agar ap ko loss ho aur profit na ho to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #661 Collapse

    Dear agr mjhe is business me srf loss ho raha ho or mjhe is business me profit nah ho raha ho tu me is business me sbr se kam lon ga or loss hony ki wajah dhondoon ga ta k me is business me achy profit ki taraf jaa sakon or achi earning kr sakon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #662 Collapse

      dekhain jab aap ko loss ho raha ho aur profit na ho raha ho to is ka yeh matlab hy keh aap ki learning achi nahi hy aur aap market key trend ko nahi samjh pa rahay. Is condition main aap ko chaheye keh is ko achi tarah learn karain aur demo account main practice karain aur yeh practice jari rakhain, jab tak aap ko market ki samjh na aa jaye. Yeh aap ko ziada loss say bacha saktey hain.
       
      • #663 Collapse

        ager muje loss ho raha ho to mien tenshan mien aa jata tha lekin jub muje is baat ka pata chal jata ke markte profit ki janib b aye g to mien tenshan free ho jata so apko b tenshan nahi leni chahiye.
        • #664 Collapse

          Agar forex trading main apko continuously loss ho or profit bilkul bhi na ho to is ka matlab hai kay aap ko forex trading nahi aati or aesy time per aap ko koi or trade nahi kholni chahiye balkay aap ko tradi g stop kar kay dubara say forex trading ko sikhna chahiye or ap demo per practice karo taky ap trading main perfect hojao.
          AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
          • #665 Collapse

            agtr haem yaha pr serf loss hu aur profit belklu bhe na hu tu ham yaha per kearning ke zrurat huty hai.,is leey hame chaey k ham learnig hasil keren,.
            • #666 Collapse

              jii nahi bhai jan jab mujh ko forex trading me loss hota hey to me forun kam loss me apni trade close kar deta hoon aur pher wo wali strategy change ker key new strategy aur planning karta hoon aur apna loss easily cover ker leta hoon.
              • #667 Collapse

                Dear agr mjhe is business me srf loss ho raha ho or profit nah ho raha ho tu me is business me sbr se kam karn ga or loss hony ki wajah dhondon ga jis ki wajah se mjhe is business me loss hota ha or phr me is business me trading karn ga
                • #668 Collapse

                  mere dost mein apko yeh kahna chaonga ke forex trading ke andar jab tak ap apne fresh mind sy us ko nahe samjhen gay tab tak apko forex mein losss he hoga apko forex trading ko really tor per samjhna hoga us ke bad he trade karen.
                   
                  • #669 Collapse

                    idea acha hay brother aur mainay bhi isi idea ko follow kia hay forex un logon kay liay hay jin main patience hay jo log patience say kam nai laitay hain forex main wo sirf loss bardast kartay hain to ap patience paida karain apnay andar phir daikhain forex enjoy karo yar.
                    • #670 Collapse

                      bahi gan her business ma loss bhi hota hy or profit bhi ager forex ma loss aa jahy to hamy hamat nahi harni chahihy balky bar bar profit ke koshesh kerni chahihy
                      • #671 Collapse

                        agr hamein just loss ho or profit na ho to ye isi surat mein hota hai kay ham forex bussniess mein kam acha na kare ya kam pe tawaja na dein jis ki waja se ham loss ka shikar ho jaty hai.
                        • #672 Collapse

                          mery khyal sa agar hamy loss ho aur profit na ho to hamy sab sa phly apni on galtio ka azala karna chaye jin ki waja sa hamy nuksan ho raha ha hamy ziyada sa ziyada demo prectice karni chaye taky pata chal saky esa q ho raha ha
                          • #673 Collapse

                            Dear trading main sab say zarrori cheez learning hai agr ham na proper learning ke hai to hamein loss bht kam ho ga agr ham na learning nai ke to loss zyada ho ga.
                            • #674 Collapse

                              There is no harm in thinking profit-profit and profit for each open chart. Already human tendency to like get more money. But if this mental attitude is maintained, then the analysis will be filled with fear and greedy so the analysis becomes inaccurate
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #675 Collapse

                                first of all ma to ye kahna chahta hun ka forex trading ma aisa nahi hota k aap ko munafa na ho . han bazukat asa hota ha ka app ko kisi loss ki waja sa kisi month munafa nahi hota tu hamain himmat nahi harni chahaye q ka ye bh ak businesss ka hissa ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X