agar ap ko loss ho aur profit na ho to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    Assalam O alaikum, G bhai yeh baat to theek hai agar aap ko forex main start per hi loss ho jata hai to ghabranay ki bajaey aap iss ko positive thinking se apnay liay ek experience samjhen aur next trades mainapni mistakes se avoid karen to aap profit bhi earn karen gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      If we get the loss and not profit then we get full knowledge and full experience about this business.We get full earning trading skills and tips then we can earn good profit easily.After loss you must earn profit from this business.
      • #648 Collapse

        yyup dude jaha tk mra khyal ha agr profit na hu or loss hi hta jae to mje lgta ha hme chyie ke hm demo acount pay pehle achi tra learning kre then jb dbra smj jae achi tra phr tradingkre
        • #649 Collapse

          assalam.o.alaikum... well loss kisi bhe kaam ka end ni hota or hamain kisi kaam ko bhe end ni kr dena chahye chahay hamain kitna he loss q na ho
          • #650 Collapse

            assalam o alaikum g bhai jan agar humen loss ho to humen trading ko chorna nahin chahiye bulky apni ghaltiyo ko theek karni chahiyen tky dubara loss na ho
            • #651 Collapse

              ap ko loss ho jay to ap ko emotions my ni ana chaeay balky ap ko dat k forex k sath muqbla krna chaeay or profit gain krna ho ga but is my boht mehnt krni ho gi ap ko tb he ap forex sy profit gain kr sakty ho jb ap ko profit ho to tb b ap ko emotions my ni ana chaeay forex my ap ko sabr sy kam lyna ho ga
              • #652 Collapse

                Agar loss ho to profit na ho to is mein bi faiada e hota learn Kearny ka moka milta hai idea ho jata hai jis mistake se loss ho again wsa na ho and experience ho jta hy
                • #653 Collapse

                  zahir hai ager busines main los continuousely ho and profit na ho raha ho to us surat main business ko close kernain k spcha j sakta hai.
                  • #654 Collapse

                    g jnab ap ki bat sahi hai hume kabhi bhi forex mein kam karte hoye himmat nahi harni chahye agr hum mehnat se kam karte rahe gy to hume kamyaabi zaror mile gi .
                    • #655 Collapse

                      dear ager mujhe loss hota hai or profit nhi hota to may zyada sey zyada mehnat karu ga apni kotaio ko, galtio ko door karu ga jis ki waja sey mujhe loss hota hai lakin may yeh business nhi choru ga kbhi bhi.loss to khair har business mey he hota hai.
                      • #656 Collapse

                        mjhy tu profit and loss dono htay hy isi liye forex aik best source hai money make karnay ky liye aur forex mein aap good money make kar saktay ho only aap mind sy kam ly aur trading sy phlay market ko analyze kar liya kary pir descion liye kary aur pir trading kary.
                        • #657 Collapse

                          Ager esa hai to phir real account mein trading karna band kar do or dekh k ap kahan se galti kar rahe the or ap ko trading mein kon si asi galti ho rahi hai jis ki waja se ap ko musalsal loss ho raha hai maine to esa he kiya tha jab muje meri trading mein loss hona shuru howa tha to
                          • #658 Collapse

                            daykhain loss or profit yeh karobar ka hisa haai laken loss agar ziada or ziada hota haai tu phir aap ka experince men kami haai us ko or ziada kaoro taan kay loss kam say kam ho agar phir beh loss hota haai tu aap chor dian trading bas
                            • #659 Collapse

                              Dear as per my thinking it's not possible k forex ma aap k har trade py loss e ho even aap new trader ho, han ye possible ha k loss k chances ziada hoty hain, but ham ko jo b loss ho ham ko is se seekhna chahy k hamain loss kis wja se hoa ha,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                                Aap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki trading main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul peche na hatein sirf forex ke peche padey rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain
                                Je ap ne bahut achi baat ki k agar loss ho to pechy na hataen balky forex ko aik challenge samjh len apny liye aur din raat ki mehnat sy issy seekhny ki koshish karen aur negative point apny ap sy eliminate karny ki koshish karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X