ho jaen gay
            • #7 Collapse

              G friend ap bilkul thk kah rahy han k trading laty waqt humy chaya k hum tension na lay or bilkul fresh or cool mind k sath trading kary agr loss ho b jata ha toh humy tension ni lani chaya
              • #8 Collapse

                Aap tradings me tabhi tention lete ho jub apko andaza na ho k market kiss side pe jaye ge hamy lose ho ga ya profit aisa tub he hota hai apka experience kam ho aur apka knowledge na hony ke brabar ho
                • #9 Collapse

                  dear ham is dunya main koi bhi business kartay hain to hamaray mined main ik sawal baar baar ata hay k kahin hamain is main lsoe na ho jaye aur is tention ko lay kar hamara agay barhana baut mushkil ho jata hay magar hamain aisa nai karna chaye forex aik bahut he acha online busness hay jis main hamain earning to hoti hay magar is main bahut tention hay agar ham is ki tntion ko door karangay tab he ham is main earning kar sakaingay so hamain is main achay knowledge say kaam karnay say is main earning hay aur aisay he is ki tention say ham bach sakaingay.
                  • #10 Collapse

                    Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han aur agr loss ho jata hy tu tension nhi laina cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur achi planning kar k aur achy analysis kar k ap apni trading ko behtaar kar saktay han
                    • #11 Collapse

                      forex mai trading karny ky liye hamy fresh mind ho ky kam karna ho ga q ky agar hum tension mai kam kary gy to hum kam sahe sy nahi kar py gy or hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain jab hum is mai kam karty hain to hamy is ka bonus dollars mai milta hain
                      • #12 Collapse

                        Ap nay bahut acha mashwra dia ha in fact yeh natural c bat ha jb trading men loss hota ha to tension hoti ha ab yeh har banday ki apni apni nature ha koi kam tension leta ha to koi ziyada. Lekin aik achay trader ko mazboot hona chaheay aur zra say loss pay tension nai leni chaheay. Jitna ho skay relax aur cool mind say trading krain.
                        • #13 Collapse

                          Ap ki bat bilkul theek hai bhai jan tension to trade main leni nahi chaiye kiyun ke jitni ap tension create Karen gay utna hi ap ko loss ka samna karna pare ga koshish Karen ke cool mind se aur sabar ke sath kaam lain
                          • #14 Collapse

                            Dear friend forex main trading k dora tentionbmat lain tention insan ko kha gath hy as leye relax aur fresh mind k sath tradinv karen loss ki slrat main ap mahnat ziada karen aur tentiln free hk kar apna loss recover karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex teading main tention temporary hoti hey ager analysis darust hon to. Ager koi trader tention leta hey to iska nuqsan usko khud hey is se trade per koi ferq nhen perny wala is liey tention free trade kerni chaey apni terf se achi terhran analysis kerain aor result Allah per chor dain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X