Moving average Scalping k leay madad gaar hoti ha ya nai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving average Scalping k leay madad gaar hoti ha ya nai?
    Me senior members aur trades say yeh maloom krna chahta hun k moving average Scalping k leay helpful sabit ho skti ha ya nai. Meray khayal main to moving average kafi helpful hoti ha Scalping k doran. Share your comments
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jo log short cut method yane scalping sy kam karty hain unhy loss hota hain or is mai market ka koi qasur nahi hota is liye hamy isy avoid kar ky kam karna cahey pher he hum kamyab hon gy forex aik international business hain is mai moving average ky liye scalping ke use nahi karna chaye forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain
    • #3 Collapse

      jee haan bhai aap nay bilkul theek kaha hai ager aap trade main moving average sy chahien to acha khasa faida utha sakty hai jab aap chaheen to aap ais main scalping bhi kar sakty hai aor faida utha sakty hai moving everage ko ager aap chaheen to scalping ky baghair bhi faida utha sakty hai short term trade main aap moving average sy faida utha sakty hai
      • #4 Collapse

        Ji han ap ne sahi kaha hai. Forex trading mein moving average kafi helpfull ho sakta hai. Ager moving average ky technical pera meter to achi samajh lein to hum is trend ko analyse kerny ky liye bahut achy se use ker sakty hain. Yd bahut acha indicator hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Moving average Scalping k leay madad gaar hoti ha ya nai?

          forex aik online business hain hamy ache learning hasial kar ky ache leverage bana ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain

          اب آن لائن

          Working...
          X