agar ap ko loss ho aur profit na ho to

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
    Aap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki trading main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul peche na hatein sirf forex ke peche padey rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain
    brother bat to apki tkh h k hmen loss ki sorat ma forex ko nai chor na chahye hmen apnay loss ki wajohat ko talash krna chahye or next time un say bachna chahye or agr ap ko tab bhi smj na ae to ap apnay senior say contect kren us say pochen k apnay kya krna ab mara ye masala arha or ziada ziasa say demo account use kren
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      bhai loss ke bari wja forex ka kam na ana hta hy aor jb tk kam na aye tb tk loss hta rhta hy,jb koi new trader es market may ata hy to wo yh smjhta hy ky usy sb kch ata hy jb ky bad may malom hta hy ky kch be nai ata learn krna zrori hy
      • #468 Collapse

        aap ko is business main loss ho ta koie bat nhi aap ko is main bht se expereince ki zuroorat ha ta ke app bht sa kmain aur aap ki earning bi betr ho jati ha aur aap ko bht sa paisa milta ha
        • #469 Collapse

          acha sawal ha ya k agr loss ho profit na ho to ap kaya karo gay ..... janab ma phely to ya kaho gi k loss ho ya profit maa forex say pechy ni hatho gi beacuse mja yeqan ha kbi to aesa waqt aay gaa k loss nna ho faida ho mujy so ma apna kam jarii rakho gi forex trade p thanksssss.
           
          • #470 Collapse

            zarori ni k haam ko loss hi ho . ho sakta ha k aagr ak dafa loss hoa ha to agly bar b ho so ma ya hi soch k forex ko join hi rakho gi na k chor do gi ni ma ni choro gi loss ki waja say .
             
            • #471 Collapse

              yeh aksar traders k sath ho jata hia is me koi ajeeb bat ni hia ya koi
              knowledge wali bat ni hia.yeh to normal bat hai
              bs mushkil ya sochy wali bat yeh hai k jab loss ho to phr profit kesy kerna ha.
              • #472 Collapse

                Agar loss ho aur profit na ho to market main thora sabar karna chahiye kun keh jab hum wait karinge kisi ache movement ka to market main hum positive pips easily laga sakinge aur is tarah se kafi successful ho sakinge.
                • #473 Collapse

                  agr aap ko ek kaam main boht ziyada loss ho rha ho to aap ko wo kaam boht sambhal kr krna chahiye or agr us kaam main phir loss ho to wo kaam aap ko chod dena chahiye
                  sh shah
                  • #474 Collapse

                    agr ap koi buisness karain gy to 2 factors hmesha sath hi rhain gy profit or loss. agr apko loss hota he to apko himmat se kam lena chahiye or mayoos ni hona chahiye .apko pehly se zeada mehnat krni chahiye takay ap ko dubara loss ka smana na krna parahy.
                    • #475 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                      Aap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki trading main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul peche na hatein sirf forex ke peche padey rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain
                      is k liaye yae hai k ap sb sy phly apna kam karnay ka tareqa badlyn or phr us k bad agr phr b ap ko loss ho to kisi expert person sy rabta karyn.............ya phr ap kam per concentrate karyn
                      • #476 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                        Aap kia karen ge kia koi ap ko bataye ga ki trading main kis chez ko follow karna zarori hai main to yehi kahun ga ki agar ap ko loss ho to ap bilkul peche na hatein sirf forex ke peche padey rahen khabi to profit ho ga is bare main ap kia kehte hain
                        Assalam O Alaikum! bhai agr ap forex pr trade krty hain or ap ko har bar loss hota hai or profit nahi hota to ap himat na haarein balky try krty rahein kbhi na kbhi to profit ho ga business main aisa hi hota hai kbhi loss hota hai or kbhi profit to kia ap apna business bnd kr dain gy?
                        • #477 Collapse

                          The basic knowledge is a very important kind of tool in this modern era. It gives the basic ideas and views an d apprehension state of the things .radical knowledge helps us to amount our voltage to the Forex trading w staleness to increment our all energies in the Forex trading and to realize these things easily and confidently.staple is really useful for the every person which is doing fore trading.
                          • #478 Collapse

                            Agar humy sirf loss ho aur profit na ho tu iss ka matlab hai hamy forex ka bary main theek knowledge nahi hai aur humari practice bhi nahi hai iss business main tu humy phly practice karni chhaye again aur jab humri traing theek ho jaye phar again trading karni chahe.
                            • #479 Collapse

                              yes, in bad condition, we need to wait the right time, time to minimize the losses, or time to take profit if we think that the market will pulback, but if we think the market will not pulback, we need to wait the right time to cut loss with minimal lossI think unyielding spirit is ammunition for those who want to succeed in any field. especially early in the forex business appears easy, but once entered will encounter great challenges so often raises doubts. Only those who dare to rise from failure that will get success in this business.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                ap ki baat b kaafi khad tk thek hai aur thek hi mai samajo ga...agr ap ko loss ho to ap foran trade band kr ky so jaye aur next day trade kry ek new soch k sath aur pehly market ko read kry bad may trade kry..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X